Forums > General Talks > Maa…Mother
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4664 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Maa…Mother
maut ki aagosh mein jab thak key soo jattiii hain maa

tab kahii jaakar sukoon thora sa paa jaati hain maaaa

fikar mein bachoo ki kuch istarah ghul jaati hain maa

no jawan hotey howey bhorii nazar aati hain maaa

eik hi hasraat ko apney azm-o-istaqlal sey

aansoo sey gusl dekar kudh hi dafnaati hain maa

aurhtii hain gurbatoo kaa khud yeh boseeda kafan

chahatoo ka perahan bachey ko pehnaatii hain maa

bhooka rehnay hi nahi deti yateemoo ko kabhi

jaaney kis kis sey kahan sey maang kar laati hain maa

rooh key rishtey ki yeh gheraiyan tou dekhayey

chot lagtii hain hamarey aur chilaatii hain maaa

kab zarorat hoon meray bachey ko itnaa soch kar

jaagti rehtii aaankhen aur soooo jaati hain maaa

haadyoon ka ras pila kar apney dil key chain koo

kitnii raatey mein tou khalii paet sojaati hain maaa

jaaney kitnii barf si raatoo mein aisaa bhi howa

bacha tou chatii pey hain gelay mein sojatii hain maa

jab khiloney ko machaltaa hain koi gurbat ka phool

aaansoo key saaz par bachey ko behlatii hain maaa

fikar mein shamshan key aakhir chatanoo ki tarah

jaisay sookhii lakriaa istraha jaal jaati hain maaa

apnii aanchal sey gulabii aansoo ko poonch kar

deir tak gurbat pey apnii askh barsatii hain maa

samney bachoo key khush rehtii hain har ek haal mein

raat ko chup chup kay lekin askh barsatii hain maaa

pehley bachoo ko khilaatii hain sukoon-o-chain sey

baad mein jo kuch bacha who shauq sey kahti hain maa

Mangtiii bhi nahi apney liyey allah sey

Apney bachoo key liyey daman ko phelatii hain maa

Janey anjaney mein hojayey jo bachey sey kasoor

Eik anjaani saza key dukh sey tarhaaati hain maa

Har ibadat har mohabbat mein nihah hain eik garz

Be garz be losss har khidmat ko kar jaati hain maa

Apney bachoo ki baharey zindagi key wastey

Aansooo key phoool har mosaaam mein barsatii hain maa

Bazooo mein kich key aaajaye gi kaisay qainat

Apney bachey key liyey bahoon ko pehlaatii hain maaa

Eik eik hamley sey bachey ko bachaney key liyey

Dhaaal bantii hain kabhi talwar ban jaati hain maaa

Pheley dil ko saaf karkey khoob apney khoon sey

Dharkanoo par kalmae-tauheed likh jaati hain maaa

Safha-e-hastii pey likhtii hain who usool-e-zindagi

Isi lyey ek maqtab-e-islam kehlatii hain maaa

Usney duniyaa ko diyey masoom rehbar islyey

Azmatoh mein saani-e-quran kehlatii hain maa

Jab perashanii mein ghir jaatey hain hum pardes mein

Aaansoo ko poochney khawaboo mein aajatii hain maa

Aisa lagta hain key jaisa aagaye firdoos mein

Daal kar bahey galey mein sar ko sehlatii hain maa

Agaya gar waqt muskhill apney dil key chain par

Qabr mein hotey howey bhi ashq barsatii hain maa

Baad mar jaaney key phir betay ki khidmat key liyey

Bhes betii ka badal kar ghar mein aaajati hain maaa

Door hojatii hain sari umr ki us dam thakan

Bihah karkey betay kaa jab ghar bahoo lati hain maa

Dekh letay hain nazar jis waqt betay aur bahoo

Ajnabi apney hi ghar mein haayey ban jaati hain maa

Allah allah bhool kar eik eik satam ko raat mein

Pootii pootey sey shikastaaa dil ko behlatii hain maa

Beta kitnaa hi bura hoon par padosan key huzoor

Rok kar jazbaat ko betay key gun gaati hain maa

Shadiyaan karkey jo bachey jaa basey pardes mein

Khat sey ya tasweer sey phir dil ko behlatiii hain maa

Apney seenay par rakhey hain qainat-e-zindaqiii

Yeh zameen is wastey hain dost kehlatii hain maa

Zindagani key safar mein gardishoo ki dhooob mein

Jaab koi saaya nahi miltaa tou yaad aaatii hain maa

Muflisi Bachey ki zid par jab utha letii hain haath

Jaisay mujrum ho koi istrhah sharmatii hain maa

Lot kar wapis safar sey jab bhi ghar aatey hain hum

Daal kar bhahey galey mein sar ko sehlatii hain maa

Dair hojatii hain ghar mein aaney mein aksar jab hamey

Rait par machlii ho jaisay aisay ghabratii hain maa

Mart-e-dam asaka bacha naa ghar par deir sey

Apni donoo kutliyay chokhat par rakh jaati hain maa

Apni pehloo mein lita kar aur totey ki tarah

Eik , bara paanch chodaa hum ko sikhlaati hain maa

Paar kehtey hain kissey aur mamta kia cheez hain

Koi un bachoo sey poochey jin mar jaati hain maa

Saaal bhar mein , ya kabhi , haftey mein jumaraat ko

Zindagi bhar ka silaa eik fatiha paa ti hain maaa

Martaba hoo maa ka zahir kis liyey firdoos sey

Apney bachoo key liyey poshaq mangwatii hain maa

Ghar sey jab pardes jaata hain koi noor-e-nazar

Hath mein quran lekar dar pey aajatii hain maa

Dekey bachey ko zamanat mein reza-e-paak ki

peechay peechay sur jukhayey door tak jaati hain maa

kaaptiii awaaz sey kehtii hain betaa alwidaaa

samnaa jab tak rahey hathooo ko lehratii hain maa

yaad aataa hain shab-e-aashoor ka karyal jawan

jab kabhii uljhiii howi zulfoo ko suljhatii hain maa

sub sey pehlay jaaan dena fatima(a.s) key laal par

raat bhar aun-o-mohamed ko yeh samjhatii hain maa

allah allah intehah dekh sabr-e- laila aur husain (a.s)

baap ney khainchii sina , seeney ko sehlatii hain maa

yeh bata saktii hain humko bus rubab(a.s)-e-khasta tan

kis tarah bin doodh key bachay ko behlaati hain maaa

shimr key kanjar sey yaa sookhey galey sey poochiyey

maa idhar sey nikaltaa hain udhar aaati hain maaa

jab talak hain yeh hath hain hamsheer be parda na hoon

eik madar bawafa betay sey farmatii hain maaa

aisa lagta hain kissi maqtal sey ab bhi waqt-e-asr

ek buridaa sar sey zyada pyasaaa hoon sada aati hain maa

no jawan beta agar dam tor dein aagosh mein

zindaqii bhar sur ko diwaroo sey takraatii hain maa

lash par betay key parhtii hain jawanii marsiaaa

shukr ka sajda us aalim mein baja laati hain maa

dei kar apney laal ko islam ki aaagosh mein

good khalii phir so-e-jaanat palat jaati hain maa

fatima(a.s) key laal par qurbaaan karney key liyey

baandh kar sehra jawan betay ko samjhatii hain maa

apney gam ko bhool kar rotey hain jo shabbir(a.s) ko

unkey askhoo key liyey jaanat sey aajatii hain maaa.

no likes.

Posted on August, 21 2011 04:20:55 PM


0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Nahi Chukka Sakte Tum Mata Pita Ka Ehsaan
Par De Sakte Ho Tum Unko Khushiyaan Hazar
(MATA PITA SMS IN HINDI)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:23:40 AM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
I Hai Hume Aur Chillati Hai MAA Mangti Nahi
Kuch Bi Apne Liye ALLAH Se Apne Bacho K Liye
Daman Ko Phelati Hai MAA Pyar Kehty Hain Kisy
Aur Mamta Kia Cheez Hai Koi Un Bacho Se
Puche Jin Ki Guzr Jati Hai MAA Chahe Hum
Khushion Me MAA Ko Bhool Jayen Dosto ! Jab
Musibat Sar Pe Aati Hai To Yaad Aati Hai MAA
Happy Mothers Day (Emotional mother sms)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:25:47 AM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Happy Mother’s Day To All My Loving Frinds !
Rab Ne “Maa” Ko Ye Azmat-E-Kamal Di, Is Ki
Dua Pe Aye Musibat B Taal Di, Quran Ne “Maa”
K Pyar Ki Is Tarhan Misal Di, Jannat Utha K
“Maa” K Qadmon Mai Dal Di. Take Great Care Of
Ur Mom Bcoz Mom Is Great! (MOM HINDI SMS)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:27:02 AM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Sari Zindgi Maa K Naam Karta Hon Main Khud
Ko Maa Ka Ghulam Karta Hon Jinho Ne Ki Zndgi
Aulad Pe Nisar Jo Hen Maayen In Ko Salam
Karta Hon (Mother shayari)

no likes.

Posted on May, 28 2014 11:41:07 AM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
!”¤”*MAA*”¤”!! Koi Bataye Is Lafz Ka Matlab.. :>
Piyar :> Wafa :> Qurbani :> Mohabbat :>
Parwa :> Lagan :> Sachai :> Khuloos :>
Pakeezgi :> Sakoon :> Khidmat :> Mehnat :>
Dua :> Saaya :> Dost :> Hamdard :> Rehnuma :>
Ustad :> Be-Garz :> Masomiyat :> E’badat :>
E’maan :> Diyanat :> Jazba Or :> Jannat. Ye Sb
Meri MAA Ki Khubiyon Ki 1 Jhalak Hy Wrna MAA
Ki Khubiyan To Itni Hain K Lafz Khatm Ho Jain
Magr MAA Ki Tareef Poori Naho. Aap MAA Ko
Khush Rakhain ALLAH Aap Ko Khush Rakhy Ga.

no likes.

Posted on May, 28 2014 11:42:29 AM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Aankh Khule To Chehra Meri Maa Ka Ho, Aankh
Band Ho To Sapna Meri Maa Ka Ho. Mein Mar
Jaun To Gham Nahi Lekin, Kafan Mile To
Dupatta Meri Maa Ka Ho..!

no likes.

Posted on May, 28 2014 11:43:36 AM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
MAAN Thundi Chaaon Ha To BAAP Ghana
Darakht, MAAN K Pairon Taly Jannat Ha To
BAAP K Pehlu Mein Jannat, MAAN K Bina Ghar
Suna Ha To BAAP K Bina Zindagi Viraan, MAAN
Mohabbat Ka Dariya Ha To BAAP Shafqat Ka
Samandar, MAAN Aulaad Ki Rafeeq Ha To BAAP
Aulaad K Leay Shafeeq MAAN Tohfa-e-Khuda
Wandi Ha To BAAP Rahmat-e-Khuda Wand Meri
MAAN Mera Ishq Ha Or Mera BAAP Mera Janoon

no likes.

Posted on May, 28 2014 11:44:59 AM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Meri Maa Bhi Sab Maaon Jesi Hai. Zindgi K
Tapte Sehra Me Thandi Chhaon Jesi Hai. Bin
Mange Jo Hon, Aarzu’en Puri. Mere Dil Se Jo
Nikli, Un Sb Duaon Jasi Ha. Mai Kya Btaun Kesi
Hai. Khuda Rakhe Salamat Saya, Hmare Saron
Pr Ta Qyamat. Farishton Jesi Hai, Wo Sb Achi
Maaon Jesi Ha

no likes.

Posted on May, 28 2014 12:10:07 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Maa Ki 1 Dua Zindagi Bana Day Ge, Khud Roey
Gi Magr Tujh Ko Hansa Day Ge, Kabhi Bhool K B
MAA Ko Na Rulana, Tumhari Aik Galti Poora
Aarash Hila Day Ge.

no likes.

Posted on May, 28 2014 12:11:34 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Maa K Bina Zindgi Viran Hoti Hy Tanha Safar Me
Hr Rah Sunsaan Hoti Hy Zindagi Me Maa Ka
Hona Zarori Hai Maa Ki Duaon Se Hi Har
Mushkil Aasaan Hoti Hy Hamesha Maa Ka Khyal
Rakhna

no likes.

Posted on May, 28 2014 12:12:35 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Phool Me Jis Trha Khushboo Achi Lgti Hy Mjko
Us Trha Meri MAA Achi Lgti Hy Allah Slamat Or
Khush Rakhy Meri MAA KO Sari DUAON Me
Mujhe YE DUA Achi Lgti Hy

no likes.

Posted on May, 28 2014 12:13:50 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
In An Exam, Childrrn Wer Givan To Write An
Essay On Mother. A Cute Child Wrote:
Combination Of Million Words From 26 Alphabets
Can Never Express My Loving Mom

no likes.

Posted on May, 28 2014 12:17:18 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Mom’s smiles can brighten any moment, Mom’s
hugs put joy in all our days, Mom’s love will
stay with us ever and touch our lives in precious
ways…

no likes.

Posted on May, 28 2014 12:18:48 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Mother is a part of
Love. Mother is a part of our Strength. Mother is
a part of our Winning. Mother is a part of who
direct us to right path to proceed. and ..and ..so
on.. I Love my Mother very much…..

no likes.

Posted on May, 28 2014 01:07:25 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Make your heart an earthly paradise On which,
above all, you yourself depend. The only Eden is
the one you tend, Hoping that the sunlight will
suffice. Each holds within the heart a paradigm,
Remembrance of a love that was the sea ‘Ere
one felt the wound of you and me Slicing through
the tides of that sweet time. Do, then, recreate
such love within, A gated garden in a world of
sin, Yielding grace grown only in that clime.

no likes.

Posted on May, 28 2014 05:57:55 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
!”¤”*MAA*”¤”!! Koi Bataye Is Lafz Ka
Matlab.. :> Piyar :> Wafa :> Qurbani :>
Mohabbat :> Parwa :> Lagan :> Sachai :>
Khuloos :> Pakeezgi :> Sakoon :> Khidmat :>
Mehnat :> Dua :> Saaya :> Dost :> Hamdard :>
Rehnuma :> Ustad :> Be-Garz :> Masomiyat :>
E’badat :> E’maan :> Diyanat :> Jazba Or :>
Jannat. Ye Sb Meri MAA Ki Khubiyon Ki 1 Jhalak
Hy Wrna MAA Ki Khubiyan To Itni Hain K Lafz
Khatm Ho Jain Magr MAA Ki Tareef Poori Naho.

no likes.

Posted on May, 28 2014 05:59:06 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Hundreds of dewdrops to greet the dawn,
Hundreds of bees in the purple clover, Hundreds
of butterflies on the lawn, But only one mother
the wide world over

no likes.

Posted on May, 28 2014 06:00:34 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
You’ve seen me laugh You’ve seen me cry And
always you were there with me I may not have
always said it But thanks and I love you Happy
Mother’s Day

no likes.

Posted on May, 28 2014 06:02:23 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
“M” is for the million things she gave me, “O”
means only that she’s growing old, “T” is for the
tears she shed to save me, “H” is for her heart of
purest gold, “E” is for her eyes, with love-light
shining, “R” means right, and right she’ll always
be.

no likes.

Posted on May, 28 2014 06:03:35 PM

0irha0


Age: 30 Female
4125 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Log Masjidon main Jannat Talash Krte Hain,
"GHALIB" Fursat Itni Nahi k Qadam MAA K
Choom Lain...

no likes.

Posted on May, 28 2014 06:04:54 PM