Hina
Age: 39
4828 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152
Location:
Karachi, Pakistan
Status : Offline |
Subject : Hamary Sath Chalo !!! kuch door hamaray sath chalo, ham dill ke kahani keh dain ge Samjay na jise tum ankho se , wo bat zubani keh day gePholoon ke tarha jab honton pe, ek shokh tabasum bikharay ga Dheray se tumharay kanoo main ek baat purani keh dain ga Izhar-E-wafa tum kiya jano, Iqrar-E-wafa tum kiya jano? Ham zikar krain ge ghairyon ka aur apni kahani keh dain ge
no likes.
|