Forums > Poetry / Ghazal Corner > tum bhi aao na
farhanahmed


Age: 35 Male
4819 days old here
Total Posts: 127
Points : 209

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : tum bhi aao na (closed)
tum bhi aao na mujha had sa guzarta daikho,
apni ankhon sa aik ajnabi pa mrta daikho,

~ma aise hi tanhai me nhi roya kerta,
aao mare angan ko baharon main ujarta daikho,

~kis qadar pyar se hawaon ne chua tha jissay,
aao us phool ko baharon main bekharta daikho,

~yun na samjho gay mare shiddat e jazbat ko ASAD,
meri raton ko bas tanhai main guzarta daikho,


no likes.

Posted on February, 22 2011 10:46:17 AM


Hina


Age: 39 Female
4827 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
jab nahin aaye the tum
tab bhi to tum aaye the.....................
aankhon mein noor ki aur dil mein lahoo ki soorat
yaad ki tarhaa dhadakte hue dil ki soorat
tum nahin aaye abhi,phir bhi to tum aaye ho
raat ke seene mein mehtab ke khanjar ki tarhaa
subhaa ke haath mein khyshnaseeb sagar ki tarhaa
tum nahin aaoge phir bhi to tum aaoge
zulf par phir zulf bikhar jaayegaa phir raat ka rang
aao aane ki karen baat ki tum aaye ho
mere paas meher-o-wafaa ke sivaa kuch bhi nahin
ek dil ek tamanaa ke sivaa kuch bhi nahin
jab nahin aaye the tum......................
tab bhi to tum aaye ho.

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:02:04 AM

Hina


Age: 39 Female
4827 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Khvaab kii tarah se hai yaad ke tum aaye the
jis tarah daaman-e-mashriq me.n sahar hotii hai
zarre zarre ko tajallii kii khabar hotii hai
aur jab nuur kaa sailaab guzar jaataa hai
raat bhar ek andhere me.n basar hotii hai
kuchh isii tarah se hai yaad ke tum aaye the
jaise gulashan me.n dabe paao.n bahaar aatii hai
pattii pattii ke liye leke nikhaar aatii hai
aur phir vaqt vo aataa hai ke har mauj-e-sabaa
apane daaman me.n liye gard-o-gubaar aatii hai
kuchh isii tarah se hai yaad ke tum aaye the
jis tarah mahv-e-safar ho ko_ii viiraane me.n
aur raste me.n kahii.n ko_ii khiyaabaa.n aa jaaye
chand lamho.n me.n khiyaabaa.n ke guzar jaane par
saamane phir vohii duniyaa-e-biyaabaa.n aa jaaye
kuchh isii tarah se hai yaad ke tum aaye the

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:07:27 AM

cute4cute


Age: 37 Male
4818 days old here
Total Posts: 3565
Points : 242

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
hmm nyc

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:08:52 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4820 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
HAYE WO LAMHA K JAB TUJH SE SHANA SAI HUAI
PHIR JO HONI THI MERI JAAN WO RUSWAI HUAI
APNI NAKAAM MOHABAT KA YOUN CHARCHA NA KARO
...ZAKHAM BHAR JAYE GA GAR IS KI PAZEERAYI HUAI


no likes.

Posted on February, 22 2011 11:21:20 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4820 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Dard minnat kash e dawa na hua,
Main na acha hua, bura na hua !

Jama karte ho kyon raqeebon ko,
Ek tamasha hua, gila na hua !
...

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:21:36 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4820 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Ya Rubb! Ghum-e-hijraan mein itna to kiya hota
jo hath jigar pey hai woh dast-e-dua hota

ik ishq ka Ghum afat aur us pe ye dil afat
ya Ghum na diya hota ya dil na diya hota
...

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:21:54 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4820 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Jb chla chor ky btanay ke zahmat bhi na ki
Khob tha dosti ek arsa nbany wala,
Dushmani ke b to adab hain ay dost bata
Koi itna b na tha tjh ko batanay wala.

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:22:07 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4820 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Kab tak raho gey aakhir yuN door door hum sey!
milna parrey ga aakhir ik din zaroor hum sey

daaman bachaaney waaley ye be'rukhi hey kesi!
keh do agar huwa hey koi qasoor hum sey
...

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:22:21 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4820 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Abi to ishq me aisa b haal hona ha
K ashk rokna b tm se mahaal hona ha

Tmain khber ha nae tum to lot jao gy
Tmhary hijer me lmha be saal hona ha
...

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:22:37 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4820 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
hukm tera hy to taameel kiye dety hen
zindgi hijr me tehleel kiye dety hen
tu meri wsl ki khwaish py bigrta kyun hy
raasta hi hy,chlo tbdeel kiye dety hen
aaj sb ashkon ko ankhon k kinaary py bulaao
... aaj is hijr ki takmeel kiye dety hen
hm jo hansty huey achy bhi lgty tuj ko
hukm kr,ankh abi jheel kiye dety hen....

no likes.

Posted on February, 22 2011 11:24:29 AM

Kashi


Age: 38 Male
4819 days old here
Total Posts: 5953
Points : 29

Location:
Gujrat, Pakistan

Status : Offline
@ Farhan kahan ana hai?? lolzzz

no likes.

Posted on February, 22 2011 02:09:47 PM

farhanahmed


Age: 35 Male
4819 days old here
Total Posts: 127
Points : 209

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Maine tumhe to invite nahi kiya

no likes.

Posted on February, 22 2011 05:43:09 PM

farhanahmed


Age: 35 Male
4819 days old here
Total Posts: 127
Points : 209

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Next time

no likes.

Posted on February, 22 2011 05:43:21 PM

Erum786


Age: 31 Female
4810 days old here
Total Posts: 490
Points : 141

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
wah wah kya umda shayeri hai
well done Farhan, Hina, Tariq


no likes.

Posted on February, 23 2011 09:45:30 PM

Saeedanwar


Age: 31 Male
3856 days old here
Total Posts: 1492
Points : 798

Location:
Mianwali, Pakistan

Status : Offline
Kia khob poetry hai yes wah g wah good hai j

no likes.

Posted on October, 15 2013 06:51:27 PM

Ramzankhan


Age: 32 Male
3857 days old here
Total Posts: 1813
Points : 767

Location:
Khushab, Pakistan

Status : Offline
Kahan aae gi kia pata hai humen kia jaene g

no likes.

Posted on October, 17 2013 03:25:25 PM

atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3882 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
These are very Deep and touching Lines !!

no likes.

Posted on October, 17 2013 03:32:50 PM

atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3882 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
I like the content of the Poetry very Much !!

no likes.

Posted on October, 17 2013 03:35:21 PM

abdulhannan05


Age: 31 Male
4793 days old here
Total Posts: 13123
Points : 261

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
tum bhi ao na yaar hmmm nciehai hmmmm

no likes.

Posted on October, 17 2013 07:35:28 PM

Ramzankhan


Age: 32 Male
3857 days old here
Total Posts: 1813
Points : 767

Location:
Khushab, Pakistan

Status : Offline
Kia karahi banai hai janab ya waise

no likes.

Posted on October, 18 2013 06:36:21 AM