Meshan
Age: 36
4839 days old here
Total Posts: 35
Points : 51
Location:
Karachi, Pakistan
Status : Offline |
Subject : Larki ko dekhna larkon ki adat hai ya fitrat Dear Frndz ap logon nay note kia ho ga k market main road per gali main agar koi larki ya larkiyan ya ye keh lain k khawaten ja rahi hun to kuch log hotay hain jo unhain bohat gor say dekhtay hain aur us wakt tak dekhtay rehtay hain jab tak wo un ki nazron say ojhal na hojain bal k lagta to ye hai k wo nazron say hi unhain ghar tak chor kar ayain gay to mera sawal ye hai k aesa karna un ki adat hai fitrat hai majbori hai ya phir kuch aur.Thanks
no likes.
|