yar pakistan ne s final main kia wo ap k samne hai mazeed ap ko kia baton Opening achi hwi pani k break k baad suddenly sb kuch change Umer akmal acha khela india walon ka thobra bund kerdia lakin achanak koi banda gluffs le ker message de ker gaya to wo out misbah 30 balls main 10 score ker rahain hain test tha kia? yar kuch socho.........................................................
no likes.
|