Forums > Poetry / Ghazal Corner > Allama Iqbal poetry.
LEOPARD


Age: 39 Female
4800 days old here
Total Posts: 3628
Points : 35

Location:
Bahawalpur, Pakistan

Status : Offline
Subject : Allama Iqbal poetry. (closed)

Lets share poetry of national poet Allama Iqbal.

sitara kia meri taqdeer ki khabar dega
woh khud farakhi e aflak mai hai khwar o zaboon
ajab maza hai mujhay lazzat e khudi de ker
woh chahtay hain k mai apnay aap mai na rahoon
sabaq mila hai ye mairaj e mustafa(s.a.w)se mujhay
k aalam e bashariyat ki zad mai hai gardoon
yeh kainaat abhi na tamam hai shayad!!!
k a rahi hai dama dum sada e kun fa yakun



ainee like this.

Posted on April, 02 2011 02:44:01 PM


Rohama


Age: 30 Female
4251 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
shikwa-e-ishq nhi jurrat-e-guftaar nhi
mere honton pe jabr ki talwaar nhi

ibn-e-aadam hun insaa'n se muhabbat ki hy
aag ka, chaand ka, pathar paristaar nhi


ay khuda mujh ko muhabbat de,
jannat ka kharidaar nhi

jo insaan insa'n se he muhabbat na kre
IQBAAL dar haqeeqat wo insan he nhi

no likes.

Posted on November, 11 2012 02:13:37 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4236 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
i dont have the measels, i am not confined to bed, asperin wont help coz it aint my head, i dont have back ache or the flu, its more serious...i am missin u!


no likes.

Posted on November, 11 2012 08:39:39 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4205 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
guzre waqt ko kyon is tarha yaad karti ho

meri guzri hui wafa pe kyon ehsaan karti ho

jab tha main tera, tu bhula baithhi mujhe ko

main duniya ka hoon tu kyon mujhe yaad karti ho

meri sari duaien to teri hi hain or teri rahiengi meri jaan

phir kyon mujhe tum din raat pareshan karti ho


no likes.

Posted on November, 11 2012 09:39:12 AM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Iqrar’e Mohabt ehdo’o'wafa sub jhooti sachi baten Hain,
“IQBAL”
Har shaks khudi ki masti Mein bus apni khatir jeeta hai..’


no likes.

Posted on November, 11 2012 12:45:11 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Khudko is DIL main basane ki EJAZAT dedo

Mujh ko TUM APNA banane ki EJAZAT dedo

Tum meri ZINDAGI ka aik haseen LAMHA ho

Phoolon se Khud ko sajane ki EJAZAT dedo

Main kitna CHAHTA hon Kis tarha bataon tumhe

Mujhe ye AAJ batane ki EJAZAT dedo

Tumhari CHAND si aankhon main CHAND sa chehra ho

Mujhe ye SHAM sajane ki EJAZAT dedo

Mujhe QAID karlo APNE ISHQ main

Ya mujhe ISHQ karne ki
EJAZAT dedo..

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:47:03 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja,
Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey…..!


no likes.

Posted on November, 11 2012 12:48:26 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Iqbal Tere Des ka Kya Haal Sunaon,
Be’Baaki-o-Haq’Goyi se Ghabraata hai Momin,
Makkari-o-Farebi pe Itraata hai Momin,
Jiss Rizq se Parwaaz mein Kotaahi kaDarr ho,
Woh Rizq Ab Barray Shauq se Khaata hai Momin,
Kirdaar ka, Guftaar ka, Aa’amal ka Momin,
Qaa’il Nahin Ese Kisi Janjaal ka Momin,
Sarhad ka Momin hai to Koi Punjab ka Momin,
Dhoonde se bhi Millta Nahin, Qur’aanka Momin,
Iqbal Tere Des ka Kya Haal Sunaon…!!

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:49:29 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
“Tum Haya-o- Shariyat k Tqazon ki Bat karty ho”,
.
“Ham ne Nangy Jismon ko Malbos-e-Haya dekha hy”.
.
“Ham ne Dekhy hain Ehraam mein Lipty kaei Iblees”,
.
“Ham ne May-Khany mein kaei bar Khuda dekha hy”

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:51:45 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
sitaron se age jahan aur bhi hain
abhi ishq k imtihan aur bhi hain
tahi zindagi se nahin ye fazayen
yahan saikaron karawan aur bhi hain
kanat na kar alam-e-rang-o-bu par
chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain
agar kho gaya ek nasheman to kya gam
maqamat-e-ah-o-fugan aur bhi hain
tu shahin hai parwaz hai kam tera
tere samne asman aur bhi hain
isi roz-o-shab mein ulajh kar na rah ja
k tere zamin-o-makan aur bhi hain
gae din k tanha tha main anjuman mein
yahan ab mere razadan aur bhi hain
(Sitaron Se Age Jahan)

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:52:46 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
sitaron se age jahan aur bhi hain
abhi ishq k imtihan aur bhi hain
tahi zindagi se nahin ye fazayen
yahan saikaron karawan aur bhi hain
kanat na kar alam-e-rang-o-bu par
chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain
agar kho gaya ek nasheman to kya gam
maqamat-e-ah-o-fugan aur bhi hain
tu shahin hai parwaz hai kam tera
tere samne asman aur bhi hain
isi roz-o-shab mein ulajh kar na rah ja
k tere zamin-o-makan aur bhi hain
gae din k tanha tha main anjuman mein
yahan ab mere razadan aur bhi hain
(Sitaron Se Age Jahan)

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:54:43 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
utho meri dunya k garibon ko jaga do
khak-e-umra k dar-o-diwar hila do
garmao gulamon ka lahu soz-e-yaqin se
kunjishk-e-phiromaya ko shahin se lara do
sultani-e-jamahur ka ata hai zamana
jo naqsh-e-kuhan tum ko nazar aye mita do
jis khet se dahqan ko mayassar nahin rozi
us khet k har khosha-e-gandum ko jala do
kyon khaliq-o-makhluq mein hayal rahen parde
piran-e-kalisa ko kalisa se hata do
main nakhush-o-bezar hun marmar k silon se
mere liye mitti ka haram aur bana do
tahazib-e-nawin kargah-e-shishagaran hai
adab-e-junun shayr-e-mashriq ko sikha do
(Utho Meri Dunya K Gareeb Jawanoon)

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:56:02 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Nahin hai na umeed IQBAL apni kasht-e-veeran se,
Zara num ho to yeh mitti bohat zarkhaiz hay saqi -


no likes.

Posted on November, 11 2012 12:57:29 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Kyun Peete Ho Sharab Kisi bewafa k Gham Mein,
Ik Bashar Ki Khatir Khuda Naaraz Karte Ho?


no likes.

Posted on November, 11 2012 12:58:31 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
” Nikala hum ko janat say, Fareb-e-zindagi day kar_______!! Iqbal
Diya phir shoq-e-janat keyon? Ye herani nahi jati________!!


no likes.

Posted on November, 11 2012 12:59:41 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Tm ne bhe suni ho ge
bari aam kahawat ha,
Anjaam ka ho khatra
aghaz badal dalo.
Pur-soz dilon ko jo muskan na de paey,
sur he na milay jis mein
wo saaz badal dalo.
Dushman k iradon ko
hai zahir agar karna,
Tm khail wohe khailo
andaaz badal dalo.
A dost karo himmat
kuch door sawera hai,
Agar chahtay ho manzil to
Parwaz badal dalo.

no likes.

Posted on November, 11 2012 01:00:46 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Fana na kar apni zindagi ko ay jawan raah-e-junoon main.
Tab karega ibadat jab gunnah karne ki taqat na hogi …

no likes.

Posted on November, 11 2012 01:02:13 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Sajdoon k ewiz fardoos mily ye bat mujay manzoor nahi.
Be-loos ibadat krta hon banda hon tera, mazdor nahi.

no likes.

Posted on November, 11 2012 01:04:28 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Mujhey Saza ke liye bhi nahi qabool woh aag
Kay jis ka shola na ho tand o sarkash o bebaak

no likes.

Posted on November, 11 2012 01:06:29 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Wohi Zamaney ki gardish pe ghaalib aata hai
Jo har nafas se karey umar-e-jaavidan paida

no likes.

Posted on November, 11 2012 01:07:53 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
ata hai yad mujhko guzara hua zamana
wo bag ki baharen wo sab ka chah-chahana
azadiyan kahan wo ab apne ghonsale ki
apni khushi se ana apni khushi se jana
lagti ho chot dil par, ata hai yad jis dam
shabnam k anson par kaliyon ka muskurana
wo pyari pyari surat, wo kamini si murat
abad jis k dam se tha mera ashiyana


no likes.

Posted on November, 11 2012 01:09:35 PM