Forums > General Talks > Waldain ka nafarman
Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Waldain ka nafarman
Aik zamane me kisi qabirtan se aik murda uthta aur gadhe ki awaz nikala tha wo har roz asar k bad aisa karta .aik buzurg aae to kisi ne un se pocha k ye kia waja hai. To bazug ne bataya k ye aik din baitha tha aur is k waldain bi baithe the is ne apne waldain se kaha tha k khamosh ho jau har waqt gadhe ki tarah reegte rahte ho. Pher us k bad jis din se ye mara hai jb bi wo waqt hota hai ye aisa karta hai.

Are mere bhai ye aik na farmani thi hum bi apne andar jhaken hum kia kar rahe hain Allah se maafi mango aur apne waldain k farmanbardar ban jaw

no likes.

Posted on February, 20 2014 08:41:06 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Awais bhai sub kuch yahan se mil jata hai lakin maan aur baap nai milte hain aur na koi in jaisa pyar deta hai.

no likes.

Posted on March, 22 2014 09:35:27 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Awais bhai mujhe kuch pata nai chal raha hai k ap aj kal kiun nai ate hu bhai ap aa jaya karo to behter hain.

no likes.

Posted on March, 26 2014 07:01:18 AM

Awais148


Age: 30 Male
4072 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
main hamesha lkoshish kerta hm ke apne waledain ka fermanberdar rahon or un ki her baat mano

no likes.

Posted on May, 11 2014 10:31:45 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bhai jan kal to mother day manaya gaya hai aur mujhe ye khushi hoti hai k ye to kafi acì bat hai k hum manate hain.

no likes.

Posted on May, 12 2014 04:23:12 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bhai jan h um ko to lagta hai k hum apne waldain k farman bardar nai ban rahe hain aur un k jo izat hum ne karni hai wo nai karte.

no likes.

Posted on May, 12 2014 04:25:50 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Me to sub ko kahun ga k apne waldain ki na farmani se bacho in k haqooq ada karo aur un k waqt do har hal me.

no likes.

Posted on May, 12 2014 04:26:57 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Humen quran aur hadees me bi hukam hai k sub kam chor do agr maan kahe aur hum to maan ko chor dete hain.

no likes.

Posted on May, 12 2014 04:28:04 PM

Awais148


Age: 30 Male
4072 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
hamain apne waledain ka farmanberdar hona pre ga ager hamain is dunia or akhirat main kamyaab hona hai to

no likes.

Posted on June, 29 2014 01:08:35 PM

shedi


Age: 33 Male
3593 days old here
Total Posts: 89
Points : 87

Location:
slamabad, Pakistan

Status : Offline
waleden ka naferman kabi kamyab ni ho sakta kun ke us wo dua ni milti jis ki waja se wo kamyabi hasil kerta ha

no likes.

Posted on June, 30 2014 04:02:20 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Awane waldian ki khidmat karni chahye un ki na farmani nai karni chahye warna kia faida ho sakte hain na.

no likes.

Posted on September, 12 2014 10:49:37 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Waldain k nafarman kabi kamyab nai hote hain chahye jo bi kaqtpte rahe wo na kam hote rahte hain kia gag

no likes.

Posted on September, 12 2014 10:50:46 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne waldain ko razi karne wale har jagah kamyab hote rahte hain kia kehte hain aisa to hota hai na. . .

no likes.

Posted on September, 12 2014 10:52:00 AM

mazharkhan


Age: 28 Male
4007 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924

Location:
Mehar 76330, Pakistan

Status : Offline
Ha bhai sabirshah ap thek khe rhe ho mera to ye bhe khena hai ke agar kese insaan ne jan boj kr apne waldin ke nafrmani kr rha hai ! To usy es duniya aur aakhirat me maafi nhe mil sakty

no likes.

Posted on September, 12 2014 11:00:31 AM

mazharkhan


Age: 28 Male
4007 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924

Location:
Mehar 76330, Pakistan

Status : Offline
Aur ek baat na jane mne khaan se suny magar wo baat mujhe abhi tak yaad hai ke : Allah almighty farmaty hen ke mere baad agar kese ka ebadad krna hai to apne maan ke ebadad kro

no likes.

Posted on September, 12 2014 11:03:19 AM

mazharkhan


Age: 28 Male
4007 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924

Location:
Mehar 76330, Pakistan

Status : Offline
Maan baap ka dil torny wala es duniya me kabhi khush nhe rahe sakta ye mera dava hai ! Es liye ap sub muslim brother's se request hai ke kabhi bhe galati se bhe apne maan baap ka dil na dokhaaen

no likes.

Posted on September, 12 2014 11:05:07 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mazhar bhai wo to hum ko pata hona chahye k hum ko kitni izat karni hai apne waldain ki kiun bhai jan.

no likes.

Posted on September, 12 2014 09:18:48 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mazhar bhai jante hu ge k jo jitna parha likha hai wo itna maan baap ki qadar kam karta hai ye waja hah.

no likes.

Posted on September, 12 2014 09:19:59 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hum dunya vi parhai pe tawaja dete hain magr hum deen se kafi dur hai jis waja se hum ko ye masle hain.

no likes.

Posted on September, 12 2014 09:21:06 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3835 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hum apne baron ka adab nai karte hain to chote humara adab nai karte hain ye hota rahe ga har dam na.

no likes.

Posted on September, 12 2014 09:22:12 PM

mazharkhan


Age: 28 Male
4007 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924

Location:
Mehar 76330, Pakistan

Status : Offline
Yes you are right sabirshah ! Ye khuda ka insaaf hai Jo log apne parents ka adab nhe krty aage chal kr Un ke olaad bhe un ke sath wahe krty hen

no likes.

Posted on September, 13 2014 04:54:55 PM