Forums > General Talks > eid melad.un.nabi
  • Page 1 of 1
  • 1
mustafa123


Age: 30 Male
4177 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
Subject : eid melad.un.nabi
allah ne musalmanon k lye 2 eiden bnai hn eid.ul.azha.or eid.ul.fitar .12 rabi.ul.awal ko eid ka din ni kaha ja sakta

no likes.

Posted on January, 25 2013 01:40:03 PM


juntalman


Age: 34 Male
4490 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
mustafa123 said:

allah ne musalmanon k lye 2 eiden bnai hn eid.ul.azha.or eid.ul.fitar .12 rabi.ul.awal ko eid ka din ni kaha ja sakta


Eid ka matlab khushi manna na hai
jis ka jab dil chahe khushi manna lae

no likes.

Posted on January, 25 2013 03:10:06 PM

mustafa123


Age: 30 Male
4177 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
mgr 12 rabi.ul awal ko to ap ( s.a.w.a) ki wafat hui thi to khushi kese manai ja skti h

no likes.

Posted on January, 25 2013 03:24:19 PM

mustafa123


Age: 30 Male
4177 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
agr koi ye mahe k ap ( s.a.w.a) 12 rabi.ul.awal ko peda hue the to ye bt conferm ni h 9 or 12 dono date muktalif jagah btai jati hn.

no likes.

Posted on January, 25 2013 03:26:26 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4258 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
mera sohna sajan ghar aaya meri eid hogai,,, is pe kabhi fatwa lagaya he?
or khushi wiladat ki mnai jati he, 12 rabiul awwal ki nahi, agr unki wilada12 ko nai he 9 ko he to kia 9 ko mna len eid??? asl bat 9 ya 12 ki nai he asl bat ye he k kuch logon ko wesy hi acha nahi lagta k koi AAP s.a.w.w ka melad mnaey, jab k ALLAH khud farmat he QURAN E PAK men,
' or jab tum par ALLAH ki rehmat or fazal ho to khushi manao' (ALQURAN)
'or ay NABI s.a.w.w ham ne aap ko tamam jahanon k liey rehmat bna k bheja (ALQURAN)
ab jo QURAN ko chor k molvion ki many wo apni aakhrat ki fikr kry, i think itna kafi he

no likes.

Posted on January, 31 2013 04:23:42 PM

ustaadg


Age: 38 Male
4423 days old here
Total Posts: 1826
Points : 1020

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
mery bhai mn nay b asa hi pocha tha tou ap nay mjy kaha k mn muslin nhi hu kia? tou bat yeh hai k mn UK mn rehta hu so yaha pay English boli jaati hai, English mn log kehty hn even Masjid mn membar -a-Rasool (PBUH) baithk log kehty hn k Hazoor ka Birthday celebration (Eid Milaad ul Nabi (PBUH) kia ap ko yeh theek lagta hai ya pher ap k pass koi or translation hai is k liay?
and 2nd thing is that k jis ka B day hota hai us ko hi sub say zaida yaad rehta hai, right? or ager wo bhool jay tou usk frnds or relatives us ko yaad b karwaty hn or celebrate b karty hn or jis ko zaida peyaar hota hai wo utnaa zaida celebrate karta hai...right na?
but hadees ki 6 books mn say ap kahi say b koi ek reference code kar sakty hn jis mn mention ho k Hazoor (PBUH) nay apna B day celebrate kia?
ya pher Quran mn kahi mention ho? k Alla nay order kia k Hazoor (PBUH) ka B day celebrate karo?
ya pher 4 Sahba (Abu bakar, Umer, Usman Ali) kasi nay Hazoor (PBUH) ka B day celebrate kia ho? ya pher Hazoor ko wish kia ho?
Hazoor (PBUH) k wisaal k 200 years bad tak Sahaba (R.A) thay un mn say kasi nay kia ho?
Sahaba (R.A) k bad Taabi thaay un mn say kasi nay kia ho?
Taabi k bad Taaba Tabaain thaay un mn say kasi nay kia ho?
Hazoor (PBUH) k wisaal k bad yeh sara time round about 450 yaers ka mtlb ajj say 1000 years pehlaay
ajj say 200 years pehlay Hazoor (PBUH) ka B day celebrate hota tha? kon karta tha kasay karta tha? koi detail hai?
ajj say 160 years pehlay tou camera b tha Jinnah ki photos hn, Hazoor (PBUH) k B day ki koi phots nhi? koi video nhi? kuch tou ho ga ? kahi tou ga?
kahi kcuh nhi hai, yeh tou bsu hum nay start kia hai jsut 60 say 70 year pehlaay otherwise kahi kuch nhi hai, yeh mooj masti hum nay khud hi doondh li hai, or ap note karna yeh mooj masti every year pehlay say ziadaa hoti jaa rahi hai.

(kasi ko bura ya non muslim declare karnay say pehlay hum khud b kuch research karni chahey ya pher khamoshi bahter hai )

no likes.

Posted on February, 01 2013 11:01:01 AM

0irha0


Age: 30 Female
4104 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
waladat ki khushi manane man koi harj ni per is ka mtlb ye ni h k hr khushi ko hm eid khne lgen eiden 2 hi hn jo allah ne bta di hn.baki khushiyon ko khushi ki trhan manao

no likes.

Posted on February, 01 2013 07:12:20 PM

0irha0


Age: 30 Female
4104 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
tazi ap ne to bht achi trhan detail bta di.ap ka bht bht shukriya or sach kahun to man ap ki information se bht impress hui hun

no likes.

Posted on February, 01 2013 07:16:38 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
no comments

no likes.

Posted on February, 01 2013 08:51:53 PM

0irha0


Age: 30 Female
4104 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
whyyyyyyyyy

no likes.

Posted on February, 01 2013 08:54:39 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4258 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
brother bat sirf ye hai k NABI KAREEM s.a.w.w ki wiladat k moqa pr khushi mnana ye kahan ka gunah he? to kia afsoos krna chahiey ? ye to intehaai foolish concept he k AAP s.a.w.w ki wiladat ki hushi mnana gunah he, baqi bat reh gai k sahaba ne nai kia taabaeen ne nai kia taba taabeen ne nai kia to mujy btaiey k aaj ham jo bhi neki ka kam krty hen kia sab sahaba ne kiey hen ? taabeen ne kiey hen? taba taabeen ne kiey hen?
ham jo quran parhty hen is men jo zabr zer pesh jazm shadd madd yahan tak k sipary ruku or sary eraab kia ye NABI PAK s.a.w.w k zamany men thy? sahaba k zamany men thy? tabeen k zmany men thy? tabab taabeen k zmany men thy? ye to koi 300 so sal ehly hajjaj bin yousaf ne lgway thy to kia ye quran parhna gunah he? agr nai to kiun nai? ye kam to kisi sahabi ya tabi ya taba taabi ne ni kia to hajjaj bin yousaf ko kis ne ikhtyar dia? phir q parhty ho ye quran? kia msajid k meenar kisi sahabi ne bnaey? mehraab kisi sahabi ya taabi ne bnaey to phir q bnaty hen? kia ye gunah nahi ? q k ye ti na NABI PAK s.a.w.w ne kia na kisi sahabi ne na taabi ne na hi kisi ne kaha k esa kro to kia ye gunah he phir?
aftaari krna shariat or ibadat he k nai? to kitny dahi bhally kitni pepsi ki botlen kitni tea kitni rooh afza or kitny smosy NABI PAK .s.a.w.w ne aftari ya sehri men khay hen? to kia ye jayz he phir? agr he to kesy? unhon ne to esi koi cheez use nai ki, iska matlb he jo chezen NABI PAK s.a.w.w k zamany men nai thi wo sab najayz or haram hen????????
jab NABI KAREEM s.a.w.w ki wiladat hui to abu lahab ki aik londi jiska nam suwaiba tha usne aa k abu lahab ko AAP s.a.w.w ki pedaysh ki khush khabri sunai to abu lahab ne is khushi men us londi ko azad kr dia wo tha kon? mushrik or dushmane rasool tha lekin ALLAH ne usky is kam ka usko ye ajar dia k hr monday waly din uski us finger se doodh ka chashma jaari hota he jisko peny k bad usky azaab men kuch de k liey kami ho jati he or ye hadees shareef he main koi apni tarf se ni keh rha hadees ka hawala bhi apko dekh k bta don ga,
or QURAN E PAK men ALLAH ne farmaya ' OR KEH DIJIEY K JAB TUM PE ALLAH KI REHMAT OR FAZAL HO TO ISKY MILNY PER KHUSHI MNAO OR YE IS SE BEHTR HE JO TUM DOLAT JAMA KRK RAKHTY HO' ( suran younas vers no 58)
is se khushi mnana bhi sabit hua na sirf sabit balky order he or pesa kharch krna bhi sabit hua k jama krk rakhny se behtr he us ko is khushi men kharch kro,
or dosri jaga he, ' OR AEY NABI s.a.w.w HAM NE TUM KO TAMAM JAHANO K LIEY REHMAT BNA K BHEJA HE' (surah alanmbya vers no 107)
brother QURAN k proof k bad to question krna bhi eeman ki kmzoori he, or ye bat to wesy aql bhi tasleem nai krti k NABI pak s.a.w.w k aany ki khushi manana gunah ya najaeyz he, to or kia dukh krna ya rona petna chahiey ???NAUZOBILLAH

no likes.

Posted on February, 01 2013 08:55:35 PM

taimoorkhan


Age: 30 Male
4072 days old here
Total Posts: 2257
Points : 39

Location:
islambad, Pakistan

Status : Offline
no comments and i am not know for this

no likes.

Posted on March, 22 2013 07:50:00 AM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4085 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
kher mubarak.

no likes.

Posted on March, 22 2013 11:59:47 AM

Nagra123


Age: 34 Male
4637 days old here
Total Posts: 1078
Points : 234

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
bilkul sahi baat hai
i agree with u

no likes.

Posted on March, 22 2013 03:36:28 PM

abdulhannan05


Age: 31 Male
4796 days old here
Total Posts: 13123
Points : 261

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
eid miladun nabi aik shander din hota hai

no likes.

Posted on July, 25 2013 12:46:11 PM

  • Page 1 of 1
  • 1