Forums > Poetry / Ghazal Corner > Tufan Ke Dharo Ruk Jao Le Jao Na Ham Ko Sahal Paar
maryprincess60


Age: 36 Female
4811 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Tufan Ke Dharo Ruk Jao Le Jao Na Ham Ko Sahal Paar (closed)




no likes.

Posted on March, 10 2011 01:52:49 PM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ham Ne ULFAT Ka Bharm Sab Se Juda Rakha Ha

Goya Seene Mein Tujey DIL Ki Jaga Rakha Ha

Dil Ye Chahey Ke Tu Kabi BADNAAM Na Ho

Dekh Zikr Tera Ha Magr Naam Chupa Rakha Hy

Mery Jis Hath Sy Kia Tha Tu Ny MUSAFA

Dhoya Hi Nahi Honton Sy Laga Rakha Hy

Ab Hum Samjhe Tery RUKHSAR Py Till Ka Matlab

DOULT-E-HUSN Pe Darban Bitha Rakha Hy

JUDA Ho Gaye Hain To Phir Kia Howa

Teri Tasweer Ko Seeny My Saja Rakha Hy

no likes.

Posted on October, 14 2013 04:22:54 PM

Niazi7860


Age: 31 Male
3864 days old here
Total Posts: 1250
Points : 546

Location:
Mianwali, Pakistan

Status : Offline
Achah achi gazalein bhejo js k pas hn

no likes.

Posted on October, 15 2013 02:11:58 AM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3973 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Sab ki poetry buhat hi achi hai.....

no likes.

Posted on October, 15 2013 11:53:30 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Us Ko Chaha Bohat Magar Wo Mila He Nahi
Laakh Koshish Ki Magar Faasla Mita He Nahi
Us Ko Zmane Ne es Qadar Majbor Kr Diya
K Wo Meri Kisi Sada Pe Thehra He Nahi
Har ek Se Pucha Sabab Us K Rothne Ka
Har ek Ne Btaya K Wo Teray Liye Bana He Nahi
Main Tmam Koshisho K Bawjod Haar Gae
Aur Wo Us Ko Mil Gaya Jis Ne Use Manga He Nahi
Itnee Shidat Se Use Chaha Or Wo Kisi Or Ka Hogya
Shayad Is Jahan Main Wafa Ka Koi SILAA He Nahi

no likes.

Posted on October, 15 2013 12:16:59 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3973 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Waooooo. Yar yeh to buhat hi achi poerty hai. Mujhe asi hi passand hai

no likes.

Posted on October, 15 2013 01:49:21 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Saarey waadon ko bhula sakta hun,
lekin rehne do

Main tumhein chor k ja sakta hun,
lekin rehne do

Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz,
faisla mein bhi suna sakti hun,
lekin rehne do

Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali,
us per main muskura b sakta hun,
lekin rehne do

Sharam aaye gi tumhein
warna tumharey waaday,
main tumhein yaad dila sakta hun,
lekin rehne do.

no likes.

Posted on October, 15 2013 07:15:44 PM

malibhutta73


Age: 50 Male
3923 days old here
Total Posts: 4777
Points : 179

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Hahahahaha. Hahahahaha.
Very very funny poetry.
I love this poetry.

no likes.

Posted on October, 15 2013 07:19:11 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kal rat me ne 1 sapna dekha
hatho me 1 hath dekha
har pal uska sath dekha
na 1 din k liye na 1 rat k liye
use har pal har rat dekha
chahne wale hain us k kuch or
phir q us ka or mera sath dekha
kehte hain wo kisi or ki hai
to q mera hath me us ka hath dekha

no likes.

Posted on October, 16 2013 09:58:02 PM

atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3893 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Afzal bhai mjhe apke poetry kafi pasand aye hai !!

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:20:26 PM

atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3893 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Its great to know that many people Like Poetry at PAK101 !!

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:21:52 PM

atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3893 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Kyun k in modern age poetry Out of trend Htey ja rae Thi.. But pak101 is reviving it !!

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:23:47 PM

atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3893 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Thats whY I like Pak101 Very Much !! its A AWESOME Forum

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:25:02 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Is Ghareebi Mai Guzara Nahi Hota Maula
Ghaib Se Koi Ishara Nahi Hota Maula
Mujh Ko Hijrat Ki Koi Raah Sujha Himmat De
Mujh Se Yeh Shehr Gawara Nahi Hota Maula
Jab Mai Ghar Jata Hun Amboh-E-Masaib Mai Kabhi
Tujh Bina Koi Sahara Nahi Hota Maula
Sochta Hun To Har Ik Simt Samandar Hi Miley
Dekhta Hun To Kinara Nahi Hota Maula
Kuch Na Kuch Phir Bhi Kami Rehti Hai
Chand Hota Hai Sitara Nahi Hota Maula

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:36:20 PM

Niazi7860


Age: 31 Male
3864 days old here
Total Posts: 1250
Points : 546

Location:
Mianwali, Pakistan

Status : Offline
Wow best gazal hai good ho gia hai

no likes.

Posted on October, 17 2013 06:27:30 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Gham-naak Samandar Mai Kinare Na Bichartey
Tum Bichrey The Yaadon Ke Sahare Na Bichartey
Mai Teri Judai Ka Sitm Jhail Hi Leta
Us Raat Agar Chand Sitare Na Bichartey
Ik Doojey Se Kuch Dard Ki Taqseem To Rehti
Jeewan Mai Agar Dard Ke Maare Na Bichartey
Har Rang Mai Hai Illat-o-Maalool Zaroori
Ankhen Na Bicharteen To Nazare Na Bichartey
Issi Torr Se Yaadon Ki Bhi Surat Nikal Aati
Hum Bhool Gaye Hote Jo Pyaare Na Bichartey

no likes.

Posted on October, 17 2013 11:42:42 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Sochta Hun Ke Usay Nend Bhi Aati Hogi
Ya Meri Tarha Faqat Ashk Bahati Hogi
Wo Meri Shakal Mera Naam Bhulane Wali
Apni Tasweer Se Kiya Aankh Milati Hogi
Is Zameen Pe Bhi Hai Sailaab Mere Ashkon Se
Mere Maatam Ki Sada Arsh Hilaati Hogi
Sham Hote Hi Wo Chokhat Pe Jala Kar Shamein
Apni Palkon Pe Kai Khuwab Sulaati Hogi
Us Ne Silwa Bhi Liye Honge Siyah Rang Ke Libaas
Ab Moharram Ki Tarha Eid Manaati Hogi
Hoti Hogi Mere Bosay Ki Talab Mai Pagal
Jab Bhi Zulfon Mai Koi Phool Sajaati Hogi
Mere Taareek Zamanon Se Nikalne Wali
Roshni Tujh Ko Meri Yaad Dilaati Hogi
Dil Ki Masoom Ragein Khud Hi Sulagti Hongi
Jun Hi Tasweer Ka Kona Wo Jalaati Hogi
Roop De Kar Mujhe Is Mai Kisi Shehzaade Ka
Apne Bachon Ko Kahani Wo Sunaati Hogi

no likes.

Posted on October, 18 2013 12:44:58 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3973 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Rashid bhai ap to buhat bre sms jokes hacker ban gaye ho....

no likes.

Posted on October, 18 2013 12:52:09 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
hearthackervsgirls said:

Rashid bhai ap to buhat bre sms jokes hacker ban gaye ho....


Dear Tanveer Hussain es topic par tu me ney koi joke post nahi kiya

no likes.

Posted on October, 18 2013 12:56:47 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4814 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Teri janib agar chale hote
Hum nay un dar-badar hue hote
Sari duniya hai meri muthi mai
Kon aega ab tere hote
Aur ab kiyu nahi nibhate tum
Itne wade nahi kiye hote
Paa liya mai ne sari duniya ko
Koi khuwahish nahi tere hote
Us ki aankhon mai baar pane ko
Kaash hum khuwab ban gaye hote

no likes.

Posted on October, 19 2013 07:20:47 PM

Ramzankhan


Age: 32 Male
3868 days old here
Total Posts: 1813
Points : 767

Location:
Khushab, Pakistan

Status : Offline
Gazal best honi chahy kia best hai

no likes.

Posted on October, 20 2013 06:24:59 AM