Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mai gum jada hum phir bhi meri aankhe tar nahi hai,
  • Page 1 of 1
  • 1
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4652 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mai gum jada hum phir bhi meri aankhe tar nahi hai,
Mai gum jada hum phir bhi meri aankhe tar nahi hai,
Mai kaise ji raha hu kisi ko khabar nahi hai,
Unke salook dekh ke hairat jada hai dil,
Unpe meri wafa ka koi asar nahi hai,
Pathar ko dost kaise banaye Dosto,
Humari nazar me sayad aisa koi hunar nahi hai,

~ Tum Bin ~

no likes.

Posted on November, 10 2012 10:28:30 AM


sahilgee169


Age: 30 Male
4217 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Tere mehndi lage hathon pe mera naam likha hai,
Zara se lafzz main kitna paighaam likha hai,
Yeh teri shaan ke shayaa’n nahin lekin majboori,
Teri masti bhari ankhon ko mene jaam likha hai,
Main shayar hoon, magar agey na barh paya riwayat se,
Labon ko pankhrri*, zulfon ko mene shaam likha hai,
Mujhe maut aaye gi jab bhi tere pehluu main ayegi,
Tere gham ne bohat acha mera anjaam likha hai,
Meri qismat mein hai ik din griftaar-e-wafaa hona,
Mere chehre pe tere pyaar ka ilzaam likha hai,
Qateel ik khubsurat buut* hai, main jis ka pujaari* hoon,
Mere mazhab ke khaaney mein magar Islam likha hai..

no likes.

Posted on November, 10 2012 10:43:52 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4217 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Sawan ne b kisi se pyr kia tha
Usne usy badl ka nam dia tha,
Rote thy dono 1 dusre ki judai ma,
Or logo ne usy barish ka nam dia tha

no likes.

Posted on November, 10 2012 12:29:18 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4267 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Zarorat hai hamen ae dil laho k chand qatron ki,
Kisi k naam maqtoob e wafa tehreer karna ha..

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:00:35 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4250 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Koi jazba adhoora reh geya hai,
December aansu’on mein beh geya hai,
Yeh dil khamosh ho kar reh geya hai,
Najane aaj woh kya keh geya hai,
Yeh aannkhain hain hamari kitni gehri,
Samundar mein samundar beh geya hai,
Tumhare sath wabasta tha sab kuch,
Siwaye yaad ke kya reh geya hai,
Palat kar dekhne per hum ne jana,
Dil-e-nadaan kya kya seh geya hai,
Bohat bheerr hai bazaron mein lekin,
Tera Arshad akela reh geya hai..

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:33:09 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4248 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Let's share the world.
A sea is for you, and waves are for me.
The sky is for you, and stars are for me.
The sun is for you, and light is for me.
Everything is for you, and you are for me!

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:06:56 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4217 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Sardarji was asked, what is a adult joke? Reply came any joke which is eighteen years old.

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:12:53 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4423 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Aalim-e-mohabbat mein,
Ik kamaal wehshat mein,
Be-sabab rafaaqat ka,
Dukh uthaana parta hai,
Titliyaan pakarney ko,
Door jana parta hai..

no likes.

Posted on November, 16 2012 12:01:16 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4267 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Us Shakhs Ne Aankhon Se Tableegh Hi Yun Ki,
Ke Main Bin Soche Mohabbat Pe Emaan Le Aaya

no likes.

Posted on February, 05 2013 01:25:27 AM

  • Page 1 of 1
  • 1