Forums > Poetry / Ghazal Corner > Zindagi mili kuch zara si thi
  • Page 1 of 1
  • 1
Kiranrizwi


Age: 37 Female
4617 days old here
Total Posts: 154
Points : 155

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Zindagi mili kuch zara si thi
Zindagi mili kuch zara si thi
Kuch is main kami b zara si thi

WO roz hoty gaye pas se pas mere
Lakin kuch kami ab b zara si thi

Chand jagty jagty akhir,so hi Gaya
Raat abi rehti kuch zara si thi

Muhabbat bant Di unho ne zamany bhar mein
Jo hamary hissay mein aai wo zara si thi

no likes.

Posted on November, 06 2012 10:25:17 AM


bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Rehta
Aur Tumhari Yaad Main
Kho Kar
Batana Bhool Jate Hain
Humein Tum Yaad Aate
Ho
Tum Aksar Yaad Aate
Ho

no likes.

Posted on November, 06 2012 10:58:51 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4237 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
The most beautiful word is ALLAH,
Most beautiful song is AZAN,
Best exercise is NAMAZ,
World perfect book is QURAN,
And You are so lucky if YOU are a MUSALMAN.

no likes.

Posted on November, 08 2012 01:10:08 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Ik Shaam Aati Hai Teri Yaad Le Kar
Ik Shaam Jati Hai Teri Yaad Le Kar
Humko Tau Us Shaam Ka Intezaar Hai
Jo Aaye Tumhain Apne Saath Le Kar..

no likes.

Posted on November, 08 2012 01:52:26 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4239 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Kab Tak Raho Ge Aakhir Yoon Door Door Hum Say?
Milna Paray Ga Aakhir Ek Din Zaroor Hum Say..!
Daman Bichaane Walay Ye Be-Rukhi Hai Kesi?
Keh Do Ager Hua Hai Koi Qasoor Hum Say..!
Hum Cheen Lenge Tumse Ye Shan-e-Benayazi,
Tum Mangte Phiro Gay Apna Garoor Hum Say,...

no likes.

Posted on November, 08 2012 02:51:09 PM

sahilgee169


Age: 30 Male
4206 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Koi Aqal nu hath maaro, us wely Mobile hai C.
Bus agg lgi hondi A sms parhan di……..???

no likes.

Posted on November, 08 2012 04:11:58 PM

riabest


Age: 32 Female
4239 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Har Ek Chehre Pe Guman Uska Tha
Basa Na Koi DiL Me Ye Khali Makan Uska Tha
Tamam Dukh Mere DiL Se Mit Gaye Lekin
Jo Na Mit Saka Wo 1 Naam Uska Tha.,,

no likes.

Posted on November, 08 2012 06:17:45 PM

fulllshareef


Age: 34 Male
4236 days old here
Total Posts: 249
Points : 100

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Ye Ilam Ka Soda Yeh Kitabain Yeh Risalay,
Aik Shakhs Ki Yadon Ko Bhulanay K Liye Hain,,,

no likes.

Posted on November, 08 2012 08:41:34 PM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Maan lai ab bhi meri jaan-e-adaa, dard na chun,
Kaam aati nahin phir koi duaa, dard na chun,

Aur kuch dair mein mujh ko chale jana hoga,
aur kuch dair mujhe khawab dikha, dard na chun,

Aik bhi dard na kam hoga keyi sadiyon mein,
Ab bhi kehta hoon tujhe waqt bachaa, dard na chun,

Woh jo likha hai kisi taur nahin ttal sakta,
Aa mere dil main koi deep jala, dard na chun,

Main tere lamss se mehroom na rah jaaon kahin,
Aakhri baar mujhe khud se laga, dard na chun,

Ab to yeh raishmi purain bhi chaddi jati hain,
Khud ko ab bakhssh bhi de, zulm na dhaa, dard na chun,

Yeh nahin hon ge to khali nahin ho jaon ga mein,
Mere zakhmon se koi geet bana, dard na chun,

Kuch na de ga yeh masaayel se ulajhtey rehna,
Chorr sab kuch meri banhon mein samaa, dard na chun..

no likes.

Posted on November, 09 2012 01:52:08 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4237 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Sochta Hun Zinda Hoon
Mang Loon Sb Sy Mafi,
Najane Marne K Baad
Koi Maaf Kare Ya Na Kare.
Special SOrry To You.

no likes.

Posted on November, 09 2012 09:03:10 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Kal jinhe chuu bhi nahi sakti thi farishton ki nazar,
Aaj woh ronaq -e- bazaar nazar aatey hain

no likes.

Posted on February, 05 2013 05:15:06 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Kal jinhe chuu bhi nahi sakti thi farishton ki nazar,
Aaj woh ronaq -e- bazaar nazar aatey hain

no likes.

Posted on February, 05 2013 05:16:06 PM

  • Page 1 of 1
  • 1