jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta bas qadam aur chalne kawasta dekar mujhe rokne nahi detabat kehta hai woh mujh se hans hans kar je lene ki ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta ajj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka woh piar se chehra mujhe toot kar bikharne nahi deta shayad janta hai woh bhi in ankhon main ansuon ka sailab hai jane kiun phir bhi woh in ansoun ko girne nahi deta mujh se kehta hai main to mar jaon ga tumhare bina main zinda hon ab tak woh mujhe marne nahi deta
no likes.
|