Forums > Poetry / Ghazal Corner > “Thak sa geya hai meri Chahaton ka wajood”
waheedanjum


Age: 32 Male
4638 days old here
Total Posts: 317
Points : 42

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : “Thak sa geya hai meri Chahaton ka wajood” (closed)
“Thak sa geya hai meri Chahaton ka wajood”

“Wassi”

“Ab koi Acha b Lagay to ham Izhar nahi krtay”

no likes.

Posted on November, 02 2012 11:47:45 AM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mein Ne Ye Kab Kahaa Tha Mohabbat Mein Hai Nijaat
Mein Ne Ye Kab Kahaa Tha Wafadaar Hee Raho

no likes.

Posted on November, 06 2012 02:29:41 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4246 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Teray Hijr Mein Aur Mujhy Kya Kerna Hai ???
Teray Naam Kitaabein Likhta Rehta Hun…..
Teri Zulf K Saaye Dheyaan Mein Rehtay Hain
Main Subhon Ko Shaamein Likhta Rehta Hun
Apnay Pyaar Ki Phool Mehakti Raahon Mein
Loogon Ko Deewaarein Likhta Rehta Hun
Tujh Say Mil Ker Saaray Dukh Dohraaon Ga
Hijr Ki Saari Baatein Likhta Rehta Hun
Sokhay Phool, Kitaabein, Zakham Judai K
Teri Sub Soghaatein Likhta Rehta Hun
Us Ki Bheegi Palkein Hansti Rehti Hain
Jab Tak Ghazlein Likhta Rehta Hun….

no likes.

Posted on November, 06 2012 04:40:03 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4246 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Tamanna ley k ulfat ki mere angan main wo aya
muhabbat roug hai dil ka ussey ye main ne samjhaya
kaha us ne muhabbat kar shareek-e-gham bana mujh ko
karoun ga main zamane ki khushi se aashna tum ko
hui majbur main kia iqrar ulfat ka
laga di jaan ki baazi samjh kar khail qismat ka
hui malum phir us ki haqiqat ye zamane se
ussey taskeen milti hai kisi ka dil dukhane se

no likes.

Posted on November, 07 2012 09:52:03 AM

bawa125


Age: 33 Male
4245 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hazoor Mein Jhoot Nahi Bolta -
Chaho TO Pila Kar Pooch Lo..!!


no likes.

Posted on November, 07 2012 01:23:06 PM

barebullet


Age: 32 Male
4340 days old here
Total Posts: 150
Points : 92

Location:
okara, Pakistan

Status : Offline
Good Morning...Aaj kay dour main khush ikhlaqi say paish Aana kis kadar zarori hay?

no likes.

Posted on November, 07 2012 01:25:37 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4248 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Meri Rooh ko Tanhaayee ki Zanjeer Pehna Ke,
Wo Mere Pass to hota he Per Mera nahi hota,,

no likes.

Posted on November, 07 2012 02:51:38 PM

riabest


Age: 32 Female
4248 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Mohabbat farzz hoti ja rahi hai,
Kisi ka qarzz hoti ja rahi hai,
Badan ko chaatt le gi ab yaqeenan,
Judaai marzz hoti ja rahi hai,,,,

no likes.

Posted on November, 07 2012 03:33:45 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4265 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Tum se Bohat Kuch
Kehna Hai Magar !!
Kabhi Tum Nahi Milte
Kabhi Alfaz Nahi Milte !!
Ye Doriyan Tu Mita Doon Mein
Ek Pal Mein Magar !!
Kabhi Kadam Nahi Chalte
Tu Kabhi Raste Nahi Milte !!
Tumhen Pana Chahti Hoon
Umar Bhar Ke Liye Magar !!
Kabhi Halat Nahi Milte
Tu Kabhi Jazbat Nahi Milte,,,

no likes.

Posted on November, 07 2012 08:43:58 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4587 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Woh zindagi ho ke dunya Faraz kya kijiye,
Ke jiss se ishq karo bewafa nikalti hai..

Aye kaaash ke tum mout hote,
Ek din to yaqeen hota tere aney ka..

no likes.

Posted on November, 07 2012 11:13:27 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4587 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Apne aap se phirtey hain beganey kyon,
Sheher mein aakar log huye deewaney kyon,
Hum ne kab maani thi baat zamaney ki,
Aaj hamari baat zamana maaney kyon,
Woh jungle ke phoolon per kyon marta hai,
Us ko achey lagte hain veeraney kyon,
Sachi baat se ghabraney ki aadat kya,
Jhootey logon se apne yaraaney kyon,
Halwat* mein jo aankh milatey darta ho,
Mailey mein woh shakhss humain pehchaney kyon,
Mohsin jab bhi chott neyi kha leta hoon,
Dil ko yaad atey hain yaar puraney kyon…

no likes.

Posted on November, 07 2012 11:15:55 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4246 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Make your life a house your heart can live in.
With a door that is open to receive friends.
And a garden full of memories ?
of many good things.

no likes.

Posted on November, 08 2012 12:39:34 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4248 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Teri Majbooriyan Darust Magar,
Tera Waada Tha Yaad Rakhne Ka..

no likes.

Posted on November, 08 2012 02:57:12 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4246 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Zara sahil pe aa kar wo jo thora muskura deta
Bhanwar ghabra k khud mujh ko kinaray pr lga deta
Wo na ata magar itna to keh deta main Aaon ga
Sitaray, chand, Sara Aasman Raah ma bicha deta
Khabar hoti agar ye jaal hai Qismat ki sazish ka
Lakirain apne hathon ki main usi lamhe mita daita
Shajar hota to Tera naam Patton par likh likh kar
Tmharay shehar ki janib hawaon ma Urra deta

no likes.

Posted on November, 09 2012 09:39:41 AM

aarzoo


Age: 31 Female
4248 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
main wo saaf hi na kah dn jo frq tujhe main mujh main
tera drd, drd tanhaa, mera gham, gham-e- zamana,,

no likes.

Posted on November, 09 2012 02:01:27 PM

sahilgee169


Age: 30 Male
4215 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Ik baat kahoon ager suntay ho
Tum mujh ko achay lagtay ho
Kuch chanchal say kuch chup chup say
Kuch pagal pagal lagtay ho
Hain chahnay walay or bohat
Per tum main hai ik baat bohat
Tum apnay apnay say lagtay ho
Ik baat kahoon ager suntay ho
Tum mujh ko achay lagtay hoo

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:22:15 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4265 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Ab is se barh kar kya ho viraasat fakeer ki,
Bache ko apni bheek ki peyaali to de gaya.

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:34:34 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4246 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Cricket is getting excited day by day with the introduction of ICL n T20…
Same rules should be applied in Examz!
(1) Exams Timing Should Be Reduced To One Hour.
(2) Power Play – No Invigilator In Exam Hall For 1st 15 mins.
(3) Cheer Leaders – To Dance After Every Right Answer Written.
(4) Strategic Time-Out – Time For Students For Discussion.
(5) Super Over – Chance For Students To Form Their Own Question

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:26:51 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4215 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Police arrested a drunkard & asked:
Where are you going?
Man: I’m going to listen lecture
on ill effects of drinking.
Cop: Who’ll lecture at midnight ??
Man: My wife…

no likes.

Posted on November, 10 2012 12:32:28 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4265 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Subhah jab jage thakawat se badan tha chor chor,
Raat bhar khawabon k jangal me safar karte rahe..

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:01:43 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4248 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Aye december kuch to hosh kar, yeh tujhe kya hua,
Bin barse guzar jana teri adat pehle to na thi.

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:35:28 PM