Forums > Poetry / Ghazal Corner > *. . .Sachay Jazbay. . .*
  • Page 1 of 1
  • 1
waheedanjum


Age: 32 Male
4629 days old here
Total Posts: 317
Points : 42

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : *. . .Sachay Jazbay. . .*
*. . .Sachay Jazbay. . .*

Poetess. .*
Shahida Andleeb


GAr Main
KaMOsh HOn pAL pAL,

MaaT
Yeh SamAjhna,


Mere Dil MEin
Baat Nai,

Seenay Mein JaZbaat
Nai,

Aur Jazb'ON
Ka Paas Nai,

In KamOsh Lab'On Mein PehnAa,

KyAA Koi MafhOom Nai,


Dil Hai
MerA Ek SaMaNdar,

Pyaar BharA Hai Jis
Ke Andar,


Rag Rag Mein Hai Teri Khushboo,


Nas Nas Mein Hai Teri KhusHboo,


Tu Hi Basa
Hai Mann Ke ANdar,

Liken Yeh SAb Kaise
Keh Dun,


Mere JazbaY,

SachaY JazbAY,


SachaY JazbaY,
SachaY JazbaY,


Mera Dil Bas Yeh
KehtA Hai,


Sach, KirNo Jaisa


Mehake Mehake PhOOL
Jaisa,


Lafz UnKi Pechan
Nai


Aur Zuban Mehraaj
NAi

SachaY JazbaY,
SachaY JazbaY,


Lafzo'n Ke Mutaaj Nai,


Lafzo'n Ke Mutaaj Nai. . .*

no likes.

Posted on November, 01 2012 12:08:24 PM


saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Zulam ye hai k hai yakta teri begana
rawi,
Lutaf ye hai k me abb tak tujhe apna
samjhon.

no likes.

Posted on November, 01 2012 02:03:58 PM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Zabat se na ashana hum sabar se
begana hum,
Anjaman me hain shareek e qismat
parwana hum.

no likes.

Posted on November, 01 2012 02:08:15 PM

bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ye Sangdillon Ki Duniya Hai,
Yahan Chalna Sambhal Ke
"Galib"
.
.
Yahan Palkon Pe Bithaya Jata Hai,
Nazaron Se Girane Ke Liye...........

no likes.

Posted on November, 01 2012 03:05:11 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4578 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Huaa hai tujh se bicharney ke baad ab maloom,
Ke tu nahin tha, tere sath aik dunyaa thi..

no likes.

Posted on November, 01 2012 06:32:23 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4578 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Gham’zadon* par is qadar hota hai maazi ka assar,
Shadmaani main bhi aksar muskuraa saktey nahin,
Jis tarah do taalib-o-matloob naraazi ke baad,
Mudatton ik dusrey ke dilon se jaa saktey nahin..

no likes.

Posted on November, 01 2012 06:33:07 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Waqt rukhsat kahi tary, kahi jugno ay

haar pehnany muje phol sy bazo ay

no likes.

Posted on November, 01 2012 08:10:50 PM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Kia jane kis kheal se chehra damak
utha,
Me chara gar ko daikhata hon chara
gar muje.

no likes.

Posted on November, 02 2012 06:54:11 AM

bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kaha Maine Ke Kab Yeh Zindagi Khushboo Lagi Tum ko

Woh Bola Be-Khayali Mein Tujhe Jab Chhoo Lia Main ne..

no likes.

Posted on November, 02 2012 10:38:14 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Kharch Itna Bhi Na Kar Mujh Ko Zamaanay Ke Lye
Kuch Tou Reh Jaon Mein Kaam Apne Bhi Aanay Ke Lye

no likes.

Posted on February, 05 2013 05:52:41 PM

  • Page 1 of 1
  • 1