maki12
Age: 34
4227 days old here
Total Posts: 8
Points : 8
Location:
Attock, Pakistan
Status : Offline |
Subject : US NY KAHA........ Usne kaha tum me wo pehli si baat nahi, Main ne kaha zindgi main tera saath nahi, usne kaha kiya ab b kisi ki ankhon main doob jate ho? Main ne kaha ab kisi ki ankh main woh baat nahi, Usne kaha kiyon itna toot k chaha mujhe? Main ne kaha insan hn patthar zaat nahi, Usne kaha kiya main bewafa hon? main ne kaha mujhe ab wafa ki talash nahi, Usne kaha bhool jao mujhko? Main ne kaha "TUM HAQEEQAT HO KOI KHUWAAB NAHI"
|