Forums > Poetry / Ghazal Corner > mohsin naqvi
SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4265 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Subject : mohsin naqvi
mohsin naqvi ki poetry yahan post kren




no likes.

Posted on September, 23 2012 05:33:20 AM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
shrhr-e-ehsaas mein pathra’o bohat hain ‘Mohsin’
Dil ko sheeshay k jharonkon mein sajaya na karo

no likes.

Posted on October, 20 2012 07:57:47 PM

saim14399


Age: 31 Male
4467 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mana k TU haseen hai mgr is qadar
kahan ?/Mohsin///
Jitna k meri deed ne TUJH kO bana
diya.

no likes.

Posted on October, 21 2012 12:40:33 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kho gayi subah ki umeed aur ab lagta hai
Hum na honge, jab hongey ujaley Mohsin

no likes.

Posted on October, 21 2012 07:18:02 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Honton Ki Hansi Ko Naa Samjh Haqeqat-e-Zindgi
……..MOHSIN………
Mere Dil Mein Utar K Dekh Main Kitna Udaas Hon…

no likes.

Posted on October, 21 2012 11:31:55 PM

saim14399


Age: 31 Male
4467 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Qayamat hay Dil e saada pe Mohsin~
Kisi ko chorh k janay ka Mousam

no likes.

Posted on October, 22 2012 12:33:08 AM

bawa125


Age: 33 Male
4245 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kyun ke
Main ghareeb ka beta hon…

Thandi mein thithoor leta hon,
Barsaat mein bheeg leta hon,
Garmi paaon jalaati hai …….

no likes.

Posted on October, 22 2012 10:31:24 AM

bawa125


Age: 33 Male
4245 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kyun ke
Main ghareeb ka beta hon…

Kabhi sabzi, to kabhi kuch na milay,
Namak, roti pe main jee leta hon,
Zakham chahay jaisa bhi ho,
Thori haldi main laga leta hon,


no likes.

Posted on October, 22 2012 10:32:11 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
KESE DOOR-E-JAHALAT MEIN G RAHE HAIN HUM,”MOMIN”
YAHAN “AADAM” KA BETA KHUSH HOTA HAI,
HAWA KI BETI KO BENAQAAB DEKH KAR.

no likes.

Posted on October, 22 2012 07:19:59 PM

bawa125


Age: 33 Male
4245 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Muje ye dukh nhi k me mar jaoge ek din,
Muje dukh hy k mre bad tri khushyon ki dua kon krega,,,

no likes.

Posted on October, 23 2012 11:22:32 AM

saim14399


Age: 31 Male
4467 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Laghzashein Shamil-e-Fitrat Hain Azal
Se Mohsin
Tum Farishton ki Nazar Sey Mujhy
Dekha Na Kro……

no likes.

Posted on October, 23 2012 12:55:50 PM

saim14399


Age: 31 Male
4467 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Laghzashein Shamil-e-Fitrat Hain Azal
Se Mohsin
Tum Farishton ki Nazar Sey Mujhy
Dekha Na Kro……

no likes.

Posted on October, 23 2012 12:56:22 PM

bawa125


Age: 33 Male
4245 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Maine Kabhi Uss Shaks Ko Hasil Hi Nahi kiya
Phir Bhi Har Pal Yeh Lagta Hai, Ke Maine Usse Kho Diya..!!!


no likes.

Posted on October, 24 2012 11:51:45 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mat pooch mujse mere beety lamhon ki kahani
Mohsin Mubtala he akhen dard me aur rona nahi ata

no likes.

Posted on October, 24 2012 01:35:48 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Humain Khud Se Juda Kar K Woh Roye Gaa To Buht ” MoHSIn “….
K Zindagi Se Zindagi Yun Cheeni Nahi Jaati

no likes.

Posted on October, 24 2012 01:46:36 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4587 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Gum’sum si raahguzar thi, kinara nadi ka tha,
Paani main chaand, chaand main chehra kisi ka tha..

no likes.

Posted on October, 24 2012 10:04:29 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4587 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Tanhayi Mein Ajeeb Zamanay Ki Wafaa Dekhta Raha
Umer Bhar Apna Ghar Tanha Dekhta Raha
Kaheen Na Kaheen Tou Badal Hee Jaatay Hain Silsilay
Magar Mein Jahan Gaya Sehra Dekhta Raha
Jaanay Kiun Katraatay Hain Loog Mujhe Milne Se
Kal Shab Dair Talak Aaina Dekhta Raha
Paani Maangtay Maangtay Mere Hont Pathar Ho Gaye
Wo Shakhs Mashkeezah Lye Khada Dekhta Raha
Be-Gunaah Tha Phir Bhi Sir Jhukaaye Howay
Sitamgar Ki Sitam Ki Intehaa Dekhta Raha
Umer Bhar Mohabbat Ka Kuch Yun Sila Raha
Mein Ose Aur Wo Duniya Dekhta Raha
Kahuunga Khuda Se Yom-e-Hisaab Ko “Mohsin”
Ke Zamaana Meri Barbaadi Ka Tamaasha Dekhta Raha


no likes.

Posted on October, 24 2012 10:07:26 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4813 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
men kisi aesi jaga ki talash mein hon mohsin..
jahan gehri tanhai to ho per ahsas-e tanhai na ho.

no likes.

Posted on October, 24 2012 11:01:10 PM

saim14399


Age: 31 Male
4467 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Shikasta dil hun Magr muskura k milta
hun,
Agr ye fun hai tu sikha hai ek azaab k
bad.

no likes.

Posted on October, 25 2012 12:29:04 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4246 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Hum nagri nagri* jate hain aur ghar ghar geet gaatey hain,
Hum galiyon galiyon, aangan aangan pyar ke deep jalate hain,
Hum khushbu ke saudaagar* hain aur sauda* sacha karte hain,
Jo gaahak phoolon jesa ho hum bin’daamon* bik jate hain,
Hum sheher-e-wafa ke logon ka tum haal bhla kya jano ge,
Hum dil ko chot chupatey hain aur aansu pee jatey hain,
Jo log sharafat waley hain, woh qadrey buzdil* hite hain,
Dushman se nahin dartey woh magar, kam’zarfon* se ghabratey hain,
Hum sachey hain, yeh kese kahen, sach sab ke bass ki bat nahin,
Jo sachhi baatain karte hain, woh peghambar* kehlaatey hain,
Iqbaal to adnaa’a hadim hai, arbaab ilm-o-danish ka,
Yeh aap ka husn-e-samaat* hai jo is pe karam farmaatey hain..
(nagri;town, saudaagar;one who deals, sauda;deal, bin’daamon;without price, buzdil;one who is always scared, kam’zarfon;uncredible, peghambar;prophit, samaat;hearing)

no likes.

Posted on October, 25 2012 08:56:00 AM

bawa125


Age: 33 Male
4245 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mujhe ch0r dy mere hal pr, tera kya bhr0sa ay humsafar,

tere mukhtasir si nawaazishain mera dard 0r barha na dain..

no likes.

Posted on October, 25 2012 11:45:23 AM