Forums > Poetry / Ghazal Corner > Maysosi k LAMHON
umairshabeer


Age: 32 Male
4240 days old here
Total Posts: 33
Points : 15

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Maysosi k LAMHON
" Wo Mayoosi K Lamhon Me Zara B HosLa Deta,
,
TO Hum Kaghaz Ki Kashti Pe Samandar Me Utar Jaty.

Topic Moved to Poetry / Ghazal Corner Forum from Telecom / Mobile Update Forum

Please Post your topics in concern Forum

Omer Hafeez ( www.pak101.com )


Mishty like this.

Posted on September, 23 2012 02:07:11 AM


aarzoo


Age: 31 Female
4246 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Jiss Ko Jitni Jitni Zaroorat Pari Meri,
Us Ko Utni Hi Mohabbat Rahi Mujh Se,,,

no likes.

Posted on November, 08 2012 02:56:11 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4244 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Mujhe apne chand Sawalon ka jawab chahye
Tumarey Dil mai thori si jaga chahye
Tujh ko Mere siwa kisi aur ka Khayal na rahey
Teri Zindagi mai Mujh ko wo Maqam chahye
Jo waqt b Hum ne Tere Bina guzarey hain
Wapis Mujhe wo apne Shab-o-Roz chahye
Teri Zindagi mai Meri kya Ahsiyat hai RAZA
Sab kuch chor, is baat ka Jawab Chahye Mujhe

no likes.

Posted on November, 09 2012 09:40:14 AM

aarzoo


Age: 31 Female
4246 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Wo Mujh Mein Ghul Mil Gayi Hai Laikin,
Abhee Talak Mujh Se Ajnabi Hai,,

no likes.

Posted on November, 09 2012 02:01:48 PM

sahilgee169


Age: 30 Male
4213 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Aisa nahi K Tujh Se Muhabat Nahi Humain
Ghum Roz Roz Sehny ki Aadat Nahi Humain
Har Bar Tere Samne Sar Ko Jhoka Liya
Aur Phir Bhi Dekh Tujh se Shikayat Nahi Humain
Tu Aitebar kar k Tujhe Chahate Hain Hum
Tery Siwa Kisi Ki Bhi Chahat Nahi Humain
Hum Jante Hain Tum Tanha Nahi Hamary Bin
Auron se Pochne ki Zarorat Nahi Humain
Kese Rahen Gay Bin Tere Ab Baat Maan lay
Tery Bagair Rahene ki ab Aadat Nahi Humain

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:34:59 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4263 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Phir jaag utha hai dil mein puraney dinon ka dard,
Jee chahta hai ke phir koi taaaza ghazal likhoon.

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:07:14 PM

fulllshareef


Age: 34 Male
4243 days old here
Total Posts: 249
Points : 100

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Toota Hua Lehja, Doobti Hui Saansain,
Aey Ishq Apna Kaam dekh, Meri Jaan Dekh.

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:59:22 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4244 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Fights for friends.
Joyful trips.
Examination fever.
Suspense of results.
Making parodies of teachers.
Joking with juniors.
Carefree laughters.
Gossips about affairs.
Just everything….
People call it ill manners.
We call it life.

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:18:41 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4213 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
School main Aag lag gayi
Sab bachy khush thay k ab skool nahi
Ana pary ga par 1 bacha udas tha,
teacher ne pucha Beta y r u sad?
Bcha:
Sir Aap to zinda bach gaye

no likes.

Posted on November, 10 2012 12:37:51 PM

bawa125


Age: 33 Male
4243 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
zaakhm beethy he pehan ke ghung'ru,,,

teri yaado'n ka raqs jaari he,,,

no likes.

Posted on November, 10 2012 03:24:28 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4263 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Kaha tha na usey mat zabt karna,
Woh aansuu ab samandar ho geya naa.

no likes.

Posted on November, 10 2012 08:29:49 PM

sahilgee169


Age: 30 Male
4213 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Tumhen Bhulaane Ki Har Koshish Meri,
Na Jaane Kyon Nakaam Rahi..

Aisa Uljha Hu Yaadon Me Teri,
Na Subah Rahi Meri,
Na hi Meri Shaam Rahi..

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:52:14 AM

bawa125


Age: 33 Male
4243 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jaane Kyu Is Jahan Me Aisa Hota Hai
Khushi Jise Mile Wahi Rota Hai
Umar Bhar Saath Nibha Na Sake Jo
Jaane Kyu Pyar Usi Se Hota Hai

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:05:51 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4215 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
bohat khooooooooooooooooooooob

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:26:56 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4215 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Tumko Maloom Bhi Shayad Ye Kabhi Ho Kay Na Ho
Meri Ratein Teri Yadon Se Saji Rehty Hain
Meri Sansein Teri Khushbu Main Basi Rehty Hain
Meri Ankhon Main Tera Sapna Saja Rehta Hay
Han Mere Dil Main Tera Aks Basa Rehta Hay
Is Tarhan Mere Dil Kay Buhat Pass HoTum
Jiss Tarhan Pass Hi Sherag Kay KhudaRehta Hay
Tumko Maloom Bhi Shayad Kabhi Ho Kay Na Ho
Mere Angan Main Lage Phool GawahiDeinge
Maine Arsay Se Kisi Phool Ko Dekha Nhi Hay
Tujhko Socha Hay Tu Phir Tujh Hi Ko Socha Hay
Tere Siwa Kisi Or Ko Socha Nhi Hay
Tumko Maloom Bhi Shayad Ye Kabhi Ho Kay Na Ho

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:28:00 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4215 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Dabi Dabi Si Wo Muskarahat
Labon Pa Apna Saja Saja K,
Wo Naram Lehja Main Baat Karna
Ada Sa Nazrain Jhuka Jhuka K,
Wo Aankh Teri Shararti Si
Wo Zulf Matha Pa Nachti Si,
Nazar Hatay Na Ek Pal Bi
Main Thak Gya Hon Hata Hata K,
Wo Tera Hathon Ki Unglion Ko
Milla Ka Zulfon Main Kho Sa Jana,
Haya Ko Chehray Pa Phir Sjana
Phool Chehra Khila Khila K,
Wo Hath Horon Ka Ghar Hon Jaisa
Wo Paon Paryon Ka Par Hon Jaisa,
Nahi Ha Teri Misal Jana,
Main Thak Gya Hon Bata Bata K…

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:29:08 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4215 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Haan Humne Tumko Raat Din
Khayal Main Saja Rakha
Saans Main Sama Rakha
Dil Main Bitha Rakha
Khuaab Main Buna Rakha
Khoon Main Rawa Rakha
Pr Tumne Jana Kia Kiya
Naam Tk Bhula Dia
Sehar Tk Jaga Dia
Dil Ko Dhoka Dia
Ankh Ko Bhiga Dia
Laga K Aag Sab Taraf
Humko Hi Jala Dia.


no likes.

Posted on November, 11 2012 12:30:19 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4215 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Shiqwa Teri "Yaadon" Se Istrha Kiya Hum Ne.

Hanstay Hanstay Dil Ko "Rula" Diya Hum Ne.

Ek Lamha Diya Tu Ne "Jeene" Ke Liye,

Aur Us Mein Zindagi Ko "Bita" Diya Hum Ne.

Ek Safhe Pe Likhi Teri Yaad Ki "Dastaan",

Dusra Hisa "Khali" Hi Jala Diya Hum Ne.

Kis Baat Ki "Mazrat" Chahte Hain Wo,

Jis Baat Ko Sunte Hi "Bhula" Diya Hum Ne.

Wo Kyun Nahi Aate Hamare Paas

"*SHAM*"

Jin Ki Raahon Main Palkon Ko Bicha Diya Hum Ne


no likes.

Posted on November, 11 2012 12:31:35 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4215 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Dukh dy kr swal krte ho,

Tm bi GHALIB kmal krte ho,

Dekh kr pooch liya haal mera,

Chalo kuch to khyal krte ho,

Shehr-e-Dil me ye udasiyan kesi?

Ye bhi mujhi se sawal krte ho,

Marna chahen to mar nhi sakte,

Tum b jeena muhal krte ho,

Ab kis kis ki misaal dun tum ko?

Hr sitam be-misal krte ho.

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:32:43 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4215 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
** Dil Main KHUDA ka Hona Lazim Hai,
** IQBAL **
**

Sajdon Main Parry Rehne Sy JANAT nHI milti

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:33:50 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4215 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
‘Na Thi Jab Apny Haal Ki Khabar
Dekhty Rahey Logon K Aib-o-Hunar
Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar
To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha.
Allama Iqbal’


no likes.

Posted on November, 11 2012 12:35:10 PM