Hina said:Kashi said:Muje koi yad aa gaya........lolzzz Hint: Pak101 member Kashi Insan Ban Jao Bajo plz request hai, thora control yar.....mera khana toh chor diya karo hahahha atif03 said:ha ha hina sister choor ki darhi may tinka aap ka naam tu nahy liya tha aap kio preshan ho gay .. Hina said:ab kya kahon tum sab ko chalo jo dil chahye keh kar khush ho jao atif03 said:ary nahy nahy please aap naraz na hona ye tu sab mazak tha wo tu aap nay kashi ka answer may us ko danta tha na tu iss liy kaha ho sakta hay kashi kisi or ko kah raha hoon ... Nahi nahi, hina bajo ki punch bilkul thek hai...hahaha
no likes.
|