Forums > Poetry / Ghazal Corner > Hai NAFS k Hathon tu Majboor Kitna, Think about it...!
khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Hai NAFS k Hathon tu Majboor Kitna, Think about it...!
Hai NAFS k Hathon tu Majboor Kitna
Sub Jaan k Bhe hai aaj La'Shaoor Kitna

Jis Chehry ne hy 1 Din Matti main Mil Jana
Us Chehrey Pe Hai Tujhe Gharoor Kitna

1 Sajde k inkaar ne IBLEES ko shetaan bana diya
Tu Khud jaan Le tera hai Qusoor Kitna

Jin Ki Sunnat pe Chalna tujhe Gawara Nahi
Terey Waste roye the woh Huzoor Kitna

Tune Chakhi hai Faqt Gunahon ki Lazzat

Tu Kya Jane
Aey Muslim

Zikr-e-Elahi main hai Suroor Kitna

by Allama |qbal

no likes.

Posted on June, 08 2012 12:39:06 PM


khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Zia main.. apna statement wapis leta hoon dost :P

no likes.

Posted on June, 12 2013 11:25:58 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4411 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Wehshatain Barhti Gayin Hijr Ke Aazaar Ke Saath
Ab Tou Ham Baat Bhi Kartay Nahi Gham Khwaar Ke Saath

Ab Tou Ham Ghar Se Nikaltay Hain Tou Rakh Detay Hain
Taaq Per Izzat-e-Saadaat Bhi Dastaar Ke Saath

Ek Tou Khwaab Lye Phirtay Ho Galyon Galyon
Os Pe Takraar Bhi Kartay Ho Kharidaar Ke Saath

Is Qadar Khauf Hai Os Sheher Ki Galyon Mein Ke Loog
Chaap Suntay Hain Tou Lag Jaatay Hain Deewaar Ke Saath

Ham Ko Os Ehad Mein Taameer Ka Soda Hai Jahan
Loog Maymaar Ko Chun Daitay Hain Deewaar Ke Saath

no likes.

Posted on August, 30 2013 01:01:12 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Tayyab96 said:

Wehshatain Barhti Gayin Hijr Ke Aazaar Ke Saath
Ab Tou Ham Baat Bhi Kartay Nahi Gham Khwaar Ke Saath

Ab Tou Ham Ghar Se Nikaltay Hain Tou Rakh Detay Hain
Taaq Per Izzat-e-Saadaat Bhi Dastaar Ke Saath

Ek Tou Khwaab Lye Phirtay Ho Galyon Galyon
Os Pe Takraar Bhi Kartay Ho Kharidaar Ke Saath

Is Qadar Khauf Hai Os Sheher Ki Galyon Mein Ke Loog
Chaap Suntay Hain Tou Lag Jaatay Hain Deewaar Ke Saath

Ham Ko Os Ehad Mein Taameer Ka Soda Hai Jahan
Loog Maymaar Ko Chun Daitay Hain Deewaar Ke Saath

taYYaB ab batao bhai kahn se upload kee hai tanveer ko



no likes.

Posted on September, 11 2013 02:16:04 PM

jawad555


Age: 42 Male
3863 days old here
Total Posts: 9
Points : 0

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Such a good message buddy. I like your post, Good collection

no likes.

Posted on September, 27 2013 04:27:45 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Jawad it's a Dua... Allah Bless you

no likes.

Posted on September, 27 2013 04:48:42 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
tanveer334 said:

buhat achi poetry hai, apne kha se yeh potry upload ki hai.

SMS main ayee thee bhai

no likes.

Posted on October, 09 2013 11:53:26 AM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3962 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
khuram bhai ap to buhat ache sms rekhte ho apne, thore mujhe bhi sms ker diya karoian.

no likes.

Posted on October, 09 2013 01:10:02 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
bus yar... kum hee atey hain achey SMS aur jo achey ayenge aap k liyay post kar donga

no likes.

Posted on October, 09 2013 03:35:13 PM

Ramzankhan


Age: 32 Male
3857 days old here
Total Posts: 1813
Points : 767

Location:
Khushab, Pakistan

Status : Offline
Vary vary good and good poetry hai thank you k ap ne share ki

no likes.

Posted on October, 10 2013 07:17:45 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Ramzankhan You are welcome

no likes.

Posted on October, 24 2013 04:49:38 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
hearthackervsgirls said:

khuram bhai ap to buhat ache sms rekhte ho apne, thore mujhe bhi sms ker diya karoian.

aap apna number de do kar diya karonga

no likes.

Posted on October, 30 2013 05:37:02 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Tayyab96 said:

Wehshatain Barhti Gayin Hijr Ke Aazaar Ke Saath
Ab Tou Ham Baat Bhi Kartay Nahi Gham Khwaar Ke Saath

Ab Tou Ham Ghar Se Nikaltay Hain Tou Rakh Detay Hain
Taaq Per Izzat-e-Saadaat Bhi Dastaar Ke Saath

Ek Tou Khwaab Lye Phirtay Ho Galyon Galyon
Os Pe Takraar Bhi Kartay Ho Kharidaar Ke Saath

Is Qadar Khauf Hai Os Sheher Ki Galyon Mein Ke Loog
Chaap Suntay Hain Tou Lag Jaatay Hain Deewaar Ke Saath

Ham Ko Os Ehad Mein Taameer Ka Soda Hai Jahan
Loog Maymaar Ko Chun Daitay Hain Deewaar Ke Saath


Tayyab... yar... zabardast.. aap cha gayee ho bahi



no likes.

Posted on December, 16 2013 02:18:52 PM

shanasees


Age: 30 Male
4006 days old here
Total Posts: 594
Points : 123

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
illamma ki shaery buht hikmat wali hoti ha beshak

no likes.

Posted on December, 18 2013 06:13:44 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Allama.... SB was a great poet.......

no likes.

Posted on December, 31 2013 04:36:38 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3962 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
khuram bhai aallma iqbal ki yeh aik buhat hi khubsurat poetry hai.

no likes.

Posted on December, 31 2013 05:17:42 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
I know yar... he's great.. as i already mentioned....

no likes.

Posted on January, 03 2014 12:16:48 PM

malibhutta73


Age: 50 Male
3912 days old here
Total Posts: 4777
Points : 179

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Aalama Iqbal was a good poet of pakistan and also india side.

no likes.

Posted on January, 03 2014 12:29:51 PM

Rohama


Age: 30 Female
4251 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
har Naimat Dasteyab Thi Duniya Jahaan Ki,
Lakin Us Ki Kami Ka Azaala Na Ho Saka

no likes.

Posted on January, 09 2014 02:08:06 AM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Wah... Wah... Rohama... Welcome back

no likes.

Posted on January, 13 2014 12:36:27 PM

khuramms


Age: 40 Male
4499 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
rashidfarooqz said:

Na afsos hai tujhe sahab na koi sharmindagi hai
Guzar rahi hai jo gunaahon mein yeh kesi zindagi hai

Zabardast Rashid bhai ... aap chaa gayee hooo yaar...!

no likes.

Posted on January, 20 2014 12:41:32 PM