Bhooline Wale Se Koi By Munni Begum

Lyrics Of Bhooline Wale Se Koi from Munni Begum 1

bhoolne wale se koi keh de zara is tarah yaad aane se kya fayada-jab mere dil ko basaate nahin phir khyallon mein aane s e kya fayada
bhoolne wale se ---

chaar tinke jala ke kya mil gaya mit na saka zammane se mera nishhan------muj pe bijli giraoo toh jaane sahi aashoyaan pe giraane se kya fayada

bhoolne wale se--

kya kahoon aap se kitni umeed this aap kya badal gaye duniya badal gayi--aasra de ke dil todte hain mere is tarah se sataane se kya fayda

bjoolne wale se ---


tum ne moosa ko nahak taqleef di-lutf aata agar yaad karte hume jinki aankhoon mein taab-e-nazaara na ho unko jalwa dikhaane se kya fayada

bhoolne wale--


pehle dil ko buraai se kar paak tooh-fir khaloos-e-aqdeedat se kar justjoo aise sajdoon se allah milta nahin her jagah sur jhukaane se kya fayada


bhoole wale se--

laakh samjaya tujko magar teri hoshyaari aakhir na kaam aa saki aank milti gayi raaz khulte gaye-abh haqeeqat chupaane se kya fayada

bhoolne wale se koi keh de zara is tarah yaad aane se kya fayada

Song Details

Album/Movie: Munni Begum 1
Artist: Munni Begum
Viewed (total): 6838 times

Report Correction?

(Rated 4 Stars - 3 votes)
 

Other Lyrics from Munni Begum 1 album

Aasmaan Se Uttara
Aawargi Mein Hadse
Ae Mere Hum Nasheen

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Munni Begum

1 - Munni Begum 2 - Kuch Din Kate Hain
2 - Munni Begum 1 - Bhooline Wale Se Koi
3 - Munni Begum 3 - Mariz-e-Mohabbat
4 - Munni Begum 3 - Ye Udas Udas Thandak
5 - Munni Begum 2 - Dil Ki Baat Labon
6 - Munni Begum 2 - Ilm-o-fun Ke Deewane
7 - Munni Begum 2 - Jhoom Barabar Jhoom
8 - Munni Begum 3 - Yeh Sila Mila Hai
9 - Munni Begum 3 - Meri Dastaan-e-hasrat
10 - Munni Begum 3 - Phoolon Ki Rut Hai

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda