Lyrics Of Gul Huyi Jaati Hain from Faiz by Abida
Gul Huyi Jaati Hai
Gul hui jaati hai afsurda sulaghti hui shamme
Dhul kar nikalyge abhi chasma-e-mahtab si raat
Aur mushtaq nighaoon ki suni jayege
Aur in hathon see mas hoon ge sulaghty hui hat
Un ka anchal hain ka rukhsar ka parahan hain
Kuch tu hai jise se hui jaati hain chilman rangeen
Jaane is zulf ki mahoon ghani chaoon main
Timtimata hai woh awaza abhi tak ka nahi
Gul hui jati hai afsurda sulaghti hui shamme
Ajh phir husan-e-dulara ki woh hi dhaj hogi
Woh hi khabida si ankhain woh hi kajal ki lakeer
Rang-e-rukhsar par halka sa woh gazay ka gubar
Sandhali hat par dundhali si hina ki tahreer
Apnay afkar ki ashar ki duniya hai yeh he
Jan-e-mazboon hai yeh he
Shahid mana hai yeh
Apna muzoo-e-sukhan is ka siwa aur nahi
Tab shair ka watan in ka siwa aur nahi
Yeah khoon ki mehak hai ka lab-e-yaar ki khusbooo
Kise janib si naghmoon ki sada aty hai dekhoo
Gulshan main bahar aye ka zinda howa abad
Kise simt si naghmoon ki sada aty hai dekhoo
Gul hui jaati hai afsurda sulaghty hui shamme
Dhul kar nikaly ge abhi chasm-e-mahtab si raaat
Song Details
Album/Movie: Faiz by AbidaArtist: Abida ParveenViewed (total): 4837 times