Dasht-e-Tanhai Main By Iqbal Bano

Lyrics Of Dasht-e-Tanhai Main from Best of Pak Ghazal 1

Dasht-e-Tanhayee, Iqbal Bano
Dashtey tanhai maen aye janey jahan larzaan haen teri awaaz k saye terey honton k sarab
Dasht e tanhai maen doori k khaso khak taley
Khil rahey haen terey pehloo k samaan aur gulab
Dshsht tanhai.......
Uth rahi hae kaheen qurbat sey teri saans ki aanch
Apni khushboo maen sulagti hui madham madham

Door ufaq par chamakti hui qatra qatra
Gir rahi hae teri dildar nazar ki shabnam
Dasht e tanhai.....
Is qadar piyar sey aye jan e jahan rakha hae
Dil k rukhsar pe is waqt teri yaad ney haath
yeun guman hota hae gar che abhi hae subh faragh
Dhal gaya hijr ka din aa bhi gai wasal ki raat
Dasht tanhai.....

Song Details

Album/Movie: Best of Pak Ghazal 1
Artist: Iqbal Bano
Viewed (total): 3987 times

Report Correction?

(Not Rated Yet)
 

Other Lyrics from Best of Pak Ghazal 1 album

Ulfat Ki Nai Manzil
Tere Khiyal Se
Sub Hi Kuch Hai Tera
Ranjish Hi Sahi
Mohabbat Karne Wale
Mare Dil Mare Musafir
Hum Dekhain Ge
Dagh-e-Dil Humko

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Iqbal Bano

1 - Tribute to Faiz - Aae Hath Uthaien
2 - Best of Pak Ghazal 1 - Sub Hi Kuch Hai Tera
3 - Tribute to Faiz - Tum Aae Ho Na
4 - Tribute to Faiz - Sub Hi Kuch Hai Tera
5 - Best of Pak Ghazal 1 - Mare Dil Mare Musafir
6 - Best of Pak Ghazal 1 - Mohabbat Karne Wale
7 - Best of Pak Ghazal 1 - Ranjish Hi Sahi
8 - Tribute to Faiz - Mare Dil Mare Musafir
9 - Best of Pak Ghazal 1 - Dagh-e-Dil Humko
10 - Best of Pak Ghazal 1 - Dasht-e-Tanhai Main

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda