Forums > Poetry / Ghazal Corner > poetry
prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : poetry (closed)
Roz kisi ka intizar hota hai,

Roz ye dil beqarar hota hai,

Kaash k koi samajh pata,
...
K

Chup rehney walon ko bhi ksi se pyar hota hai.


no likes.

Posted on February, 28 2011 01:39:24 PM


Hina


Age: 39 Female
5067 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
nyce one

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:40:52 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Suna hai log ussay aankh bhar ke dekhtay hain So us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhtay hain Suna hai rabt hai us ko kharaab haloon se So apne aap ko barbaad kar ke dekhtay hain Suna hai dard k...

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:41:04 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Be-naam zindgai ki haqeeqat na puchiye faraz
Kuch pur khuloos log thay barbaad kar gaey

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:41:29 PM

Hina


Age: 39 Female
5067 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Pyar se tab tak pyar na karo
Jab tak pyar aap se pyar na karey

Jab pyar aap se pyar kare
Tab pyar se itna pyar karo
k
Pyar kisi or se pyar na kare

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:41:32 PM

Hina


Age: 39 Female
5067 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day,
Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay,

Q k tum duniya k liyay koi aik ho,
Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:42:06 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Bin dekhytasveer bana sakty hain hum
bin mily apka haal bata sakty hain hum
itna dum hai hamari mohabat main k
apka ansoo apni ankh se gira sakty hain hum...


no likes.

Posted on February, 28 2011 01:42:24 PM

Hina


Age: 39 Female
5067 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Na janay tum pay itna yaqeen kion hay?
Tera khayal bhi itna haseen kion hay??
Pyar ka dard meetha hota hay…
to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:42:25 PM

Hina


Age: 39 Female
5067 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Har jaga baithna intizar nahi hota,
Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota,

Nazrain to har aik say milti hain,
Har nazar ka milna inpyaar nahin hota…

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:42:56 PM

Hina


Age: 39 Female
5067 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Mohabbat hoon Mohabbat
karke dekh
Main Mohabbat na doon
To kehna

Main muskurahat hoon Mujhe
Hansa kar dakh
Na sajoon tare honton per
to kehna

Main khushboo hoon mujhe
Mehsoos karke dekh
Na mehkoon tari zindagi main
to kehna

Main Dil hoon mujhe
Sun ker dekh
Na dhakoon Tere Dil main
to kehna

Main phool hoon mujhey
Laga ker dekh
Na mehkoon din raat
To kehna

Main mohabbat hoon mujhe
Apna karke dekh
Na banoo main teraa
to kehna

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:44:32 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Ishq Mein Ghairat-E-Jazbat Ne Roney Na Diya
Warna Kya Baat Thi Jis Baat Ne Roney Na Diya

Aap Kehtey Thay K Roney Se Na Badlen Gey Naseeb
Umar Bhar Aap Ki 1 Baat Ne Roney Na Diya
...
Roney Waalon Se Kaho Unka Bhi Rona Ro Len
Jin Ko Majboori-E Halaat Ne Roney Na Diya

Tujh Se Mil Kar Humein Rona Tha Bohat
Tangi-E-Waqt-E- Mulaqaat Ne Roney Na Diya

Ik Do Roz Ka Sadma Ho To Ro Lain Farhat
Ham Ko Har Roz K Sadmaat Ne Roney Na Diya…!

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:52:55 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Mohabbat Ke Tarazoo Mein Na Tolo MujhKo
Wafa Pe Poora Utra To Bahot Pachtaoge Tum..

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:53:18 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Muhabbaton ma numaish ki zaroorat nhi hoti,
Yeh to wo jazbah hy jis ma khamoshi b gungunati hy.

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:53:45 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Tere azaad bandon ki na yeh duniya, na wo duniya
yahan mernay ki pabandi, wahan jeenay ki pabandi

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:54:11 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
aao janch letay hain
dard k trazu per
kis ka gham kahan tak hay
shidatein kahan tak hein
kuch aziz logon se poochna tu parta hay
...aaj kal mohabat ki keemtain
kahan tak hein
ek sham aa jao khul k hal e dil kah lein
kon jane sanson ki mohltain
kahan tak hein...

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:54:34 PM

Hina


Age: 39 Female
5067 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
apne Ghamon ki yun numaish na kar,
Apne Naseeb ki yun Azmaish na kar,


Jo tera hai woh tere Dar pe khud aayega,
har roz use paane ki khwaish na kar...

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:54:51 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
silsilay tor gya woh sabhi jaate jaate
varna itne toh marasim thy k, aaty jaaty

shikwa-e-zulmat-e-shab se toh kahin behtar tha
apne hisse ki koi shamma, jalaty jaaty
...
itna aasaan tha tere hijr mein, marna jaana
phir bhi ek umr lagi jaan se, jaaty jaaty

uski woh jaane, usse paa se wafa tha ke na tha
tum ‘Faraaz’ apni taraf se toh nibhaate jaaty

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:54:55 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Waqt ki rawani ne hmein kuch yon badal diya Sagar,
Wafa pr ab bhi Qaim hein,mgr MOHABBAT chorr di hum Ne...

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:55:16 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Main hosh mein tha tou phir Uss pe mar gaya kaise
Yeh zehar mere lahoo mein utter gaya kaise

Kuch Uss k dil mein lagawat zaroor thi warna
Woh mera haath daba ker guzar gaya kaise
.........
Zaroor Uss ki tawajo ki rehbari ho gi
Nashe mein tha tou main apne hi ghar gaya kaise

Jise bhulaye kayi saal ho gaye Kamil
Main aaj Uss ki Gali se guzar gaya kaise.....

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:55:38 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Na Chahat K Jazbaat Alagg..! Na Guzrey Koi Barsaat Alagg...!!
Thi Saari Baat Lakeron ki..!!Teray Haath Alagg.. Meray Haath Alagg...!!


no likes.

Posted on February, 28 2011 01:55:56 PM

prince3


Age: 33 Male
5045 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy,
Barish k har ek katre se aawaz tumhari aati hy,

Badal jab garajte hain dil ki dharkan barhti hy,
Aur dil ki har ek dharkan se aawaz tumhari aati hy,
...
jab taiz hawaein chalti hain aur jaan humari jati hy,
Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy.

no likes.

Posted on February, 28 2011 01:56:16 PM