Forums > General Talks > Maa…Mother
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4841 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Maa…Mother
maut ki aagosh mein jab thak key soo jattiii hain maa

tab kahii jaakar sukoon thora sa paa jaati hain maaaa

fikar mein bachoo ki kuch istarah ghul jaati hain maa

no jawan hotey howey bhorii nazar aati hain maaa

eik hi hasraat ko apney azm-o-istaqlal sey

aansoo sey gusl dekar kudh hi dafnaati hain maa

aurhtii hain gurbatoo kaa khud yeh boseeda kafan

chahatoo ka perahan bachey ko pehnaatii hain maa

bhooka rehnay hi nahi deti yateemoo ko kabhi

jaaney kis kis sey kahan sey maang kar laati hain maa

rooh key rishtey ki yeh gheraiyan tou dekhayey

chot lagtii hain hamarey aur chilaatii hain maaa

kab zarorat hoon meray bachey ko itnaa soch kar

jaagti rehtii aaankhen aur soooo jaati hain maaa

haadyoon ka ras pila kar apney dil key chain koo

kitnii raatey mein tou khalii paet sojaati hain maaa

jaaney kitnii barf si raatoo mein aisaa bhi howa

bacha tou chatii pey hain gelay mein sojatii hain maa

jab khiloney ko machaltaa hain koi gurbat ka phool

aaansoo key saaz par bachey ko behlatii hain maaa

fikar mein shamshan key aakhir chatanoo ki tarah

jaisay sookhii lakriaa istraha jaal jaati hain maaa

apnii aanchal sey gulabii aansoo ko poonch kar

deir tak gurbat pey apnii askh barsatii hain maa

samney bachoo key khush rehtii hain har ek haal mein

raat ko chup chup kay lekin askh barsatii hain maaa

pehley bachoo ko khilaatii hain sukoon-o-chain sey

baad mein jo kuch bacha who shauq sey kahti hain maa

Mangtiii bhi nahi apney liyey allah sey

Apney bachoo key liyey daman ko phelatii hain maa

Janey anjaney mein hojayey jo bachey sey kasoor

Eik anjaani saza key dukh sey tarhaaati hain maa

Har ibadat har mohabbat mein nihah hain eik garz

Be garz be losss har khidmat ko kar jaati hain maa

Apney bachoo ki baharey zindagi key wastey

Aansooo key phoool har mosaaam mein barsatii hain maa

Bazooo mein kich key aaajaye gi kaisay qainat

Apney bachey key liyey bahoon ko pehlaatii hain maaa

Eik eik hamley sey bachey ko bachaney key liyey

Dhaaal bantii hain kabhi talwar ban jaati hain maaa

Pheley dil ko saaf karkey khoob apney khoon sey

Dharkanoo par kalmae-tauheed likh jaati hain maaa

Safha-e-hastii pey likhtii hain who usool-e-zindagi

Isi lyey ek maqtab-e-islam kehlatii hain maaa

Usney duniyaa ko diyey masoom rehbar islyey

Azmatoh mein saani-e-quran kehlatii hain maa

Jab perashanii mein ghir jaatey hain hum pardes mein

Aaansoo ko poochney khawaboo mein aajatii hain maa

Aisa lagta hain key jaisa aagaye firdoos mein

Daal kar bahey galey mein sar ko sehlatii hain maa

Agaya gar waqt muskhill apney dil key chain par

Qabr mein hotey howey bhi ashq barsatii hain maa

Baad mar jaaney key phir betay ki khidmat key liyey

Bhes betii ka badal kar ghar mein aaajati hain maaa

Door hojatii hain sari umr ki us dam thakan

Bihah karkey betay kaa jab ghar bahoo lati hain maa

Dekh letay hain nazar jis waqt betay aur bahoo

Ajnabi apney hi ghar mein haayey ban jaati hain maa

Allah allah bhool kar eik eik satam ko raat mein

Pootii pootey sey shikastaaa dil ko behlatii hain maa

Beta kitnaa hi bura hoon par padosan key huzoor

Rok kar jazbaat ko betay key gun gaati hain maa

Shadiyaan karkey jo bachey jaa basey pardes mein

Khat sey ya tasweer sey phir dil ko behlatiii hain maa

Apney seenay par rakhey hain qainat-e-zindaqiii

Yeh zameen is wastey hain dost kehlatii hain maa

Zindagani key safar mein gardishoo ki dhooob mein

Jaab koi saaya nahi miltaa tou yaad aaatii hain maa

Muflisi Bachey ki zid par jab utha letii hain haath

Jaisay mujrum ho koi istrhah sharmatii hain maa

Lot kar wapis safar sey jab bhi ghar aatey hain hum

Daal kar bhahey galey mein sar ko sehlatii hain maa

Dair hojatii hain ghar mein aaney mein aksar jab hamey

Rait par machlii ho jaisay aisay ghabratii hain maa

Mart-e-dam asaka bacha naa ghar par deir sey

Apni donoo kutliyay chokhat par rakh jaati hain maa

Apni pehloo mein lita kar aur totey ki tarah

Eik , bara paanch chodaa hum ko sikhlaati hain maa

Paar kehtey hain kissey aur mamta kia cheez hain

Koi un bachoo sey poochey jin mar jaati hain maa

Saaal bhar mein , ya kabhi , haftey mein jumaraat ko

Zindagi bhar ka silaa eik fatiha paa ti hain maaa

Martaba hoo maa ka zahir kis liyey firdoos sey

Apney bachoo key liyey poshaq mangwatii hain maa

Ghar sey jab pardes jaata hain koi noor-e-nazar

Hath mein quran lekar dar pey aajatii hain maa

Dekey bachey ko zamanat mein reza-e-paak ki

peechay peechay sur jukhayey door tak jaati hain maa

kaaptiii awaaz sey kehtii hain betaa alwidaaa

samnaa jab tak rahey hathooo ko lehratii hain maa

yaad aataa hain shab-e-aashoor ka karyal jawan

jab kabhii uljhiii howi zulfoo ko suljhatii hain maa

sub sey pehlay jaaan dena fatima(a.s) key laal par

raat bhar aun-o-mohamed ko yeh samjhatii hain maa

allah allah intehah dekh sabr-e- laila aur husain (a.s)

baap ney khainchii sina , seeney ko sehlatii hain maa

yeh bata saktii hain humko bus rubab(a.s)-e-khasta tan

kis tarah bin doodh key bachay ko behlaati hain maaa

shimr key kanjar sey yaa sookhey galey sey poochiyey

maa idhar sey nikaltaa hain udhar aaati hain maaa

jab talak hain yeh hath hain hamsheer be parda na hoon

eik madar bawafa betay sey farmatii hain maaa

aisa lagta hain kissi maqtal sey ab bhi waqt-e-asr

ek buridaa sar sey zyada pyasaaa hoon sada aati hain maa

no jawan beta agar dam tor dein aagosh mein

zindaqii bhar sur ko diwaroo sey takraatii hain maa

lash par betay key parhtii hain jawanii marsiaaa

shukr ka sajda us aalim mein baja laati hain maa

dei kar apney laal ko islam ki aaagosh mein

good khalii phir so-e-jaanat palat jaati hain maa

fatima(a.s) key laal par qurbaaan karney key liyey

baandh kar sehra jawan betay ko samjhatii hain maa

apney gam ko bhool kar rotey hain jo shabbir(a.s) ko

unkey askhoo key liyey jaanat sey aajatii hain maaa.

no likes.

Posted on August, 21 2011 04:20:55 PM


0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Maa K Name.... Ye Kamyabiyan Izat Ye Naam
Tum Se Hai Khuda Ne Jo Bhi Diya Makam Tum
Se Hai, Tumhare Dum Se Hain Mery Lahu Mein
Khilte Ghulab Mery Wajood Ka Sara Nizam Tum
Se Hai, Kahan Basat Jahan Or Mein
Kamsan_O_Nadaa Ye Meri Janat Ka Sab
Ehtmam Tum Se Hai Jahan Jahan Hai Meri
Dushmani Sabab Main Hoon Jahan Jahan Hai
Mera Ehtaram Tum Se Hai…

no likes.

Posted on May, 26 2014 08:09:01 PM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
I take this opportunity to thank you for your
immeasurable contrition to my life. Thank you
Mom, & wish you a….. Very Happy Mother’s Day!

no likes.

Posted on May, 26 2014 08:10:27 PM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
My mother was everything to me in this World
She was very innocent, I Miss My mother so
much, Sometimes I think I am Dying to meet her
Their is nothing without mother, I miss my
mother

no likes.

Posted on May, 26 2014 08:15:50 PM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
I am so grateful and blessed for having special
mother like you. I appreciate you a lot. Take care
always and God bless. Wish you a good health
and pleasant Happy Mother's Day!!!

no likes.

Posted on May, 26 2014 08:17:39 PM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Your loving nature and your delicate words, will
always flow through me like a gentle flower.
Make sure this day is your day, and rule with
pure enjoyment and pure love!

no likes.

Posted on May, 27 2014 10:53:50 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Thank you mom for everything that you have
done and keeping doing for me. Thank you God
for having you as part of my life, you have
taught me many good things, today what i have
become it's because of you.

no likes.

Posted on May, 27 2014 10:58:11 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Maa ki mumta kaun bhulaye, Kaun bhula sakhta
woh pyaar, Kis tarah bataun kaise ji rahae hum,
Tu toh baitee pardesh mein, Gale tujhe kaise
lagaun, Lekin bhej raha hae pyaar ish sms mein,
Tera betta meri pyari maa…

no likes.

Posted on May, 27 2014 10:59:45 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Pyar karna koi tumse seekhe Pyar karana koi
tumse seekhe Tum mamta ki murat hi nahi, Sab
ke dil ka ek tukda ho Main kehti hun Maa, Tum
hamesha aisi hi rehna.

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:00:46 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
When you feel you are alone in the crowd, When
you think No.1 can understand you, When your
love is rejected by others, & when you hate your
Life, Just close your eyes, & see, her face who
loves you more than any 1 else, who care for you
in loneliness, & dies when you cry. She is no 1,
but your sweet loving mother. Love your mom
first and always.

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:03:52 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
"M" is for the million things she gave me, "O"
means only that she's growing old, "T" is for the
tears she shed to save me, "H" is for her heart of
purest gold, "E" is for her eyes, with love-light
shining, "R" means right, and right she'll always
be.

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:06:28 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Manzil Dur Aur Safar Bohat hai Choti c Zindgi Ki
Fikar Bohat hai Maar Dalti Ye Dunia Kb Ki
hamain lekin 'MAA' Ki Duaon Main Asar bohat
hai. HAPY MOTHR DY

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:08:25 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
1 boht pyara qissa jo mjhe boht acha lga ap ko b
boht acha lgega MAA ne apne chote se Bache ko
Ek Pull Paar krte hwe kaha "Mera hath mazbuti
se pakar Lo" "Bacha Bola:Nhi MAA ap mera hath
pakar lain" MAA:Is me kiya farq hy? Baccha:Agr
mene apka hath pakra to shayad me mushkil me
apka hath chor donga lekin agr ap ne mera hath
pakra to mujhe Yaqeen hai k ap mera hath kisi b
halat me nhi choren gi I LOVE U MAA. ALLAH
PAK SBKI MAA KO SALAMAT RAKHY. Aameen

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:09:30 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
mother is the biggest gift of god to allhuman
beingbelieve it or not she is the real queenshe
protect her child and not meanlove u a lot...
(rules of life in hindi)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:10:35 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
maa ka peyar, aik anmol cheragh maa ka
khalus, aik reshan chand maa ka samjhana aik
anmol moti maa ki khidmat nasib walun ka
mustaqbil maa ki mamta koh e noor si roshan
maa se eshq Allah ki ebadat maa ka anchal
zindagi ka sakun maa ki gode jannat se methi
maa ki dua zindagi ki guarantee maa ka
muskarana qarun ke khazane se precius\ maa ka
dukh aulad ki khushi ki khatir maa se mohabat
haj ke brabar I LOVE MY MAA.................. I
MISS MY MAA.................. (maa ki gori shayari)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:11:40 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
The Best Dad Who Always Had A Smile 4 Me.
Though We May B Far Apart Right Now, Bt Heres
A Big Hug And Kiss 4 U To Let U Know How
Special U R Happy Parents Day ! (Happy
parrents day message)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:12:42 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Many hugs Only luv never anger Teaching me
Helping me Every smile when I was sad Raising
me to be strong It spells Mother. Thanks for
being u. (Hindi mother sms )

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:13:59 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Maa Ki Azmat: Jab Madine Me Islam Aam Ho
Chuka To Nabi (Saw) Ne Farmaya: Agar Aj Meri
Maa Zinda Hoti Aur Main Namaz-e-Isha Men
Khara Hota Or Meri Maa Hujre Se Mujhe Awaz
Deti O’Muhammad (Saw)! To Khuda Ki Qasam
Main Farz Namaz Chor Kar Dorta Hua Jata Or
Maa K Qadmon Men Gir Jata Subhanallah
‘Happy Mother’s Day’ (Maa ki azmat in urdu)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:15:21 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Mothers Day Hundreds Of Stars In The Pretty
Sky Hundreds Of Shells On The Shore Together
Hundreds Of Birds That Go Singing By Hundreds
Of Lambs In The Sunny Weather Hundreds Of
Dewdrops To Greet The Dawn Hundreds Of Bees
In The Purple Clover… (Hunredreds of stars in the
pretty sky poem)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:16:24 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Being A Great Mother Is A Very Hard Role But
Mother U R The Star For This One I Know I Love
You Mom Happy Mothers Day (Quotes for role of
mother)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:17:27 AM

0irha0


Age: 31 Female
4302 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
What The Heart Gives Away Is Never Gone But
Kept In The Hearts Of Others From Dusk To
Dawn Love You From The Core Of My Heart
Happy Mothers Day (MOTHER loving sms)

no likes.

Posted on May, 27 2014 11:19:27 AM