Forums > Poetry / Ghazal Corner > mohsin naqvi
SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4456 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Subject : mohsin naqvi
mohsin naqvi ki poetry yahan post kren




no likes.

Posted on September, 23 2012 05:33:20 AM


rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Aj Bari Dair Tak Wo Mujhy Dekhta Raha mohsin
Na Jany Kyun Laga K Wo Mujhy Chor Jaye Ga

no likes.

Posted on October, 31 2012 05:25:28 PM

saim14399


Age: 31 Male
4658 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Apne mahol ki kahani se manoos
nahin hain ab tak,
Hum kisi aur kahani ke tou kirdaar
nahin..

no likes.

Posted on October, 31 2012 06:22:50 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ikk shakhs ne manga tha kbhi hum ko dua me Mohsin
uss shakhs ko ab tak Ba’Khuda dhoond rahe hain

no likes.

Posted on October, 31 2012 09:15:01 PM

saim14399


Age: 31 Male
4658 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Rawish rawish hain golon ki tarah
naqash e qadam,
Wo log kon the jo hum se pesh tar ae. …

no likes.

Posted on November, 01 2012 08:01:16 AM

bawa125


Age: 34 Male
4436 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
MOHABT To Barish Hai,Jise,Chone Ki Khwahish Me,Hatheliyan
To Geeli Ho Jati Hain, Mgar,"Hath''Hamesha Khali Hi Rehte Hain,,,

no likes.

Posted on November, 01 2012 11:09:09 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tuhmaten To Lagti Raheen Roz Nayi Nayi Hum Per Mohsin
Magar Jo Sub Se Haseen Ilzam Tha Woh Tera Name Tha

no likes.

Posted on November, 01 2012 08:06:22 PM

saim14399


Age: 31 Male
4658 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Har but me daikhata hon tera partwe
jamal,
Masjid se kaam nahin hai shawala
mere lie.

no likes.

Posted on November, 02 2012 06:56:06 AM

bawa125


Age: 34 Male
4436 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bas is taqseer par apne muqaddar may hai mar ja, tabassum ko tabassum kiyoun nazae ko kiyoun nazar jana, Khurd waloun se husn w ishque ki tanqeed kiya hogi. Na afsoone nigah samjha na andaaze nazar jana. !!!!

no likes.

Posted on November, 02 2012 10:36:55 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Chamak uthey to samandar, bujhey to rait ke leher,
Mere khayal ka daryaa saraab jesa hai,

no likes.

Posted on November, 02 2012 06:44:18 PM

saim14399


Age: 31 Male
4658 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mujh Se Pathar Ye Keh Kar Bachnay
Lagay,
Tum Na Sambhlo Ge Thokarain Kha
Kar….

no likes.

Posted on November, 03 2012 09:17:32 AM

salubhai169


Age: 31 Male
4437 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Khuda kare ke mohabbat mein woh maqam aye,
Kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aye,
Tera pyar mere gesu’yon ki uljhan ho,
Tumhare wasty dil ka chiragh roshan ho,
Seher-e-nazar se mile zulf leke shaam aye,
Mere khayalon ki tasveer hu’bahu ho tum,
Mere huzoor nigahon ki aarzu ho tum,
Isi tarah se nigah uthey sallam aye,
Jahan talak yeh haseen gungunati shaam chale,
Nazar nazar se mile, dil se dil ki baat chale,
Hamare dil ki tarap kuch to apne kaam aye..

no likes.

Posted on November, 03 2012 02:06:18 PM

bawa125


Age: 34 Male
4436 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo kehti hai,
Mujhe waraftgi se dekhte kyon ho?
K main khud ko bohat,
Qeemti mahsoos kerti hoon,

no likes.

Posted on November, 03 2012 05:32:41 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tere qareeb bhi reh kar na paa sakoon tujh ko
Tere khayal ka jalwaa hubaab jesa hai..

no likes.

Posted on November, 04 2012 01:10:45 AM

saim14399


Age: 31 Male
4658 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mere liye to wo khan’jar bhi phool ban
ke uthaa,
Zabaan sakht thi, lehjaa magar
karakht na tha.

no likes.

Posted on November, 04 2012 08:18:34 AM

salubhai169


Age: 31 Male
4437 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Teray Hijr Mein Aur Mujhy Kya Kerna Hai ???
Teray Naam Kitaabein Likhta Rehta Hun…..
Teri Zulf K Saaye Dheyaan Mein Rehtay Hain
Main Subhon Ko Shaamein Likhta Rehta Hun
Apnay Pyaar Ki Phool Mehakti Raahon Mein
Loogon Ko Deewaarein Likhta Rehta Hun
Tujh Say Mil Ker Saaray Dukh Dohraaon Ga
Hijr Ki Saari Baatein Likhta Rehta Hun
Sokhay Phool, Kitaabein, Zakham Judai K
Teri Sub Soghaatein Likhta Rehta Hun
Us Ki Bheegi Palkein Hansti Rehti Hain
Jab Tak Ghazlein Likhta Rehta Hun….

no likes.

Posted on November, 04 2012 09:45:54 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Apne aap se phirtey hain beganey kyon
Sheher mein aakar log huye deewaney kyon

no likes.

Posted on November, 05 2012 11:08:49 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4437 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Hanste huye logon ko rulaya nahin karte,
Hum apna koi zakham dikhaya nahin karta,
Ik bar jisy apni nigahon se gira dain,
Phir us ko kabhi dil mein basaya nahin karte,
Us sakhs se mil kar mujhe ehsas hua hai,
Jo pairr barre hote hain saaya nahin karte,
Rakhte hain unhe hum sadaa seeney se laga kar,
Dukh apna kisi ko bhi sunaya nahin karte,
Yeh khel mohabbat ka hai phir soch lo Arshad,
Kho dete hain yahan sab kuch paaya nahin karte..

no likes.

Posted on November, 06 2012 04:43:26 PM

ahsanali


Age: 33 Male
4394 days old here
Total Posts: 56
Points : 69

Location:
Bahawalnagar, Pakistan

Status : Offline
Zulm kar ke woh sab se poochta hai,
Iss tarah dil ka sakht bhi hai koi..


no likes.

Posted on November, 06 2012 08:11:36 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4778 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Naye gulaab naye rang hain neyi khushbu,
Utar rahi hai meri rooh main teri khushbu,
Badan ko chootey hi mehkaa gayi hai sanson ko,
Mere qareeb se jab bhi guzar gayi khushbu,
Isi gali se guzre teri gali se hum,
Humain bhi dekhe gi khirki se jhankti khushbu,
Gulon ke chehre pe jese hon shabnami qatrey,
Bhali lagi mujhe sawan main bheegti khushbu,
Woh jis ki yaad main jaaga tamaam shab Sahil,
Ussi ke yaad ke pehlu main so gayi khusbhu..

no likes.

Posted on November, 06 2012 09:10:36 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4778 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Tanhayi Mein Ajeeb Zamanay Ki Wafaa Dekhta Raha
Umer Bhar Apna Ghar Tanha Dekhta Raha
Kaheen Na Kaheen Tou Badal Hee Jaatay Hain Silsilay
Magar Mein Jahan Gaya Sehra Dekhta Raha
Jaanay Kiun Katraatay Hain Loog Mujhe Milne Se
Kal Shab Dair Talak Aaina Dekhta Raha
Paani Maangtay Maangtay Mere Hont Pathar Ho Gaye
Wo Shakhs Mashkeezah Lye Khada Dekhta Raha
Be-Gunaah Tha Phir Bhi Sir Jhukaaye Howay
Sitamgar Ki Sitam Ki Intehaa Dekhta Raha
Umer Bhar Mohabbat Ka Kuch Yun Sila Raha
Mein Ose Aur Wo Duniya Dekhta Raha
Kahuunga Khuda Se Yom-e-Hisaab Ko “Mohsin”
Ke Zamaana Meri Barbaadi Ka Tamaasha Dekhta Raha

no likes.

Posted on November, 06 2012 09:11:43 PM