Dil Boley By Noori

Lyrics Of Dil Boley from Suno Ke Main Hun Jawan

Tan Dolay Jab Baar Baar Baar,
Dil Bolay Ab Aar Hai Ya Paar,
Jo Nahi Janay Wo Sun Ley Mere Yaar
Ab Maano Nahi Haar…

Yehi To Teri Apni Hai Zameen,
Kyon Na De Gi Ab Tuj Ko Yeh Qarar,
Jo Nahi Jaaney Woh Sun Ley erey Yaar
Ab Mano Nahi Haar…

Ab Chahay Dil Mera Sach Bolna…
Tham Jayey Zindagi Na Dolna…
Maan Meri Maan Mujh Ko Na Chorna…

Mit Jaye Bandagi,
Par Haar Kar Ab Tu Kyoon Jeeyay?
Beet Jayay Zindagi,
Par Dil Tera Keyon Jaagey Na?
Teri Naiya Hai Us Paar!

Laagey Tere Aas Jab Doobna…
Dhal Jaye Gham Tum Na Bhoolna…
Gum Jaye Tu Kahin,

To Raahon Ka Pata Tu Dhoonday,
Chup Jaye Har Khushi,
Par Aarzoo Tu Choray Na,
Tera Rona Hai Bekaar!

Ab Nahi Tham Sakey Wo Toofan,
Jo Hai Jaga Teray Man Mein,
Ab Nahi Mar Sakay,
Teri Dhaal Hai Ab Tera Eimaan,
Tujhe Banna Hai Insaan!
Kabhi Na Kabhi To Jaagey Josh Tera,
Loot Ley Ke Yeh Ghari Anmol,
Kabhi Na Kabhi To Jhoomay Man Tera,
Jhoom Ley Keh Yeh Khushi Kay Hain Bol,
Teray Tan Main Terey Man Mein,
Har Tarang Say Baj Ra Hai Dhol,
Tu Hai Ek Heera Anmol!

Song Details

Album/Movie: Suno Ke Main Hun Jawan
Artist: Noori
Viewed (total): 2108 times

Report Correction?

(Not Rated Yet)
 

Other Lyrics from Suno Ke Main Hun Jawan album

Hum Bhooley
Dobara Phir Se (Acoustic)
Jaa Re
Manwa Re
Jana Tha Hum Ne
Neend Ayay Na
Dil Ki Qasam
Bol
Gana No 1
Dobara Phir Se
Tum Hans Diyay
Suno Ke Main Hun Jawan

Search Lyrics
e.g.

Top 10 Lyrics by Noori

1 - Suno Ke Main Hun Jawan - Hum Bhooley
2 - Peeli Patti Aur Raja Jani Ki Gol Dunya - Meray Log
3 - Suno Ke Main Hun Jawan - Dil Ki Qasam
4 - Suno Ke Main Hun Jawan - Dil Boley
5 - Suno Ke Main Hun Jawan - Dobara Phir Se
6 - Suno Ke Main Hun Jawan - Jana Tha Hum Ne
7 - Suno Ke Main Hun Jawan - Manwa Re
8 - Suno Ke Main Hun Jawan - Jaa Re
9 - Suno Ke Main Hun Jawan - Gana No 1
10 - Suno Ke Main Hun Jawan - Tum Hans Diyay

Latest Additions

Saiyan Bolain
Mumkin Hai
Kaho (Aaj Bol Do)
Hona Tha Pyaar
Dil Janiya
Too Jahan Kahee Bhee Jaye
Soo Janay Do
Mere Humrahi Suno
Kaun Hoon Main
O Mere Khuda