Mai to itne mushkil catch bhi

Mai to itne mushkil catch bhi pakar leta hun

,

FaRaZ.

.

Par mene to aj tak ye nahi kaha k WORLD CUP k liye mujhe bhi sath le chalo.

by Pak101.com (few years ago!) / 1132 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Santa- Doctor

Santa- Doctor saab 1 pareshani hain ki main jab bhi nahata hoon geela ho jata hu!

Doctor - kal se nahate samay nal band kar liya karo

by Pak101.com (few years ago!)
Jeet K B Haar Gaya

Jeet K B Haar Gaya Mai Pyar Ki Baazi Yaaro

Main Uska DEVDAS Tha Wo thi Meri PAARO

Wo Guzar Gai Pas Se Nazar B Na Milai

Q K I was on Cycle & She was in PIJARO. :-)

by Mazhar Khan (few years ago!)
Nakalchi Bander

Ek Baar Ek Topi Waala Ek Ped Ke Neeche Topi Bech Raha Tha,

Tabhi Ek Bandar Uski Topi Japat Kar Ped Par Chad Jaata Hai,

To Topiwale Ko Apne Dada Ji Ki Sunai Hui Ek Kahani Yaad Aati Hai,

Ki Bandar Hamesha Aadmi Ki Nakal Karta Hai, Jaisa Karo Vesa Hi Vo Bhi Karta Hai.

To Usne Apni Tokri Mein Se Akhiri Bachi Topi Li Aur Bandar Ki Taraf Dekh Ke Usko Hawa Mein Ucchala.

Tabhi Dusre Ek Bandar Ne Hawa Mein Hi Vo Topi Catch Ki Aur Lekar Ped Parr Chad Gaya Aur Bola:

“Sale, Tune Kya Soocha Hamare Dada Ne Hamein Ye Kahaani Nahi Sunai Hogi“

by Pak101.com (few years ago!)
Mujhe samajh nahi aati

Husband:
Mujhe samajh nahi aati,k
tum meri Ammi jesi rotiyan Q nahi pakati?

Wife: kiyon k
tum wesa aatta nahi goundtay Jesa, Tumhary abba goundty hain.

by Pak101.com (few years ago!)
Ek chote bacche ne apani pregnant

Ek chote bacche ne apani pregnant mummy se pucha : Isme kya hai? Mummy : Issme pyara sa Baby hai. Baccha : Itana pyara tha to khaya kyu ussko? 

by Mohammad Ali (few years ago!)
2-4 Pathar Nahi Chaba Sakti

Saas:
Bhagwan Ne Tumhe 2 Akkhen Di
Chawal Se Pathar Nahi Nikal Sakti?

Bahu:
Bhagwan Ne Tumhe 32 Dant Diye
2-4 Pathar Nahi Chaba Sakti

by Pak101.com (few years ago!)
Meri shadi ab duar hai

Akhon me nor hai chehry pe suror hai koi mange mera number


to


jaldi dena kiun k meri shadi abi tak door hai

oye sirf girls ko dijiye ga

by Sabir shah (few years ago!)
Farzana Baji Hogai Hai Kuch Naraz

Farzana Baji Hogai Hai Kuch Naraz Wah Wah…. Wah Wah…. Farzana Baji Hogai Hai Kuch Naraz Q K Un Ki Chappal Pehen K Bhaag Gaya Hai Faraz!!! hahaha

by Pak101.com (few years ago!)
Doctor sahab ek mareez ko dekhtey hi boley

Doctor sahab ek mareez ko dekhtey hi boley, “Aap ko to ainak ki zaroorat bohat arsey sey thee, laikin aap nazar test kerwaney aaj aaey hein”
“Kamaal hey”, mareez ney hairaan ho ker kaha, “Aap ko yeh baat muaina kerney sey pehley hi maloom ho gyee, aap yaqeenan intehai tajarba kaar doctor hein”
Doctor: “Is mein tajarbey ki koi khaas baat nahi, agar aap bahar laga hua board parh saktey to aap ko maloom ho jaata key mein mahir-e-imraaz-e-niswaan hoon”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Student

Height of HOPE:
Sitting in Examination hall
Holding paper in hand
And saying to yourself
.
.
"Don't worry man, Exam will be postponed"

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

He Cant Read Fast

2 rupe lene the

1 Ladka Pepsi Samne Rakh Ke ..

3 women:

Izzat Karna Sikho Dosto

Ishq Di Gali Vich No Entry

* Congratulations *

Sardar

Student

Daal suppose ki hai

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook