Million dollar saying
It's million dollar saying that jo hase unke ghar base
But the million dollar Question is Ghar basane ke bad kitne Hase
by Pak101.com (few years ago!) / 870 views
Similar Jokes
Zindagaai Taanha Tanha Thee
Mera Koi Acha Doxt Nahi Thaa
Lekin Phir Tum Milgaye
Toh Mujhe Ehxaas Huwa K
Akele Hi Sukoon Tha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1k ladke ke chere pr infection ho rha tha toh
uske dad ose doctor k paas le gye..
checkup krne k baad doctor bola..
apni gf ko bolo lipistik ka brand change kare..tume Lakme se Allergy h
by Pak101.com (few years ago!)
Chuhe k bacche khel rahe the tabhi 1 billi aayi,
1 chuha- Bhow Bhow
Billi chali gayi
Chuha apne friends ko bola Dekha Foreign Language sikhne ka Fayada!
by Pak101.com (few years ago!)
maine apni class mein sabse pyaari larki ko phansa li..
Friend : Woh kaisey?
Chintoo : “Class lagi thi.. Maine kaghaz ka jahaz bana ke Phainka.
Jahaza teacher ke pass chala gaya. Uss ne ghusey se poocha yeh kiss ne
phainka? Maine us larki ka naam le liya aur who phans gaye bichari.”
by Pak101.com (few years ago!)
Thief1: Lets Count d Money We hav
Looted Today!
Thief2: I m So Tired,
We'll See it in d Newspaper Tomorrow.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar ek pagal bidi bina jali bidi pee raha tha
Dusra Pagal : Yaar bidi se koi dhuan nhi nikal raha
hai?
Pagal : Kar di na phir paglon wali baat, Yeh “CNG”
bidi hai...!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Har insaan ko shaadi zaroor kar leni chahiye...
.
.
.
Akhir khushi hi to zindagi mein sab kuch nahin hoti
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan:College Ki Larki Se Bola
I Love U!
Ab Tum Mujhe Bolo
Girl:Mai Abhi Ja K Sir Ko Bolti Hun
Pathan: Pagal Ki Bachi Sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Are utho…
Ye koi soney ka waqt hai?
Jab dekho sotey rehte ho?
Kya sari zindagi so so ke bitani hai?
Aur haan jaag jao to shor mat karna
Mein so raha hoon..
by Mazhar Khan (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Abdul Basit (few years ago!)