Main ne is tor se tujhey chaha aksar jaisey mehtab ko be ant samandar chaheyjaisey sooraj ki kiran seap k dil main utrey jaisey khoshbo ko hawa rang se hat kar chahay ...... jaisey pathar k kalejy se kiran photti hay jaisey ghunchay khiley mousam se hina mangtey hain jaisey khoabon main khayalon ki kaman totti hay jaisey barish ki doa aabla pa mangtey hain mera har khoab merey sach ki gawahi de ga wosat_e_deed ne tujh se teri khahish ki hay meri soochoon main kabhi dekh sarapa apna main ne dunya se alag teri parasthis ki hay
no likes.
|