Forums > Masti Box! > Some Words
rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Subject : Some Words (closed)
Tum rooth jaoo mujhse

Tum rooth jaoo mujhse
Aisa kabhi na karna
Main ik Nazar ko tarsun
Aisa kabhi na karna
Main Pooch Pooch haarun
So so sawaal kar ke
Tum kuch jawab na do
Aisa kabhi na karna
Mujhse hi milke hasna,Mujhse hi milke rona
Mujhse bichard ke jee lo
Aisa kabhi na karna
Tum chaand banke rehna
Main dekhta rahunga
Kisi roz tum na niklo
Aisa Kabhi na karna
Tum chale jaoo
Jab bhi to dekhun tumhara raasta
Tum loat ke na aaoo
AISA KABHI NA KARNA
AISA KABHI NA KARNA


no likes.

Posted on September, 20 2011 11:00:02 AM


rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kbhi wafa ki Roshni Mudham Nahi hoti
Lakh Gham Milen per Ankh Nam Nahi hoti
Ye kesa Silsila he Tumhary Mere Drmyan?
Fasle Jitne Bhi hon chahat kam Nahi hoti


no likes.

Posted on October, 08 2011 11:06:45 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline

Bin Maange Hi Mil Jati Hain Taabeerain Kisi Ko Dost.......

Koi Khali Haath Reh Jata Hy Hazaroon Duaon K Baad Bhi..


no likes.

Posted on October, 08 2011 11:07:28 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline

Nikaala hum ko jannat say faraib-e-zindagi day kar

Diya phir shoq-e-jannat kyun, yeh hairani nahi jaati

(Dr. Allama Iqbal)


no likes.

Posted on October, 08 2011 11:08:13 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
KhizaN ke rang mein bhi bahaar abhi baqi hai
Chirag-e-sahar hai par intazar abhi baqi hai
HameiN salam karo aye hawaadis-e-dauraN
Tumhaare saath hain phir bhi qarar abhi baaqi hai
Guzar chuka hai ummidoN ka qafla kab ka
Rah-e-yaqin per ab bhi ghubar abhi baqi hai
Hamein pukaar lo jab chaho ham milenge wanhi
Mile hain Khaak mein lekin Waqar abhi baqi hai


no likes.

Posted on October, 09 2011 08:11:26 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Chaman roye Hansey shabnam bayabaan pe nikhaar aaye
Ik aeisa bhi neya mosam mere Parwadigaar aaye
Woh sar kholey humari laash pe diwana waar aaye
Ess he ko moot kehtey hain toh YA RABB bar bar aaye
SarGoor gareebaan aawo lekiiin yeh guzarish hae
Wahaan munh phair kar rona jahaan mera Mazar aaye
Baha aye chashm e tarr aeisa bhi aik ansoo nadamat ka
Jisey Daman pe leiney Rehmaat e Parwadigaar aaye
Qafas kay ho liye hum toh , magar aye ehl e gulshan
Humey bhi yaad kar leina jab chamaan mein bahar aaye
Najaney kia samjh kar chup hoon aye Saiyaad warna
Woh Qaidi hoon agar chahoon Qafas mein bahaar aaye
Wasif Dil kia hae main toh oun ki khatir Jaan bhi dey doon
Meri Kismaat agar oun ko phir na aitbaar aaye


no likes.

Posted on October, 09 2011 08:12:06 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Shaam-E-Furqat Dhalay Hum Nahi Chahtay
Ghum Say Fursat Milay Hum Nahi Chahtay
Phir Naya Waar Sehnay Ko Tayyaar Hain
Tu Pareshaa’n Rahay, Hum Nahi Chahtay
Aaj Ansoo Bahaanay Say Mat Rokiye
Aaj Baarish Thamay, Hum Nahi Chahtay
Hum Teray Baad Ujrray Howay Theek Hain
Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahtay
Teray Paikar Ko Hum Dekhtay Hi Rahain
Tu Nazar Say Hatay, Hum Nahi Chahtay
Kis Qadar Dil Nasheen Hai Yeh Mojon Ka Shoor
Ghum Ka Darya Rukay Hum Nahi Chahtay
Iss Qadar Pyaar Se Tu Pukara Na Kar
Aag Dil Ko Lagay Hum Nahi Chahtay


no likes.

Posted on October, 09 2011 08:15:37 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Qissa Abhi Hijaab Se Aagay Nahin Barha
Main ‘Aap', Woh ‘Janab' Se Aagay Nahin Barha
Muddat Hui Kitaab-E-Mohabbat Shuroo Kiay
Lekin Main Pehlay Baab Se Aagay Nahin Barha
Lambee MusaafataiN Hain, Magar Iss Sawaar Ka
PaaoN Abhi Raqaab Se Aagay Nahin Barha
LogoN Ne Sang-O-Khisht Kay Qal'ay Bana Liay
Apna Mehel To Khawab Say Aagay Nahin Barha
Tool-E-Kalaam Kay Liay Main Ne Kiay Sawaal
Woh Mukhtasar Jawab Se Aagay Nahin Barha


no likes.

Posted on October, 09 2011 08:18:11 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
kafi arsa beet gya
janey ab wo kesa hoga
waqt ki sari karwi baatein
chup chaap hi sehta hoga
ab bhi bheegi barish mein wo
bin chatri ke chalta hoga
mujh se bicharey arsa beeta
ab wo kis se larta ho ga
''Acha tha jo saath hi rehtey''
baad mein uss ne socha hoga
apne dil ki saari baatein
khud se khud hi kehta hoga


no likes.

Posted on October, 09 2011 08:22:11 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Gr Yehi Hall Raha Saqi Mekhano Ka
Dhair Lag Jayega Totay Howay Peimano Ka
Qehet Dunya Mai Hai Ab Aise Musalmano Ka
Zor Jo Tor Dia Krte Thy Tufano Ka
Koi Khalid hai, Na Tariq Hai Na Ibn.e.Qasim
Raasta Saaf Hai Barhte Howay Shetano Ka
Jis Jaga Chaho Jahan Chaho Baha Do Is Ko
Khoon Is Daur Mai Sasta Hai Musalmano Ka
Jin K Hotay Huay Lut Jaein Ghareebon K Makan,
Marsiya Aao Parhen Aise HUKMRANO Ka.


no likes.

Posted on October, 09 2011 08:23:18 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Zameen pe chal na ska, aasman se b gya
Kaat k per ko parinda urran se b gya
Tbah kar geiy mujhe pakke makaan ki khawaish
Mein apne gaoon k kache makaan se b gya
Bhulana chaha tou bhulaane ki hudh kar di
Ab wo shakhs mere wehm-o-gumaan se b gya
Kisi k haath se nikla hua wo teer hoon mein
Jo nishaane ko chhoo na ska aur kamaan se b gya


no likes.

Posted on October, 09 2011 08:24:50 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ek jazba khak hua dil ki gehrayion me kahin
ta'ajjub hai maut par uski koi roya tak nahin,
sahil se to chale the sath me hamsafar banker
sagar ne duboya hum hi ko unhe to bhigoya tak nahin,
ankhon me zinda khuwab thay ya khuwab me zinda ankhen,
tutne k bad hi jana ki unhone to sanjoya tak nahin,
nadani me jinki khatir sab lutane nikle the hum
dekho humare na rehne per bhi unka kuch khoya tak nahin.


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:12:48 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Be-zabano ko jub wo zaban deta hay,
Parhne ko phir wo QURAN deta hay,
Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko,
Tohfay mein gunahgaron ko RAMAZAN deta hai


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:13:22 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
ye kamyaabian izat ye naam tm se ha
Khuda ne jo b dia ha muqqam tm se ha
tumhare dum se hn mere lahoo ma khilty gullab
mere wajood ka saara nizam tm se ha....


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:14:08 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Dil ki halat sy anjan to na tha
Isi ghar ka tha koi mehman to na tha
jis k dam sy thin ronkain wo khain or ja basy
werna hamara ghar yun wairan to na tha.


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:14:42 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Be naam musafir hoon,
be naam safar mera,
Kis rah nikal jaon,
kuch keh nahi sakta..
Be naam meri manzil hy.
be naam thikana hy.
kis dar py main ruk jaon,
kuch keh nahi sakta.
Iss paar to roshan hy sara mera rasta,
Us paar andhera ho,
Kuch keh nahi sakta.
Tinkay ki tarah main bhi beh jaon samandar mein,
mil jaiy ga kinara,
kuch keh nahi sakta..
Mil jaiy gi tabeer mery khwaboon ki aik din,
Ya khawab Bikhar jaen,
Kuch keh nai sakta.


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:15:57 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Bharosa Toot Janay Se Zara Pehle Bata Dena,
Mujhe Tum Azmanay Se Zara Pehle Bata Dena,
Kissi Helay Bahanay Se Zara Pehle Bata Dena,
K Mujhko Tum Bholanay Se Zara Pehle Bata Dena,
Zameen Ki Rait Pe Tumne Jo Muhabbat Likhi Thi,
Woh Tehreerein Mitanay Se Zara Pehle Bata Dena,
Mere Dilbar K Is Dil Par Main Rakh Lon Zabt Ka Pathar,
Suno Daman Churanay Se Zara Pehle Bata Dena,
Kissi BHi Mor Pe MOHSIN Bura Pao Agar Mujhko,
Zamanay KO Batanay Se Zara Pehle Bata Dena...


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:17:51 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kissi hurf main, kissi baab mein nahi ayega
Tera zikar meri kitaab main nahi ayega
Nahi jayegi kissi ankh se koi roshni
Koi khwawaab ab kay azaab main nahi ayega
Koi khud ko sehraa nahi karega, meri tarah
Koi khwaisho'on kay saraab main nahi ayega
Dil badgumaan tere mausamo'on ki noveed hO
Koi haar dast-e-gulaab main nahi ayega
Issey lakh Dil se pukaar lo, issey dekh lo
Koi aik hurf jawaab main nahi ayega
Teri raah taktey rahe,agarchey khabar bhi thi
Kay yeh din bhi mere hisaab main nahi ayega


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:18:32 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Woh pani ki lehron pe kya likh raha tha
Khuda jane harf e DUAA likh raha tha
Mohabbat mein nafrat mili thi usay
Ju her shakhs ko bewafa likh raha tha
Zara us ki ankhon se aanso na nikle
Woh jis waqt lafz e saza likh raha tha
NAMAZ E MOHABBAT MEIN WOH APNI
HOYE THAY Jo SAJDE,QAZA LIKH RAHA THA


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:19:12 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
KHABHI JO DEKHNI HO MUHABBAT
TU MERI CHAHHATON MAI AJANA
KHABHI JO KARNI HO MUJSE BATEN
TU MERI YADOON MAI AJANA
KHABHI JO CHAHO MEHSOOS KARNA PYAR MERA
TU MERI ANKHON MAI AJANA
KHABHI JO SUNNI HO AWAZ MERE DIL KI
TU MERI DHARKANO MAI AJANA
KHABHI JO PAO KHUD KO AKELA SA
TU MERI RAHON MAI AJANA
KHABHI JO SOO NA PAO MERI YADON MAI
TU MERI RATON MAI AJANA
KHABHI JO GHABRAO IRD GIRD K MAUSAM SE
TU MERI BAHON MAI AJANA..........


no likes.

Posted on October, 10 2011 08:19:52 PM

Sheikho


Age: 31 Male
4983 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Ajeeb lagti hay sham kabhi kabhi
Zindagi lagti hai baijan kabhi kabhi
Samjh aaye to humein bhi batana k
Kyun karti hain yaadein pareshan kabhi kabhi

no likes.

Posted on October, 11 2011 03:13:51 PM