Forums > General Talks > Poetry
Omer87


Age: 37 Male
5009 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Poetry (closed)
Poetry

to all members of pak101
i have make the topic of Poetry
You can share your Poetry in this topic

Buhet sy member's topics per topics banaty rehty hain

her nazam / shair ka alag sy topic bana dety hain

to please her alag nazam / shair k liya alag sy topic na banaye yaheen post ker dain

is sy her member aap ke poetry perhy ga bhi or yaheen appreciate bhi kery ga

no likes.

Posted on September, 17 2011 01:09:54 AM


Omer87


Age: 37 Male
5009 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Ghaa’o Ginty Na Kbhi Zakhm Shumari Krty’
Ishq Me Hm Bhi Agr Waqt Guzari Krty

Tujh Me To Khair Mohabat K Thy Pehlu Hi Boht’
Dushman-E-Jaan Bhi Agr Hota To Yari Krty,,

Ho Gay Dhool Tery Rasty Me Bethy Bethy’
Bn Gay Aks Teri Aaiena-Dari Krty,,

Waqt Aya Hy Judaie Ka To Ab Sochty Hyn’
Tujhy AaSaab Py Itna Bhi Na Taari Krty,,

Hoty Sooraj To Hmein Shah-E-Falak Hona Tha’
Chand Hoty To Sitaron Py Sawari Krty,,

Kbhi Ik Pal Na Mila Takht-E-Takhayul Warna’
Teri Hr Soch Ko Hum Raaj-Kumari Krty,,

Akhri Daa’o Lgana Nhi Aya Hum ko’
Zindgi Beet Gai Khud Ko Juwari Krty..

no likes.

Posted on October, 18 2011 12:14:22 AM

Omer87


Age: 37 Male
5009 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Jaayen Ge Door Tak Jo Khayaalon K Silsily..
Khud Unn Se Aa Milain Ge Ujaalon K Silsily..
Kuch Iss Liye B Ho Gaey Gosha Nasheen Hum..
Had Se He Barh Chaly Thy Sawaalon K Silsily..
Fursat Nhi K Pursish-E-Ahwaal Kr Sakain..
Hum Jaanty Hain Bhoolny Waalon K Silsily..
Raah-E-Wafa Kathan Hay Sanbhal Kr Chalo Yahan..
Lamhon Main Toot Jaaty Hain Saalon K Silsily..
Dunya Tery Faraib Main Aany K Hum Nhi..
Hum Ne Buht Parhy Hain Risaalon K Silsily..
Muddat K Baad Aye Hain Ghr Ko Jo Lot Kr..
Paaye Hain Muntazir Wohi Jaalon K Silsily..
Tay Jab Talak Na Ho Ye Bayabaan-E-Zindagi..
Payron K Sath Sath Hain Chaalon K Silsily!!

no likes.

Posted on October, 18 2011 12:18:03 AM

Omer87


Age: 37 Male
5009 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Aj Kuch Suno Mujh Se k Dil Ki Halat Ajeeb Hai,
Ghamgeen Hai Tabiyat Rang e Chahat Ajeeb Hai.

Uski Baatein,Uski Ankhein Badal Gai Hain,
Lag Raha Hai shab e Hijr Qareeb Hai..

Toar Kar Qasamein Woh Badal Raha Hai Nigahayein,
Mein Samajh Gaya Ab Us K Paas Raqeeb Hai

Bhoula Kar Mujhe Ab Rehta Hai Woh Khush
Aur Mujhe Woh Maraz Diya Jis Ka Na Koi Tabeeb Hai

Musalsal Mere Dil Pe Gham-e-Yaar K Sitam Hain,
Yoon Lagta Hai Saqi Ab Meri Barbadi Qareeb Hai.

no likes.

Posted on October, 18 2011 12:25:38 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
NA-EY RISHTEY NAYA SAFAR MUBARAK HO
KHUSHIO BHARE RAH GUZAR MUBARAK HO
LG JAE NA TUMHE NAZAR AJ KISEE KE
UTHE JO TM PE NAZAR MUBARAK HO

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:10:34 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Hum uth chaley tere mehfil se
pechay se tonay pukara bhi nahi
phir khud hi ruk gaye mere qadam
kyon k tere bin mera guzara nahi

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:11:06 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
AJAB LUTAF AA RAHA THA DEEDAR KI DIL LAGI KA FARAZ
K NAZRAIN BHI MUJH PER THEEN AUR PARDA BHI MUJH SE THA

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:11:52 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Ab millain ge to khoob rulainge usy FARAZ
Suna hai usy roty huy lipt jaane ki aadat hai


no likes.

Posted on October, 18 2011 10:12:31 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
zawaly shab main sitaron ny sath chor dia
saba chali to cheraghon ny sath chor dia
mila jo moka muje un se bat karny ka
mere naseeb k lafzon ny sath chor dia
wo roo ba roo tha magr us ko daikhta kasy
wo rango noor tha ankhon ny sath chor dia

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:13:02 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Sukoon Milta Hy Jab Un Sy Baat Hoti Hy
Hazaar Raato'n Me Wo Ek Raat Hoti Hy
Nigah Utha K Wo
Dekhe'n Kbhi Jo Meri Taraf
Wo Hi 1 Nigah Meri Kainaat Hoti Hy

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:14:29 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Bna ajnbi mera hmsfr aur nazar bcha k guzar gaya
mein raston se thi be-khbr
usy mnzilon ka shaoor tha
na thi aur koi b ranjishen
sirf aadton mein tazaad tha
use pasand thi shokhian
muje sadgi pe ghuroor tha

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:15:20 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
AA DEKH MERI ANKH K YE BHEEGAY HOWAY MAUSAM
YE KIS NE KAH DYA K TUJHY BHOOL GY HUM


no likes.

Posted on October, 18 2011 10:16:30 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Mujhe khabar he yehi ek bat likh donga
Tumhary husan ko me chand rat likh donga
Bitha k ankhon k samne tujhe ay jana
Nikalte chand ki qismat me mat likh donga

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:17:21 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Uljhey to talkhiyon ki bhi hadd se guzar gaye
Tootay to kirchiyon ki bhi hadd se guzar gaye
Nafrat hoyi kisi se to be-inteha hoyi
Chaha to chahaton ki bhi hadd se guzar gaye
Hum ne khuda se kuch bhi na maanga magar usay
Maanga to siskiyon ki bhi hadd se guzar gaye

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:18:00 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Jo udaas hain tery hijr main
jinhain bojh lagti hai zindagi
sarr-e-bazm youn inhain daikh kar
tery moun chupany ka shukria
jo zamany bhar ka asool tha
wo asool tu ny nibha dia
yehi rasm theri gi moutbr
mujhy bhool jany ka shukria

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:18:56 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
US SY JUDA TO HO GYA PAR YOON LAGA MUJHY
JAISAY JAHAN MAIN KOI APNA NAHI RAHA
WO BEWAFA NAHI MAGAR ITNA ZAROOR HAI
PEHLAY WO JIS TRAH KA THA WAISA NAHI RAHA

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:19:46 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
abhi soraj nhi dooba zara si shaam hony do
main khud hi lot jaonga mujhy nakam hony do
mujhy baadnaam krny k bahany dhunty ho q
main khud ho jaonga badnaam pehle naam hoony to do
abhi mujh ko nhi krni hy etiraf-e-shikast
main sb tasleem kr loonga yah chehra aam hoony to do

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:21:43 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
chalo kisi tarah to haal puchnay ayei
kis haal may hey hum ko batanay ayei
us ka milna zarori na ta itna zeyada
jo alfaaz dill may tay wo batanay ayei

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:26:32 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Hum uth chaley tere mehfil se
pechay se tonay pukara bhi nahi
phir khud hi ruk gaye mere qadam
kyon k tere bin mera guzara nahi

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:27:44 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
hum ko tary 1 awaze ny la doba
na jany kia hoga tary husan dedar sy
hum mujbor hy dil na qarar sy
wrna hum b tang agye hy bar bar ankar

no likes.

Posted on October, 18 2011 10:30:03 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
WO MERA SUB KUCH THA MERA MUKADAR NAHE FARAZ
KASH WO MERA KUCH NA HOTA MERA MUKADAAR HOTA


no likes.

Posted on October, 18 2011 10:30:57 AM