Subject : Zillat-E-Tanhayi Zillat-E-Tanhayi Se Ghabra K Aaya HunMain Abhi Abhi Shehar-E-Wafa Se Aaya Hun Kuch Dair Hawa Ko Baaton Mein Lagaye Rakhna Main Ghar Mein Ek Charagh Jala K Aaya Hun Us Ne Poocha Hai Ehd-E-Wafa Nibhao Ge ? So Hathon Mein Qur'aan Utha K Aaya Hun Wo Chahey To Ab Mujhse Tark-E-Talluq Kar Le Wo Meri ZINDAGI Hai Ussay Bata K Aaya Hun Wo Ab B Mujhe Ana Parast Samjhta Hai GHALIB Main Jissey Ro Ro K Mana K Aaya Hun...!!
no likes.
|