Subject : Jo Meri aankhon se Khuwab dekho Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay K Laakh Chaho Na Hans sako gay Hazaar chaho na Ro Sako gay’ K Khuwab kya hain Azaab Hain yeh Mere Dukhon ki kitaab hain yeh Rifaqatain In main Chotti hain Mohabbatain in main Roothti hain Pinapti Hain In main Vahshatain see Aziatain In main Photti hain Un hi ke Dar se Khizaan Hain Jazbay Un hi se shakhain see tot’ti hain Ghamon ki Bandish hain Khuaab mere Ahal Raha hai Dukhon ka Lava Rahen Aatish hain khuwab Mere Khayal sare Jhulaas gay hain Sulagti Khuahish hain khuaab Mere Ukharrti Sansain hain Zindagi ki Lahu ki Sazish hain Khuaab Mere Jo Meri aankhon se Khuaab dekho To Aik shab bhi na So sako Gay!
no likes.
|