Forums > Poetry / Ghazal Corner > AHL-E-DIL
rashidfarooqz


Age: 53 Male
5047 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Subject : AHL-E-DIL
AHL-E-DIL Youn bhi nibah lete hain,

Dard seene mein chupa lete hein,

Dil ki mehfil main ujaalon k liye,

Yaad ki shama jala let hain,

Jalte mausum main bhi ye DEEWANE,

Kuch haseen phool khila lete hain,

Apni aankhon ko bana kar ye zubaan,

Kitne afsane suna lete hain,

Jin ko jeena hai Mohabbat k liye,

Apni hasti ko mita lete hain,

AHL-E-DIL youn bhi nibah lete hain,

Dard seene main chupa lete hain...


0irha0, mbilakhalid92 like this.

Posted on August, 31 2011 12:22:28 AM


rashidfarooqz


Age: 53 Male
5047 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Aa ja k abhi barsat ka mosam nahi guzra
Aa ja k abhi paharoon par barf jami hai
Khoshboo k jaziroon sy sitaroon ki had tak
is shaher main sab kuch hai sirf teri kami hai

no likes.

Posted on March, 18 2013 10:15:57 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5047 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko
Afsoos K Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha

no likes.

Posted on April, 20 2013 12:27:59 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4326 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Asar dil par karay shikwa, shikayat ho to aisi ho.!

Galay lag kar koi roye, Nadamat ho to aisi ho.!

Yahi mehsoos ho jaisay kayi sadiyan guzari hain,

Faqat aik pal ki doori mein, Aziat ho to aisi ho..!!

Idhar kaanta chubhay aur
udhar ankhon se aans0 tapke,

Taalluq ho to aisa ho, MUHABAT ho to aisi ho.

no likes.

Posted on April, 20 2013 12:41:34 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4499 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
boht umda rashid bhai,..
nice lines

no likes.

Posted on May, 05 2013 12:56:42 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4326 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
hmm nice rashid bhai good work.

no likes.

Posted on May, 05 2013 01:13:22 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5047 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline

Har ek shab meri taazah azaab mein guzri
Tumharay baad tumharay hee khwaab mein guzri

Mein ek phool hun wo mujhe rakh ke bhool gaya
Tamaam umer usi ki kitaab mein guzri

no likes.

Posted on May, 11 2013 02:00:43 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4326 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
nice poetry kya bt hai

no likes.

Posted on May, 11 2013 02:16:46 PM

Saim44


Age: 34 Male
4289 days old here
Total Posts: 2775
Points : 11

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Rashid bhai nice poetry shared...i like it very much

no likes.

Posted on May, 18 2013 02:48:55 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4655 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Is Qadar Musalsal Thee.n Shiddatain Judayi Ki
Aaj Pheli Baar Os Se Mein Ne Bewafaayi Ki

Warna Ab Talak Yun Tha Khwahishon Ki Barish Mein
Ya Tou Toot Kar Roya Ya Ghazal Saraayi Ki

Taj Dia Tha Kal Jin Ko Ham Ne Teri Chaahat Mein
Aaj Un Se Majbooran Taaza Aashnaayi Ki

Ho Chala Tha Jab Bhi Mujh Ko Ikhtilaaf Apnay Aap Se
TU Ne Kis Gharri Zaalim Meri Hamnawaayi Ki ?

Tark Kar Chukay Qaasid Ko-e-Na-Muraada.n Ko
Kon Ab Khabar Laaway Sheher-e-Aashnaayi Ki ?

Tanz-o-Taana-o-Tohmat Sab Hunar Hain Na Siha Ke
Aap Se Koi Poochay Ham Ne Kia Buraayi Ki ?

Phir Qafas Mein Shor Utha Qaidyon Ka Aur Sayyaad
Dekhna Urra De Ga Phir Khabar Rihaayi Ki

Dukh Howa Jab Os Dar Pe Kal “Faraz” Ko Dekha
Laakh Aib Thay Os Mein Khuu Na Thi Gadaayi Ki

no likes.

Posted on August, 30 2013 12:59:22 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5047 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline

Likhu Kuch Aaj Yeh Waqt Ka Takaza Hai
DiL Me Dard Abhi Taza-Taza Hai
Gir Padte Hai Aansu Mere Kagaz Par
lagta hai KaLam Me Syahi Kam Aur ishq zyada Hai

no likes.

Posted on September, 06 2013 10:32:39 PM

aneel


Age: 27 Male
4554 days old here
Total Posts: 1690
Points : 65

Location:
shikarpur, Pakistan

Status : Offline
bhut he achi poetry share ki guiezz thanks

no likes.

Posted on September, 07 2013 12:25:29 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5047 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline

Duniya Main To Koi Aur Bhi Hoga Tera Jaisa

Par Hum Tujhe Chahte Hain, Tera Jaison Ko Nahi

no likes.

Posted on September, 15 2013 09:56:12 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5047 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Teri hi yaadon mein main apna naam bhool jata hoon
Milna tha kis ko, sabhi main kaam bhool jata hoon

Barri mushkil si hoti hai wapis hosh main aney ko
Kab sona kab jagna, subah se shaam bhool jata hoon

no likes.

Posted on September, 28 2013 12:54:43 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5047 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Yun wafa k silsile musalsal na rakh kisi st
Log aik khata k badley, saari wafayein bhool jatey hain

no likes.

Posted on January, 26 2014 11:00:15 PM

2waqar


Age: 34 Male
4025 days old here
Total Posts: 2325
Points : 35

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Yeh zaroori tau nhi k ek khata k badly wafain khatam hojayen...

no likes.

Posted on January, 26 2014 11:07:06 PM

2waqar


Age: 34 Male
4025 days old here
Total Posts: 2325
Points : 35

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
vo firaaq aur wo visaal kahaa.N
vo shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaa.N

fursat-e-kaarobaar-e-shauq kise
zauq-e-nazzaaraa-e-jamaal kahaa.N


no likes.

Posted on January, 27 2014 10:02:42 PM

alawan


Age: 38 Male
3987 days old here
Total Posts: 153
Points : 51

Location:
rawalpindi, Pakistan

Status : Offline
Udas Ho Jata Hoon............

no likes.

Posted on January, 29 2014 09:26:52 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Jo Meri aankhon se Khuwab dekho
To Aik shab bhi na So sako Gay

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:36:26 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
K Laakh Chaho Na Hans sako gay
Hazaar chaho na Ro Sako gay'

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:37:44 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
K Khuwab kya hain Azaab Hain yeh
Mere Dukhon ki kitaab hain yeh

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:38:58 PM