Forums > General Talks > <<<< AQWAL E ZAREEN >>>>
princeijazahmad


Age: 43 Male
4870 days old here
Total Posts: 471
Points : 59

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : <<<< AQWAL E ZAREEN >>>> (closed)
Islam Qubool karne ke baad main ne har mah ko Allah ke liye aik ghulam aazad kia agar is waqt mumkin na huwa to baad main aazad kia ……… (Hazrat Usman Ghani R.A.T.A).

no likes.

Posted on August, 30 2011 02:38:57 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4053 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Zindagi aise guzaro k jab ap yahan se jao to har koi ap ko mss karta rahe .na k ap kisi ko ap se tangi ho

no likes.

Posted on December, 27 2014 08:29:15 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
1) Aram ki Zindagi Guzarna Chahte ho to Apne Dil se Lalach Nikal do

2) Us Talluq Se Betaluqi Achi Hai..!! Jis Taluq Mein Ehsas Na Ho..

no likes.

Posted on December, 27 2014 08:56:46 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4053 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hamsha ache lngon k sath rahen kiun k ache logon ki suhbat bi to acha bana dejti hai. Aur bure ki suhbat bura.

no likes.

Posted on December, 28 2014 07:43:42 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4053 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqawal e zareen hamesha kuch na kuch to hasil hota hai kiun k sub kuch milta hai hain na. . . . . . .

no likes.

Posted on December, 28 2014 07:44:52 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3982 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Zindgi man kbi halat k Sath samjhota
krna pare tu ghabrana mat "Dost"
Jhukta wohi ha Jis man Jan hoti ha
Akarna tu Mudy ki pehchan hoti ha
Hazrat ALI ( A.S)

no likes.

Posted on December, 28 2014 08:14:54 AM

Punjabian


Age: 34 Male
4021 days old here
Total Posts: 1587
Points : 31

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
boht hi acha topic hai aj kl is trha k topic hi bn rhe hen

no likes.

Posted on December, 28 2014 12:47:53 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4053 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Agr ache topic ban rahe hain to achi bat hain na is me pareshani wali kon c baat hai hain na khush huna chahye.

no likes.

Posted on December, 29 2014 07:28:50 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4053 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Me to ye sochta hun k yahan par posting kahan se le kar ki jati hai mujhe to itni malumat nai mil rahi.

no likes.

Posted on December, 29 2014 07:29:56 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3982 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb
sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon
me izafa kre 'Hazrat Ali (a.s)

no likes.

Posted on December, 29 2014 09:04:58 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4430 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Wo gunah jis ka tumhein ranj ho,
Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai
jis se tum main ghuroor paida ho jaye".

no likes.

Posted on December, 29 2014 09:05:51 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3982 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Kisi ne Hazrat ALI a.s se poocha:
"Dost aur bhai main kya farq hai?"
Aap ne farmaya:
"Bhai sona hai aur dost heera hai."
Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko
qeemti cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya:
"Sone main agar darar aa jaye to us ko
pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja
sakta hai. Jab ke heeray main aik darar
aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi
ban sakta.'

no likes.

Posted on December, 29 2014 09:06:39 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4430 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do
Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga.


no likes.

Posted on December, 29 2014 09:07:09 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3982 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat ALI a.s Ka Frman Hy:-
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr
Dega"

no likes.

Posted on December, 29 2014 09:07:51 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4430 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Aazmaye Hue Ko Azmana
Bewakufi He.
( Hazrat ALI a.s )

Logon Ki
Zaroraton Ka
Tum Se Wabasta
Hona Tum Per
ALLAH Ki
Enyat Hai. (Imam Hussain a.s)

no likes.

Posted on December, 29 2014 09:08:36 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4053 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Farhan hassan bhai ap ko hum khush amdeed kehte hain ap ate raha karen aur baten karte rahen ge. . .

no likes.

Posted on December, 29 2014 09:57:42 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4053 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bhaio ap sub yahan par bahut achi posting kar rahe hain mujhe ap ki posting bari pasnd hai. . . . . .

no likes.

Posted on December, 29 2014 09:58:58 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3982 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain
( Hazrat ALI a.s )

no likes.

Posted on December, 29 2014 02:31:10 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3982 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Main Jannat K Shouq Main ebadat
Nahe Kerta,
K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe
Kerta,
K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon...
K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai......

no likes.

Posted on December, 29 2014 02:33:00 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Talwar se ziada taiz waar mujh par us shakhs k aanso karte hain, Jo apne naseeb Par rota hai Magr Namaz nahi parhta

no likes.

Posted on December, 29 2014 06:53:30 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5026 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Agar Tum Seedhay rastay pe ho aur kisi Mushkil ka samna nahi ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hai

no likes.

Posted on December, 31 2014 10:41:34 PM