Forums > General Talks > Wo Parda Kahan Gaya?
Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Subject : Wo Parda Kahan Gaya?
Perde ke mutalliq perhtey huve jab main quran shareef mien mukhtalif muqaamaat se guzraa to mujhe yeh ehsaas huaa ke Allaah taalaa hum per kitnaa merhabaan hai, yeh ussi kaa karam hai ke uss nien saaf safaayi ke mutalliq quran mien zikr fermaaa ker humien zindagi guzaarnien kaa sahi tareeqaa bataayaa uss fermaan ko humaare islaf wa buzurgoon nien khoob samjhaa khoob tafseeel se humare saaamnien pesh kiyaa ke Allaaah tabaraq wa ta'alaa kitnaa meharbaan wa kareem hai, lekin..........

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:04:02 PM


Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
lekin afsoos sad afsoos daur e haazir kaa jaayezaa lenien per pataa chaltaa hai ke humaari khwaateen is baat se kitni ghaafil hain, aur bepardagi ke sath khule aam sarkoon per ghoomti hain huee nazer ati hain, yehaan tak ke college jaanien waali larkiyaan to maghribi libaas mien college jaati nazer aati hain aur yeh samajhti hain ke yehi taaleem yaaftaa hoonien ki nishaani hai, main yeh nahin kehtaa ke aurat taaleem haasil naa karein balke yeh to musarrat ki baat hai ke puraanien zamaanien ki ..........

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:06:10 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
maujoodeh daur mien taaleem niswaan ko bahoot ehmiyat di jaa rahi hai, aur islaam nein bhi auratoon ko taaleem hansil kernien ki ijaazat di hai, lekin isskaa ghalat faayedaa naa uthaayien, main khwaateen se mukhatib hun kyaa hazrat aayesha rz nien taaleem haansil nahin ki thi?? Kyaa hazrat fatima(rz) nie taaleem haansil nahin ki thi ?? ager kisi masle mien shaq o shubhaa hootaa to sahaabaa karaam hazrat ayesha rz ki khidmat mien haazir ho ker deryaaft kerte aur phir hazrat aayesha rz uss masle kaa ........

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:07:09 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
hull bataati thin, Akser muslim samaaj ki khwaateen ko islaami masle ke mutalliq kuch nahin maaloom hootaa lekin isske bar khilaaf muslim samaj mien yeh hootaa huaa nazer aataa hai ke maan baap khushi se phoole nahin samaate ki humaari larki ek college mien perhti hai yaa humaari larki falaan university mien zer e taaleem hai, aur perde kaa ehtimaam kiye baghair apni larkiyoon ko ghar se baahir nikalnien ki aazaadi de detey hain iss ke ilaawaah muslim mazheb se talluq rekhnien wali auratien bari .........

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:09:28 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
shaan se her tareh ke kaam kerti huee nazer ati hain, Aaj muslim muashre ki auratien baghal mien matching bag, matching chappal, haath mien mobile liye huve bari shaan se chalti hain, ager unse poochaa jaaye to akser khwaateen kehti hain ke kyaa karein majboori hai kyaa hazrat fatima rz ko majbooriyaan na thin ?? ............

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:10:47 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
kyaa unke gharelu haalaat khastaa na they?? Lekin iske baawajood unhoonien kabhi bhi perdeh daari se munh nahin moora ghar ghar mien chakki peeste peeste unke haathoon mien gatte per jaate they kunve se paani khiench khiench ker laanien mien haath wa kamar dard ke maare phatey jaatey they lekin kabhi bhi maujudaa duar ki muslim khwaateen ki tareh be perdagi ikhtiyaar na ki, meri maanoon aur behnoon hazrat fatima rz kaa ................

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:12:21 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Qoul sun Kar dars haansil kijiye ke dam rukhsati yeh vasiyat fermaati hai ke "mere janaaze ko raat ke waqt nikaaalnaa taa ke kisi ghair mehrim ki nazer mere janaaze per naa pare " meri tamaam islaami maan behnoon se guzarish hai ke who apnien islaaf ki zindagi ko namoonien ke taur per saamnien rakhien aur apnien aapko iss mien dhaalien ki kooshish karien, afsoos isske barr aqs aaj muslim samaaj se talluq rekhnien waali larkiyaan to apnien aapko "KASHISH"ke roop mien dhaalti hain aur her maan ............

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:15:52 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
yehi chaahti hai ke meri bahu "TULSI"ke jaisi ho, kitni sharm ki baat hai ke ek muslim mazheb se talluq rakhte huve bhi hum ghairoon ki sohbat ikhtiyaar kernien se zarrah baraber bhi nahin katraate aap nien bhi kabhi soochaa hai ke ghair muslim bhi kabhi humaaraa (musalmaanoon kaa)tareeqaa kaar apnaate hain?? Kyaa kabhi who who humari tareh naqaab kaa ihtemaam karti hain? ..........

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:17:41 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Lekin ek muslamaan hai jo maghribi tehzeeb apnaanien mien fakhr mehsoos kertaa hai perde ke talluq se islaam mien se waeedien wa azab bhi muqarrir kiye gaye hain, ager hum iss per poori tareh amal peraa hotey hain to humaari duniyaan aur aakherat sanwar jaayegi aur Inshaah Allaah her jageh humien qaamyaabi se humkinaar kiyaa jaayegaa.

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:19:13 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5038 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
wah afzaal akele akele bolne ka bhe shoq rakhte ho

no likes.

Posted on February, 21 2011 10:26:39 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Yar akele akele kya mein ne topic create kiya aur post kya ab wo users ka kaam hai k reply karien ab mein un ko zabardasti tu nahi lasakta na.

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:02:25 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
iski sirf ek hi wajah hai wo ye ke hum Islam se door hote ja rahe hain. agar hum Islam ke hisab se chalain to islam har girz is kisam ke Fashion ki ijazat nahi deta,jis se Jisam Numaya ho.

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:38:12 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
ajkal fahashi phailaanay mai internet aur tv sab say aagay, aur uskay baad khavateen ziada important role play kar rahi hain. shadio mai parties mai tv mai ap kahin bi daikh lain, itnay chhotay kaprey mard nay nahi pehnay hongay jitnay k khavateen nay pehnay hotay hain, tv say fashion aata hai aur phir .....

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:39:23 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
azaad khayal larkian usay follow karti hain, karachi ka aik channel HumTV ajkal bohat kamyaab chal raha hai, us par bi din ba din fahashi barh rahi hai... eid par aik fashion show laga jis mai kuchh girls almost nude thin... aur us libas ko wo fashion ka naam day rahay they. pakistani mard jeans pehan laingay, shalwar kameez, suit pehan laingay, means k motay kaprey, jism nazar nahi aata, lekin sab hi jantay hain k ziada tar khavateen, shadio par kis kisam k kaprey pehanti hain, .....

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:40:49 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
shadio par kis kisam k kaprey pehanti hain, YA phir sea side par kia hota hai....

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:42:01 PM

851990


Age: 34 Male
5026 days old here
Total Posts: 157
Points : 150

Location:
Lahore , Pakistan

Status : Offline
ohhhhhhhh MASHALLAH Ur stamenah is outclass by the way Afzal bhai !!!

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:42:43 PM

rana4amir


Age: 38 Male
5029 days old here
Total Posts: 1252
Points : 124

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
awsome yaar

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:49:12 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Thanks for comments

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:57:01 PM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Bus dua karo k allah ta'alla humein aise kamoon say bachaye(ameen)

no likes.

Posted on February, 21 2011 11:58:21 PM

Kashi


Age: 39 Male
5031 days old here
Total Posts: 5953
Points : 29

Location:
Gujrat, Pakistan

Status : Offline
Wese yar Afzal bhai apko jaghar sarion ka patah hai k kahan kya hota hai hahaha

no likes.

Posted on February, 22 2011 09:56:49 AM

Afzal


Age: 32 Male
5026 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Is ka kya matlab?

no likes.

Posted on February, 22 2011 03:47:30 PM