manum-maa nayaz-mandi ke be to nayyaazdaara I am needful person, who needs yougham-e-choon to naaz-nini behzaar naaz-dara I will take for granted very dearly the sorrow of a beloved like you tuu-e- afataab, chashman wa jamaal tust roshan You are the sun; my eye is alight with your beauty agar ast-o-baazgeeram be ke chashm e aaz-daaram if I giveup you , to whom I ll go yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahin zahir kahin chhupa dekha kahin mumkin hoa kahin wajib kahin fani kahin baqa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahin zahir kahin chupa dekha kahien woh baadshaah-e-takht nasheen kahin kaasa liye gadaa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahin zahir kahin chupa dekha kahin wo der libaas-e-mashokan bar-sare naaz aur aada dekha kahin zahir jahin chupa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahin aashiq niyaz ki soorat seena Girya-o-dil jala dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha kahin zahir kahin chupa dekha yaar ko humne ja-ba-ja dekha
no likes.
|