Forums > Masti Box! > My beautifull poetry collection
Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Subject : My beautifull poetry collection (closed)
"MUJHE AUR KAHiN LE CHAL WASI"

Jahan RAAT Kabhi SOi Na Ho,

Jahan SUBAH Kisi Pe ROi Na Ho,

Jahan Hijr Ne Wehshat BOi Na Ho,

Jahan Koi CHEEZ Kisi Ki KHOi Na Ho,

Jahan LOG Hon Sare BEGANE,

Jahan Sab K Sab Hon DEEWANE,

Jahan Koi Jhoot Ho
Na AFSANE,

Jahan Koi "HAM" Ko Na PEHCHANE,

"MUJHE auR KAHiN Le CHAL WASI"

Jahan Nafrat DiL Me BAS Na Ske,

Jahan Koi KisiKo DASS Na Sake,

Jahan Koi Kisi Pe HANSS Na Sake,

"MUJHE OR KAHiN LAY CHAL WASI..

no likes.

Posted on February, 20 2011 09:26:06 AM


umair33


Age: 32 Male
5081 days old here
Total Posts: 1645
Points : 225

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Website Pe Bhi Milty Hain jbi Poch Raha Hu...

no likes.

Posted on February, 21 2011 02:59:01 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
"Ghazal"


Kabhi Gham Ki Aag Me Jal Uthe,
.
.
Kabhi Dagh-e-Dil ne Jala Dia,
.
.
Ay Junoon-E-Ishq Bata Zara,
.
.
Muje Q Tamasha Bana Dia,
.
.
Gham-E-Ishq Kitna Ajeeb Hai,
.
.
Ye Junoon Se Kitna Qareeb Hai,
.
.
Kabhi Ashk Palkon Pe Ruk Gaye,
.
.
Kabhi Poora Darya Baha Dia,
.
.
Abi Kar Raha Hai Wo Ibteda,
.
.
Mera Keh Raha Hai Ye Tajruba,
.
.
Usay Zindagi Ki Hai Arzu,
.
.
Muje Zindagi Ne Mita Dia ,,,,
%:Udasiaan:%

no likes.

Posted on February, 21 2011 03:02:46 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
"MAIN Tere Warqon Men Bikhra Hoon"

"KABHI Woh Purani Kitabein Kholo To Yaad Karna"

"MAIN Qatra Qatra Barsaat Mein Barsoon Ga"

"JO Un Barishon Mein Bheego To Yaad Karna"

"MAIN Saans Saans Teri Yaadon Mein Basa Hoon"

"JUB Saans Ko Ukharta Pao To Yaad Karna"

"MEIN Lamha Lamha Teri Yaad Mein JALTA Hoon"

"KABHI Khud Ko Khud Se Khaffa Paao To Yaad Karna"

"MEIN Raat Raat Tujhe RAB Se Mangta Hoon"

"KABHI TUM BHI HAATH UTHAAO TO YAAD KARNA".
%:Best of luck:%


no likes.

Posted on February, 21 2011 03:07:50 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
"Saghar Saddiqi"
"Ghazal"

Kb hui pyar ki Barsat hume yad nhi,

Khof mai Doobi mulaqat hume yad nhi.

Hum to madhosh thy kuch itna us ki Chahat mai,

Us ne kb Chor Dia sath hume yad Nhi.

Zindagi jabr e musalsal ki trah kati hai,

Janay kis jurm ki pae hai saza yad nahi.

Mai ne palko se Dar e yar par Dastak Di hai,

Mai wo sael hon jisy koi sada yad nahi.

Aao 1 sajda karain Aalam e madhoshi me,

Log kehtay hain k Saghar ko khuda yad nahi.
%:Best of luck:%


no likes.

Posted on February, 21 2011 03:09:20 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Kabhi yaad aaye to poochna
Zara apni khalwat_e_
shaam se,

Kisey ishq tha teri zaat se
Kisey pyaar tha tere naam se,

Zara yaad karo k woh kon tha
Jo kabhi tujhe b aziz tha,

Wo jo jee utha tere naam se
Wo jo mar mita tere naam pe,

Hamain be_Rukhi ka nahi gilla
K yehi wafaon ka hai sila,

Magar aisa jurm tha konsa
Gaye ham dua_o_salam se,

Na kabhi visaal ki chaah ki
Na kabhi firaaq mein aah ki,

K mera tareeqa_e_
bndagi
Hai juda tareeqa_e_aam se.
%:Best of £uck:%


no likes.

Posted on February, 21 2011 03:12:33 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
,;, Kehte Hain ,;,

"Waqt" se pehle aur "Kismat" K bina...

Kisi Ko Kuch milta nahi,

Affsos!

Un K paas "Waqt" nahi,

Hamare pass "Kismat" nahi..!!

no likes.

Posted on February, 21 2011 03:14:17 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
ONLY 4 YOU..

Kab hui pyar ki barsat hume yad nhi,

Khof may doobi Mulaqat hume yad nhi,

Hum to Madhosh thy kuch itna us ki Chahat may,

Us ne kb Chor dia sath hume yad Nhi.

Zindagi
jabr-e-Musalsal ki trah kati hai,

Janay kis jurm ki pae hai saza yad nahi,

Me ne palko se
Darr-e-yar par Dastak di hai,

Me wo sahel hu jisay koi sada yad nahi,

Aao
Aao
1 sajda karain Aalam-e-Madhoshi me,

Log kehtay hain k "SAJJAD"
ko
KHUDA yad nahi.

no likes.

Posted on February, 21 2011 03:15:29 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
""DÖSTI""
Hurf Nhi Jo Mitt Jye

Umr Nhi Jo Dhal Jye

Safar Nhi Jo Kat jye

Ye Wo ehsas Hay mery DÖST

Js K Lye Agr Jiya Jye Tu

Zndgi shayd Km Prh Jye.

no likes.

Posted on February, 21 2011 03:17:02 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline

Aisi lagi udas sar-e-sham ZINDAGI,

Jaise kisi ki aankh ka ilzam ZINDAGI,

Apne jahan mein dekha tere baad kuch nhi,

Hum ne laga di aaj tere naam ZINDAGI,

Ab doston k haath mere haath mein nahi,

Girne laga hoon aaj,mujhe tham ZINDAGI.


no likes.

Posted on February, 21 2011 03:18:40 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Wo jo dar badar,
khak basar hue,

Wo jo lut gaye,
be-ghar hue,

Wo na mangen tum se tumhara ghar,

Na tumhara sukh,
Na tumhara dar,

Wo to chahte hen guzar basar,

Unhi wadion men umar bhar,

Ye karra waqt,
Ye talkhiyan,

Ye gardishen,
ye bijlian,

Hai hamary Rab ka ye imtehan,

Chalo Qaflon ko karo rawa

no likes.

Posted on February, 21 2011 03:19:57 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Matti sy bana tha matti hi ban jaun ga,

is say aagy na kuch kar paya na kar paun ga,

Rota hua aaya tha Rulata hua jaun ga,

Pairon ki dhol hon hawaon men bikhar jaon ga.

Jb dunia tere chor k yahan sy jaon ga,

Dekh lena (bewafa) tum ko bahot yad aaon gÄ.~

no likes.

Posted on February, 21 2011 03:21:03 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Ye dour hy Afra Tafri ka,

Ye waqt hy nafsa nafsi ka,

kuch hosh nahi insano ko,

khatra hy sb hi jano ko,

ek khof sa sb pe chaya hy,

chehra chehra murjhaya hy,

Q duniya me andhera hy,

Q zulm ne sb ko ghera hy,

Awaz ye diL se aati hy,

Or raaz mujhe batlati hy,

DEEN pe chalna chorh dya,

QURAN se rishta torh dya.

Bus ye hy waja barbadi ki,

Bus ye hy waja nakami ki.

Allah hamen hidayat aata kre.
Aameen...

no likes.

Posted on February, 21 2011 03:22:17 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
"Kbi thak k so gye hm, Kbi raat bhr na soye,

Kbi hans k gham chupaya,Kbi munh chupa k roye.

Meri Dastan-e-Hasrat wo suna suna k roye,

Mere Azmane waly mjhy azma k roye.

Shab-e-Gham ki aap beeti jo sunayi Anjman me,
Kai sun k Muskraye,Kai Muskura k roye.

Main hon Be-Watan Musafir,Mera naam Be-Kasi hai,
Mera koi b nhi hai jo Galay laga k roye.

Mere paas se Guzar kr mera Haal tak na pocha,
Main ye kese maan jaon k wo door ja k roye...!!"

no likes.

Posted on February, 21 2011 03:23:02 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Gham na hota to "Ghazal" kon kehta

Teri khobsurti ko "Kanwal" kon kehta

Yeh to "Mohabbat" ka karishma hai

*D0st*

wrna

Pathar ki diwaron ko "Taj mahal" kon kehta.

no likes.

Posted on February, 22 2011 08:49:08 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Dösti ki Gäliyön
me köi Ghäm nä hö

Hämäri ye Dosti käbhi käm nä hö

Bäs yehi häi Düä
Tüm Khüsh rähö !

Kyä pätä ye msg bhejne wäle Dost
KÄL H0 NÄ H0..!!

no likes.

Posted on February, 22 2011 08:49:51 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Ye poetry nahi hai

Banai kia khuda ne sohni soorat "MUHAMMAD" ki

Huwa ashiq wo jis ne dekh li surat "MUHAMMAD" ki

Kamal-e-Husn-e-Yusuf par faqat ashiq zulekha thi,
Khuda khud jis pe ashiq hai wo surat hai "MUHAMMAD" ki.

Musalmano ko jub jannat k darwazey per rokein ge,

Hukum ho ga k jane do ye ummat hai "MUHAMMAD" ki,..

no likes.

Posted on February, 22 2011 08:50:38 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Ye b poetry nahi hai
"KAABA" Kitna Khush QISMT hai,

k ye ALLAH ka ghar hai,

Lekin is mai ALLAH nhi rehta,

Momin "KAABA" se b zeyad Khush QISMT hai jis k dil mai ALLAH rehta hai!

no likes.

Posted on February, 22 2011 08:51:29 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Yahan apni apni kahani per

Sub hansty hain sub roty hain.


Dil to sub hi ka hota hy

aur dukh b sub k hoty hain


Kuch ashk dilon per girty hain.

Kuch mati main mil jaty hain.


Kuch lafz ada ho jaty hain.

Kuch honton main sil jaty hain.


Mana k adhory rahty hain.

Per khawab to sub k hotyy hain.


Kuch kho ker b pa laty hain.

Kuch pa ker b kho jaty hain.


Yahan"
apni
apni
kahani
per
sub
hansty
hain
sub
roty
hain".

no likes.

Posted on February, 22 2011 08:52:01 PM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
There is always a sign board "DRIVE SLOWLY" near a school.

But

Never near a girls college. . Why?

Ans: Bcoz here vehicles automatically get slow..!;-)

no likes.

Posted on February, 23 2011 12:04:30 AM

Afzal


Age: 32 Male
5058 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Tum ne to thukra diya haal e gharibi dekh kar
"FARAZ"

hum to aaj b anmol hain ishq k bazaar mein....:



no likes.

Posted on February, 23 2011 12:05:41 AM