Forums > General Talks > Ehsas (the story)
  • Page 1 of 1
  • 1
abdullatif

Age: 30 Male
4976 days old here
Total Posts: 2846
Points : 231

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Ehsas (the story)
Eik dafa ka zikar hay kisi mulk mein eik badshah raha karta tha.wo badshah nahayat hi samaj dar or jawan tha.iss badshah ky doo bachy thy ky malika ka inteqal ho gaya.badshah ko sub dosri shadi per amada karny lagy.akhir car badshah dosri shadi karny per amada ho gaya.or badshah ky liye eik khubsurat shahzadi talash kar li gai.eik din badshah subha bagh ki seir kar raha tha.badshah thak kar eik darkht ky nechy beith gaya.yeh wohi purana darkht tha jahan badshah apni malika ky sath betha karta tha.or wo inhi sochoon mein gum tha iss ne dekha dakht per wohi purana ghunsla bhi tha jahan chirya apny doo bachoon ky sath raha karti thi.badshah ne dekha chirya kuch bemar thi.woo urny ki koshish kar rahi thi magar nechy gir gai.jub badshah ne kareeb phunch kar dekha tu chirya mar gait hi.badshah bhut afsorda howa or mehal wapis a gaya.
Tesary din badshah dobara issi jaga betha howa tha iss ne dekha ghunsly mein dosari chirya a gait hi iss ne donoon bachoon ko ghunsly say bahir gira diya.woo chirya or chira doono rahny lagy.yeh dekh kar badshah ka dil bhar aya or issy chirya ki kahani apni zindagi sy kuch milti julti lagi.tub badshah ne sochy yeh tu parendy hein hum phir insan hein.dolat net u insane ki soch ko badal diya hay.jaisa ky chirya ky bachoon ky sath howa.kahein mery bachoon ky sath essa na hoo.dosari chirya ki tarah woo bhi mery bachoon ko mujh say juda na kar dy.tub hi badshah ne faisla kia ky woo dosari shadi kabhi nhi kry ga or apny bachoon ki hifazat kry ga.or apny pass rakhy ga.
Tu dostoo badshah ne dosari shadi kabhi na ki or chirya ki kahani say sabaq hasil kiya kuon ky badshah ne eik parindy sy sachi ibrat hasil ki.

no likes.

Posted on April, 27 2011 09:04:21 PM

Sheikho

Age: 31 Male
4967 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
abdullatif said:

Haai EHSAs

no likes.

Posted on April, 27 2011 09:23:26 PM

atif03

Age: 47 Male
5004 days old here
Total Posts: 7660
Points : 828

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
hmm iss kahni ko parha ik khobsorat ahsas howa lakin insano or janwaro may bara farak hay or Allah subhan tallah nay islam may shadi ki ijazat rakhy hay iss ki waja bhee zaroor koi hogi tamam loog ik jaisy nahy hoty ho sakta hay us ko new shazadi kay roop may ik achy maan bhee mil jaty anyway jab islam may shadi ki ijazat hay tu us ki koi na koi khobsorat waja zaror hogi ye mara khyal hay ho sakta hay mairy mentality aap logo say match na kary par mujh ko jo sahy laga may nay kah diya

no likes.

Posted on April, 27 2011 09:29:16 PM

abdullatif

Age: 30 Male
4976 days old here
Total Posts: 2846
Points : 231

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
bilkul sake kaha aatif bhai... .

no likes.

Posted on April, 27 2011 11:02:41 PM

abdulhannan96

Age: 31 Male
5006 days old here
Total Posts: 487
Points : 57

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
iss kahni ko parha ik khobsorat ahsas howa lakin insano or janwaro may bara farak hay or Allah subhan tallah nay islam may shadi ki ijazat rakhy hay iss ki waja bhee zaroor koi hogi tamam loog ik jaisy nahy hoty ho sakta hay us ko new shazadi kay roop may ik achy maan bhee mil jaty anyway jab islam may shadi ki ijazat hay tu us ki koi na koi khobsorat waja zaror hogi ye mara khyal hay ho sakta hay mairy mentality aap logo say match na kary par mujh ko jo sahy laga may nay kah diya

good story..

no likes.

Posted on April, 28 2011 02:14:13 PM

atif03

Age: 47 Male
5004 days old here
Total Posts: 7660
Points : 828

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
abdulhannan96 said:

iss kahni ko parha ik khobsorat ahsas howa lakin insano or janwaro may bara farak hay or Allah subhan tallah nay islam may shadi ki ijazat rakhy hay iss ki waja bhee zaroor koi hogi tamam loog ik jaisy nahy hoty ho sakta hay us ko new shazadi kay roop may ik achy maan bhee mil jaty anyway jab islam may shadi ki ijazat hay tu us ki koi na koi khobsorat waja zaror hogi ye mara khyal hay ho sakta hay mairy mentality aap logo say match na kary par mujh ko jo sahy laga may nay kah diya

good story..

waht do u mean by good story Abdulhanan

no likes.

Posted on April, 28 2011 04:05:42 PM

abdulhannan05

Age: 31 Male
5000 days old here
Total Posts: 13123
Points : 261

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
ehsaas hi tou hota hai bhai ehsas hi tou sari cheez hai

no likes.

Posted on August, 03 2013 04:45:21 PM

wool02

Age: 33 Male
5000 days old here
Total Posts: 3752
Points : 107

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
ehsaas hi khatam ho gaya hai logon main

no likes.

Posted on August, 03 2013 07:03:03 PM

abdulhannan05

Age: 31 Male
5000 days old here
Total Posts: 13123
Points : 261

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
ye story tou story hi lagti hai kahani hai ye

no likes.

Posted on August, 15 2013 10:42:21 AM

  • Page 1 of 1
  • 1