Forums > General Talks > Sharat ki Saza (Story)
  • Page 1 of 1
  • 1
abdullatif

Age: 30 Male
5023 days old here
Total Posts: 2846
Points : 231

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Sharat ki Saza (Story)
Majid eik sharer larka tha.woo har waqat koi na koi shahrarat karta rahta tha.kabhi behen ki copy phar di.tu kabhi ghar ki koi cheez kharab kar di.ami or aba ne issy kaien bar samjhaya kay ghar ki cheezoon ko kharab nhi karma chahy.ghar ki cheezon ki hifazat karni chahy,her waqat shahrart karny say issy bhi nuqsan phunch sakta hay.kaie bar issy saza bhi milli.lakin iss ne apni adat nhi choori.eik din majid ki ami sehan mein safie kar rahi thi majid kamry mein kheel raha tha issy shararat suji wo stool per char kar chalangein lagany laga ammi ne a kar ussy roka.woo baz na aya or chalangein lagaty hoy stool phisal gaya or diwar say ja kar takraya stool ki eik tang toot gai majid farsh per gir para or iss ky pawoon mein moch a gaie.dard sy rony ki awaz sun kar majid ki ammi dhorti hoie aein.issy uthaya or doctor kay pass ly gaein.
Doctor ne majid ky pawoon per pati bandh di or issy chalny phirny say rok dia.ab majid bistar per para tha.majid ki ami iss ky pass bethein or kahny lagi majid beeta mein ne kahi bar tumein samjhya ky shararat na kiya karoo tum ne mera kahna nhi mana.abb tum kahin din tuk chal phir nhi sakoo gay tumhari parhaie ka bhi herj hoo ga.tum kheel bhi nhi sakoo gay.majid beeta hamara jisam Allah ki namat hay humein iss namat ki kadar karni chahy.hum koi essa kam na Karin.majid ne apni ammi ki batein goor say sunein or iss ne wada kia ky abb woo kabhi shararat nhi kary ga

no likes.

Posted on April, 27 2011 09:00:45 PM

Sheikho

Age: 31 Male
5014 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
abdullatif said:

Kya Saza HAi!

no likes.

Posted on April, 27 2011 09:24:06 PM

abdulhannan05

Age: 31 Male
5047 days old here
Total Posts: 13123
Points : 261

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
sharat ki kafi bari saza mili hai uss ko sahi na!

no likes.

Posted on August, 03 2013 04:55:16 PM

wool02

Age: 34 Male
5047 days old here
Total Posts: 3752
Points : 107

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
sharat lagana tou buhut hi buri baat hai

no likes.

Posted on August, 03 2013 06:53:36 PM

  • Page 1 of 1
  • 1