Subject : KALAM-E-KHURSO ktina doob ke likha aik piar karne wale ashiq neThis showcases Hazrat Amir Khusrau's mastery over the two languages and the role played by him in the genesis of Urdu. -------------- Ziehal-e miskeenn makun taghaful, duraye naina banaye batiyan; ki taab-e hijran nadaram ay jaan, na leho kaahe lagaye chhatiyan Shaban-e hijran daraz chun zulf wa roz-e waslat cho umr kotah; Sakhi piya ko jo main na dekhun to kaise kaatun andheri ratiyan Yakayak az dil do chashm-e jadoo basad farebam baburd taskin; Kise pari hai jo jaa sunaave piyare pi ko hamaari batiyan. Cho shama sozan cho zarra hairan hamesha giryan be ishq aan meh; Na neend naina na ang chaina na aap aaven na bhejen patiyan Bahaqq-e roz-e wisal-e dilbar ki daad mara ghareeb Khusrau; Sapet man ke waraaye raakhun jo jaaye paaon piya ke khatiyan AAJ SUN KE BAHOT MAZA AA RAHA HAI,
no likes.
|