Subject : Slection of love hum kis se piyaar karin?mostly dekha ye gaya hai k, jb humara buchpan hota hai to hum apnai toys se piyaar kertai hain, koi humain marta hai ya toys snatch kerta hai tub hum apnai parents ko pukartai hain. school life main apni study aur friends ko pasand kertai hain, college life main humain kisi se mohabat hojati hai, aur hum sirf usi ko sochtai hain, ager mohabbat mil jai to khush kismat nahi to kahen aur shadi kerli, job hai to paisi ki mohabat, nahi hai to job hasil kerne ki mohabbat, wife hai to wife ki mohabbat aur bachon ki mohabbat hamari sari life ka piyaar dosron k liai reh jata hai mager wo kahan hain jiho ne humain paida kia? hamain pala? Hamari Zarorat Poori ki? Khud bookhai rahai lakin humain khana khilaya? Hannn hamarai parents... kia hum un ko piyaar nahi de saktai? ager hum itna piyaar apnai parents ko dain to hamari poori life ki ibadat ek taraf aur maan baap ki khidmat ek taraf. think about it...................
no likes.
|