Forums > General Talks > Waldain ka nafarman
Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Waldain ka nafarman
Aik zamane me kisi qabirtan se aik murda uthta aur gadhe ki awaz nikala tha wo har roz asar k bad aisa karta .aik buzurg aae to kisi ne un se pocha k ye kia waja hai. To bazug ne bataya k ye aik din baitha tha aur is k waldain bi baithe the is ne apne waldain se kaha tha k khamosh ho jau har waqt gadhe ki tarah reegte rahte ho. Pher us k bad jis din se ye mara hai jb bi wo waqt hota hai ye aisa karta hai.

Are mere bhai ye aik na farmani thi hum bi apne andar jhaken hum kia kar rahe hain Allah se maafi mango aur apne waldain k farmanbardar ban jaw

no likes.

Posted on February, 20 2014 08:41:06 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kainat bhai ap bi to kahen gaib ho gae hain samjh me nai ata k ap bi naraz hain ya koi waja hai waise.

no likes.

Posted on September, 26 2014 09:39:46 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mujhe hairat hoti hai k log apne waldain k sath kaise bad tameezi karte hain itna pyara rishta hota hai

no likes.

Posted on October, 10 2014 11:05:51 AM

HAQ


Age: 26 Male
4349 days old here
Total Posts: 1277
Points : 36

Location:
Kahuta, Pakistan

Status : Offline
Ameen


no likes.

Posted on October, 10 2014 11:16:55 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Haq bhai ap itni choti comments kiun karte hain is ka to bilkul faiada bi nai hota hai hain na bhai. .

no likes.

Posted on October, 11 2014 08:00:16 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hum to har waqt koshsh karte hain k apne waldain ki na farmani na karen aur jitana ho saken in ki khidamt karen

no likes.

Posted on October, 18 2014 08:20:21 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Waldian ki nafarmani nai karni chahye jis ka ap jante hain k is se Allah aur pyare nabi naraz hote hain.

no likes.

Posted on October, 26 2014 07:51:24 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bhaio agar hum sochen to hum kafi galat ja rahe hain kiun k mere rab ka irshad hai k ufff tak bi na karo .

no likes.

Posted on October, 28 2014 07:10:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne waldain k nafarn na banu apne rab k mujrim ban jao ge aur agr maan baap naraz hun to rab bi naraz hojata hai.

no likes.

Posted on October, 28 2014 07:14:02 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Allah pak ka bi hukam hai k agr nafal parh rahe ho aur maan bulae to namaz tor kar bat manum pehle man ki.

no likes.

Posted on November, 23 2014 08:40:45 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Nabi e pak s.a.w.s ne bi farmaya k me jamat kara raha hota aur qiat shoro karta itne tak meri maan bula leti to me maan ka kehna manta.

no likes.

Posted on November, 23 2014 08:42:03 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne waldain k nafarman na banu jo wo kehte hain wohi karo aur kuch bi na karo apni marzi ko tark kar do maan ki marzi k aage.

no likes.

Posted on November, 23 2014 08:43:22 PM

Awais148


Age: 30 Male
4277 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
waledain ki nafermani to hamain kisi soorat nahi keni chahiye kun ke wo apni khuahishaat ko chor ker hamari pori kerte hain

no likes.

Posted on December, 01 2014 08:33:39 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aj ka ye daur hum ko btata hai k plz plz aj kal man bap ki qadr nai rahei ap ko waqt hai qadar kar lo.

no likes.

Posted on December, 02 2014 08:12:01 AM

Awais148


Age: 30 Male
4277 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
sahi keh rahe hain kun ke main ne daikha hai apni in ankhon se logon ko jo izzat nahi kerte waledain ki

no likes.

Posted on December, 02 2014 07:15:56 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mujhe afsoos hota hai k log akhir aisa kiun karte hain kha waja hai k wo aisa karne pe majbor hai jo nai karna tha.

no likes.

Posted on December, 04 2014 09:25:50 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Waldain ki qadar ka andaza aise hota hai k Allah ne khud farmaya k uff tak nai kar sakte hain ap. . .

no likes.

Posted on December, 04 2014 09:26:56 PM

HAQ


Age: 26 Male
4349 days old here
Total Posts: 1277
Points : 36

Location:
Kahuta, Pakistan

Status : Offline
Allah hmm sbb ko Maaf marmaey

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:03:29 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ameen . Bhai jan bus hum ko chahye k jitna hu sake apne waldain k farman bardar banen kbi nafarmani na karen

no likes.

Posted on December, 13 2014 08:25:10 PM

Punjabian


Age: 34 Male
4008 days old here
Total Posts: 1587
Points : 31

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
sahi yr lekin aj kl koi bh farmabrdari ka sahi mtlb nahi janta agr sab farmabrdar hote na to log sudhar na jate

no likes.

Posted on December, 26 2014 07:55:51 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4040 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hannan bhai ap to kahaen gum ho gae the kahan the ap itna arsa bad yahan pe aae hain hum ne kafi mis kia.

no likes.

Posted on December, 26 2014 08:20:38 PM