Subject : Bahot khas information(must see) Q:- Quran ki pehli surat kis chiz pr likhi gyi? A:- Khajur k patto pr.Q:- Quran me kis sahabi ka zikar aya ha? A:- Hazrt Zaid Bin Haris(R.A). Q:- Quran me sbse km hurf konsa aya ha? A:- Zoain. Q:- Qalma Taiyba me kitne nuqte hyn? A:- Koi nuqta nhi ha. Q:- Quran me lafz Allah kitni bar aya ha? A:- 6701 bar. Q:- Konsi 2 surtein ek 7 nazil hui? A:- Sooreh Falaq aur Sooreh Naas. Q:- Quran k pehle katib(likhne wale)kon the? A:- Hazrat khalid bin saeed(R.A)... Umeed krta hn apko passand hogi Thanks.
no likes.
|