SHAGIRDeIQBAL
com.jpg)
Age: 37 
4626 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45
Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan
Status : Offline |
iski reason ye he k jis insan ko phansi di jati he usy waqt btaya jata he k apko mot ki saza he or is ki tmam karwai men itny din lagyn gay, usky wo din pory karna lazmin hota he us se pehly saza nahi di jaskti or na usky bad, jab us ka waqt pora hota he to agla din shiru hony se pehly or pehla din or rat khatam hon k bad usy phansi di jati he, court ka fesla or phansi k order hmesha din k waqt aty hen is liey pehly din count hota he or din k sath rat bhi count ki jati, bas din or rat mukamal hony k bad agli subo se pehly phansi de di jati he
no likes.
|