Forums > General Talks > pakistan kiya hai.
shadabnaqvi2


Age: 30 Male
3769 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Subject : pakistan kiya hai.
Lagta hai pakistan k sath Allah ka khas hi mamla hai jo mulk aik soi nai bna sakta is mulk nay dafai alat o hathiyaron ki tiyari mein puri duniya ko heran kr diya hai.

2 or 3 examples only....

Atom bomb ki tiyari mein Uranium ko jis machine mein afsoda kiya jata hai isko centri fuge machn kahty hain aur ye 1sec mein 20,000 chakar lagati hai baz techinici wajohat ki wajah sy isy sirf Aluminium Based ki bnaya ja sakta hai aur tez speed ki waja say ye chand hours mein nakara ho jati hai...!!

Pakistan duniya ka wahid mulk hai jisny steel based centrifuge machn bnai hai jo kai hafton tk karamad rahti hai is mamly mein pakistan ny america aur kai countries ko pechy chor dya hai.
Apni is mchn ki madad say PAK uranium ko 97% tk afsoda kar sakta hai jisky bad isy ap befikar ho kr hathon mein lay sakty hain iski tabkari khatam ho jati hai...!
Jubky india uranium ko 50 sy 60% tk afsoda kar sakta hai jisky khatrnak tabkari asrat sy mutasir indian atomic plants main bht sy marez dakhy ja sakty hain lakn bra nuqsan ye hai k kam afsoda hny ki wajah sy phat sakti hai aur india k atomic plants par rawaiti weapons sy attack ho to ye atom bomb ki tarah phaty gi.

Jabky Pakistan ki uranium in sub khamion sy pak hai.

no likes.

Posted on January, 17 2014 08:39:04 AM


Sabirshah


Age: 33 Male
3840 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pakistan aik islami mulk hai aur kia hai bhai jan mujhe apna pyara mulk bara pyara lagta hai ap ku nai lagta.

no likes.

Posted on March, 12 2014 07:03:54 PM