Subject : na phir se koi ZIA hoga na kisi ne likha hoga na kisi se suna hoga ye jo hadsa hua mujhse na kisi se hua hoga koi un sa nazr aaey to hi dil ko koi bhaey koi un sa nahi shayd na hi koi hua hogamain kitna akela hon tumhen kia khabar logo mit chaley meri mohabbat k zero zabr logo hui koi khata mujh se ya dil na mila mujh se ya k esa ho shayad wo dil se na mila hoga main kuch na tha pehly phir rang jo charha uska main yoon phir hua us sa kabhi na koi hua hoga wo mujhy bhoolny ki jo baten karta he aksar woh bahany chorrny k bohat sochta he aksar woh soch le phir bhi k is zid pe amal kar k na mera bhala ho ga na uska bhala ho ga kiun wo mery ishaq ki gehraion se darta he he haq parast to kiun sachaiyon se darta he phir bhi us ne kaha jesy mene khud ko kia wesy ke us k saanchy men koi na esy dhala ho ga koi gustakhi na ho us se woh is tor drta tha k apna qadm bhi tery qadm k bad rkhta tha jo ik pal bhi na rehta tha kisi k bina pagal woh pagal bichar k us se kaisy jieya hoga phir kia hua usko wo jo jahano se larr jata waqt aany pe jo dil k armanon se bhirr jata wo jo sitaron ko chhony asmaano pe charh jata apni zat se hi gya wo to kisi chand ko chhua hoga chalo kiun na phir se main usy toot k chahon usy mushkil na ho phir se esa aasan hojaon ary phir bhi wo apna he agar dil ko samjhaon meri hi himmaten hon gi mera hi hosla hoga wo izzat se pesh aata tha dil se baat karta tha burayan bhol jata tha achayan yad karta tha phir jo dhondy ga wo waqt guzar chuka hoga na pehly tha koi esa na phir se koi ZIA hoga
|