Subject : hikmat ki achi baaten ¤ Bh00le bhatke 0r andhe k0 rasta batana sadqa dene ki manind he, ¤ Jab zuban ki islah h0 jati he t0 dil ki bhi khud bakhud islah h0 jati he, ¤ Ghum se r00h me tawanai aati he, ¤ Rishwat iman ke sath insan k0 bhi kha jati he, ¤ Sabar jannat ke khazan0n me se 1 khazana he, ¤ Khushi insan k0 itna kuch nahi sikhati jitna ghum sikhati he, ¤ Asal kh00b s00rti irade ka kh00b s00rat h0na he, ¤ Baap ki sakhti bardasht kar0 ta ke ba kamal ban sak0, ¤ Baap ki batein gh0r se sun0 ta ke d0sr0n ki na sunni parhein, ¤ D0lat behtareen khadim lekin bad tareen dushman he, ¤ D0sr0n ki khubiy0n ki tareef se zyada un khubiy0n par amal karne ki zar0rat he, ¤ Apni zar0rat0n k0 mehd00d kar dena hi d0lat mandi he, ¤ Apne hunar ke zariye dunya kamana, deen ke zariye dunya kamane se behtar he, ¤ Asal kamai ilm 0r amal d0n0 jama karna he, ¤ Tera mukhlis d0st w0 he j0 teri taraf us waqt aye jab sari dunya tujhe ch0rr de
no likes.
|