Forums > Poetry / Ghazal Corner > jo udas hain tere hijr main
Awais148


Age: 30 Male
4077 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Subject : jo udas hain tere hijr main (closed)




no likes.

Posted on September, 03 2013 10:21:31 AM


Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Pinapti Hain In main Vahshatain see
Aziatain In main Photti hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:43:22 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Un hi ke Dar se Khizaan Hain Jazbay
Un hi se shakhain see tot'ti hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:44:41 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ghamon ki Bandish hain Khuaab mere
Ahal Raha hai Dukhon ka Lava

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:46:32 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Rahen Aatish hain khuwab Mere
Khayal sare Jhulaas gay hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:49:14 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Sulagti Khuahish hain khuaab Mere
Ukharrti Sansain hain Zindagi ki

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:50:16 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Jo Meri aankhon se Khuaab dekho
To Aik shab bhi na So sako Gay!

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:52:32 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hai NAFS k Hathon tu Majboor Kitna
Sub Jaan k Bhe hai aaj La'Shaoor Kitna
Jis Chehry ne hy 1 Din Matti main Mil Jana
Us Chehrey Pe Hai Tujhe Gharoor Kitna
1 Sajde k inkaar ne IBLEES ko shetaan bana diya
Tu Khud jaan Le tera hai Qusoor Kitna

Jin Ki Sunnat pe Chalna tujhe Gawara Nahi
Terey Waste roye the woh Huzoor Kitna

Tune Chakhi hai Faqt Gunahon ki Lazzat

Tu Kya Jane
Aey Muslim

Zikr-e-Elahi main hai Suroor Kitna

by Allama |qbal

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:53:40 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hum Wo Patty Nahi Jo Shakh Se Gir Jaty Hain FaraZ..
Kehdo Toofano Say Zara Okat Main Rahen

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:54:58 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh
Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:56:06 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
A kASH YAHAN BARAS JAYA NOORR KE BARSH
EMAN KA SHISHON PAR BARI GARD JAMI HA

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:59:45 PM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Wo Mujhko Sonp Gaya Fursatain December ki
Darakht Jaan Per Wohi Sardion ka Mousam Hai

no likes.

Posted on January, 30 2014 12:03:15 AM

Rohama


Age: 30 Female
4261 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mein Tujhe Yaad Bhi Karta Hun Tou Jal Uthta Hun
TU Ne Kis Dard Ke Sehra Mein Ganwaya Hai Mujhe

no likes.

Posted on January, 30 2014 12:10:40 AM

madihajamil


Age: 28 Female
3772 days old here
Total Posts: 950
Points : 82

Location:
Sheikupora, Pakistan

Status : Offline
Narsari Ka Dakhla Bi Sarsri Mat Janye

Aap Ke Bache Ko Aflaton Hona Chahye

Dosto English Zrori Hai Hmare Waste

Fail Hone Ko Bi Ik Mazmon Hona Chahye


no likes.

Posted on January, 30 2014 01:19:42 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3840 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Awais bhai ap ki ye poetry kafi achi hai ap isi tarah post karte raha karu ge tu aur behter hu ga na

no likes.

Posted on February, 11 2014 09:12:34 PM

Awais148


Age: 30 Male
4077 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
sabir bhai ye poetry meri nahi hai main ne to kahin or se yahan pr post ki hai
or main koshish kron ga ap ki fermaish pr

no likes.

Posted on February, 11 2014 09:35:30 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3972 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
awais bhai asi poetry to main ne sirf apki hi perhi hai.
itni acshi poetry hai k mari ankhon se aanso nikal aye.
ab post mat kerna or...

no likes.

Posted on February, 20 2014 02:20:52 PM

mazharkhan


Age: 28 Male
4012 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924

Location:
Mehar 76330, Pakistan

Status : Offline
youn rah-e-wafa ki saleb per
do qadam uthane ka shukriya

barra purkhatar tha ye rasta
tere lot jane ka shukriya

jo udas hain tere hijr main
jinhain bojh lagti hai zindagi

sar-e-bazm youn unhain dekh kar
tere muskurane ka shukriya

teri yad kis kis bhes main
mere sher-o-naghma main dhal gai

ye kamal tha teri yaad ka
mujhe yaad aane ka shukriya

jo zamane bhar ka usool tha
wo usool tu ne nibha dia

yehi rasm thehri hai motbar
mujhe bhool jane ka shukriya

no likes.

Posted on February, 20 2014 11:54:14 PM

mazharkhan


Age: 28 Male
4012 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924

Location:
Mehar 76330, Pakistan

Status : Offline
Kuch is tarha meri ankho mein basy hein Ansu
Hont chup hein to zuban ban k sajey hein Ansu

khud hi dy kar meri Ankho mein yah sary Ansu
Poochta hai key baata kisney diya hein Ansu

Faarq itna sa hai chaahat mein meri aur uski
usko khushia hi milen mujhko mily hein Ansu

Jisko her ghum sy bachaya tha meri chahat ny
Aaj us shaks ney Ankho mein diye hein Ansu

Dekhty kia ho meri Aankh sey niklaa Ansu
Ankh meri ha magar us key sajy hein Ansu

Khud to aram sey wo mujhko bhola betha ha
jiski chahat ki saza mein yeh miley hein Ansu

Yeh meri ankh nahi raait ka sehra hai jahan
khushk ankho mein kali ban k khely hein Ansu

Apny jis hath sey likha tha usey sari umar
kup kapati usi ongli sey meety hein Ansu

Ek muddat sey jiesy dil ney bhula rakha tha
Aaj pakho pa wo tasveer baney hein Ansu

Jisny tanha mujhy rota hua chora tha
Aaj tak uskey lia likh hi rahey hain Ansu

no likes.

Posted on February, 20 2014 11:55:32 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3972 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
awais bhai spka topic acha hai or poetry bhi buhat achi hai.
ab to khoso aahib ne bhi apke tooic per poetry post ker di hai.

no likes.

Posted on February, 21 2014 12:53:31 PM

mazharkhan


Age: 28 Male
4012 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924

Location:
Mehar 76330, Pakistan

Status : Offline
Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai,
dil main bas ek Tamanna hi kafi hai,
Tamanna hai ye ki aap sada kush raho,
hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai

no likes.

Posted on February, 21 2014 03:25:53 PM