Forums > Poetry / Ghazal Corner > Ghazal
Awais148


Age: 30 Male
4311 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Subject : Ghazal (closed)

kaisi lagi ghazal reply must plzzz

no likes.

Posted on September, 03 2013 10:20:24 AM


alawan


Age: 38 Male
3987 days old here
Total Posts: 153
Points : 51

Location:
rawalpindi, Pakistan

Status : Offline
Uska Pyaar Nahi To Mujhe Kaza De

Khuda Tu Meri Zindagi Ko Parda De

Main Bas Nahi Paya Jiske Dil Me Us Saksh Ko Mere Dil Me Jagha De

Gar Usko Chahna Khata Hai Meri Phir Shouk Se Tu Mujhko Saza De

Ya To Main Jee Saku Uske Bagair Ya Mujhe Chahne Ki Use Wajha De

Gar Ho Sake To Mujhe Kaafir Kar De
Nahi To Mujhko Tu Mera Khuda De

Apni Surat Me Uska Chehra Nazar Aaye
Ya Khuda Mujhko Tu Aisa Aaina De De

Ya Bhuja De Chirag Meri Raaho Ke Ya Mujhe Meri Manzil Ka Pata De De

Jaane Kyu Dam Nahi Nikalta Mera
Ay ishq tuje khuda ka wasta

Ya Yaar De Ya Maar De


no likes.

Posted on January, 27 2014 02:49:29 PM

2waqar


Age: 34 Male
4025 days old here
Total Posts: 2325
Points : 35

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
vo a.njuman me.n raat ba.Dii shaan se gaye
imaan chiiz kyaa thii ka_ii jaan se gaye

mai.n to chhupaa huaa thaa hazaaro.n naqaab me.n
lekin akele dekh ke pahachaan se gaye

vo shamaa ban ke Khud hii akele jalaa kiyaa
paravaane kal kii raat pareshaan se gaye

aayaa teraa salaam na aayaa hai Khat ko_ii
ham aaKhirii safar ke bhii saamaan se gaye

"Rahi" ji.nhe.n Khudaa bhii na samajhaa sakaa kabhii
baiThe biThaaye dekh lo ab maan se gaye

no likes.

Posted on January, 27 2014 09:54:36 PM

2waqar


Age: 34 Male
4025 days old here
Total Posts: 2325
Points : 35

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
vo chaa.Ndanii kaa badan Khushbuuo.n kaa saayaa hai
bahut aziz hame.n hai magar paraayaa hai

utar bhii aao kabhii aasamaa.N ke ziine se
tumhe.n Khudaa ne hamaare liye banaayaa hai

mahak rahii hai zamii.n chaa.Ndanii ke phuulo.n se
Khudaa kisii kii muhabbat pe muskuraayaa hai

use kisii kii muhabbat kaa aitabaar nahii.n
use zamaane ne shaayad bahut sataayaa hai

tamaam umr meraa dam use dhue.N se ghuTaa
vo ik charaaG thaa mai.n ne use bujhaayaa hai


no likes.

Posted on January, 27 2014 09:58:59 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Rifaqatain In main Chotti hain
Mohabbatain in main Roothti hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:41:23 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Pinapti Hain In main Vahshatain see
Aziatain In main Photti hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:42:44 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Un hi ke Dar se Khizaan Hain Jazbay
Un hi se shakhain see tot'ti hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:44:06 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ghamon ki Bandish hain Khuaab mere
Ahal Raha hai Dukhon ka Lava

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:45:57 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Rahen Aatish hain khuwab Mere
Khayal sare Jhulaas gay hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:47:44 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Sulagti Khuahish hain khuaab Mere
Ukharrti Sansain hain Zindagi ki

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:49:41 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Jo Meri aankhon se Khuaab dekho
To Aik shab bhi na So sako Gay!

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:50:44 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
KisiKi ChaHat Par DiLSe AmaL KarNa
DiL Na TuTe UsKa,ItNi FiKar Karna
Ye ZinDagi Khaas He ApKe LiYe
Par Ap JiSke Liye Khas Ho UsKi KaDar KrNa

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:51:47 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hai NAFS k Hathon tu Majboor Kitna
Sub Jaan k Bhe hai aaj La'Shaoor Kitna
Jis Chehry ne hy 1 Din Matti main Mil Jana
Us Chehrey Pe Hai Tujhe Gharoor Kitna
1 Sajde k inkaar ne IBLEES ko shetaan bana diya
Tu Khud jaan Le tera hai Qusoor Kitna

Jin Ki Sunnat pe Chalna tujhe Gawara Nahi
Terey Waste roye the woh Huzoor Kitna

Tune Chakhi hai Faqt Gunahon ki Lazzat

Tu Kya Jane
Aey Muslim

Zikr-e-Elahi main hai Suroor Kitna

by Allama |qbal

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:53:07 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hum Wo Patty Nahi Jo Shakh Se Gir Jaty Hain FaraZ..
Kehdo Toofano Say Zara Okat Main Rahen

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:54:26 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh
Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:55:31 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ajab rasm hy chara garon ki mehfil mey...
laga k zakhm namak sy misaj kartay hn...
ghareb e shehr tarasta hy ek nawaly ko...
ameer e shehr k kutay bi raaj kartay hn..

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:57:17 PM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Woh kaisey log hain YA-RAB jinhon ne pa liya tujh ko ...
humain to hogaya dushwar ek INSAA ka milna

no likes.

Posted on January, 30 2014 12:01:03 AM

Rohama


Age: 30 Female
4495 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Daffan hoon ehsaas ki sadiyon purani qabar mein,
Zindagi ik zakham hai aur zakham bhi taaza nahin..
Mana k tera waqt Qeemti hai, khaas hai,
Ham bhi nayab hai tu ne hi to kaha tha

no likes.

Posted on January, 30 2014 12:07:59 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4074 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Maza kar dia janab ap log kafi teez hu gae hu gazals k badshah lagte hu mujhe galt fehmi tu nai huwi hai na kahen

no likes.

Posted on February, 11 2014 09:14:16 PM

Awais148


Age: 30 Male
4311 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
sabir bhai main ne to sirf aik hi ghazal post ki hai baqi sab to dosron ne post ki hain ye to asli hi poetry lover hain

no likes.

Posted on February, 11 2014 09:32:39 PM

hearthackervsgirls


Age: 40 Male
4206 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
awais bhai apne poetry per bhi itne topics bna dale hain.
ager hum itne topics bnate yo hsmare topics close ho jane the.
spke abhi tak kiun nho hue.

no likes.

Posted on February, 20 2014 02:23:00 PM